Never turn a WINNER into a LOSER
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    ji han forex ko kabhi itna easy na len agar aap ko profit hone lag jaye is business me to apa aisa na karen ke is me dehan kam dena shuru kar den is me or ziada carefully ho jayen aap taa ke aap ko kabhi bhi loss ho he na sake .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Never turn a winner in to a loser is sentence ka meaning ye hay k kbhi apni progress ko kbhi apnay loss me tabdeel nahi krna chahiye kiun k aik kamyab trader agay ki taraf jata hay kbhi pechay ki taraf nhi jata so humesha success me increase krni chahiye
      • #228 Collapse

        Dear Brother! Yes I think a winner from forex trading can turn anytime into a loser. Because a winner always have confidence on his work. And this confidence may turn into over confidence. Over confidence is not good for business and anytime it brings loss.
        • #229 Collapse

          ok friend, you are right ha or loss ko kam karty ha es lia mari nazar mi wo experiance trader best ha es lia hamy b hard work karni chaheya or khub practice karni chaheya ta k ham b best trader ban s........
          • #230 Collapse

            buhat hi behtreeen i can say a best motivational sharing comes from your side..thnx so much mera bhi sb yehi kehna hai ke ager ap jeet chuke hai to isko khabi haar mai na badle himmat kare nd lardte rahe jeet apki hogi
            • #231 Collapse

              bhai jaan ap bilqul theek keh rahay hain. never turn a winner into a looser ka matlab ya hay k ap ager apni education and experiance ki waja say winner hain to kisi bhe bewaqufi ki waja say looser na baan jain. forex trading main iss ka matlab hay k lalach (greed) ya emotional trading nahi krni chahya. ap ko forex main loss ni hoga or ap ko forex main acha profit mill jye ga forex bhoot hi best hai or muje forex main work ker and forum main posting kern yeh sub work bhoot hi acha lagta hai yeh good hai work
              • #232 Collapse

                ji ha dosto app ne hardwork karna pare ga forex me tab hi app aek kamyaab trader ban sakte hey or kamyaabi hasil karne ke liay app ne dekha hoga ke her business me mehnat karni parti he or mehnat karke app kamyaab hote hey or forex me bhi loser ke liay koi jhaga nahe he
                • #233 Collapse

                  i think mary khayal sa talk about one of the most famous sayings from the world of Forex trading business Many times you would ha......................
                  • #234 Collapse

                    haan ap thek keh rhy ho bro ak trader ko kabhi bhi haar nahi man'ni chahye bal k apny asal k andr waly trader ko pehchna chahye wo ye sochy k wo sb kuch kr skta hai confident ho to uski jeet kabhi haar mein tabdeel nhi ho ge kiun k wo hud confident ho ga aur success ki traf he jaye ga.
                    • #235 Collapse

                      Asalam o Alaikum... jee bilkul thek kaha apne me apki baat se agree karta hun puri tahan se.. winners ko chahiye kay isko easy na le aur apne experience se easy rahay aur rules pe chaltay we he trade kare isi se usko hamesha success milaygi
                      • #236 Collapse

                        Assalam o alaikum.. Well i agree with this traders should never turn a winner into a looser, isi baat ko ager hum is tarha bhi dekhen to ghalat naji hoga k traders profit earn kerte hain then unki greed unko looser bana deti hy..
                        • #237 Collapse

                          dear brother...! agar aap aik kamiyab insaan hain aur agar apko business mai loss hojae to apko himmat nahi harni chiay..apnay apko loser nahi samajhna chiay...
                          • #238 Collapse

                            orex main ap ko loss hota hai lekin ager ap forex main expert hain to ap ko forex main loss ni hoga or ap ko forex main acha profit mill jye ga forex bhoot hi best hai or muje forex main work ker and forum main posting kern yeh sub work bhoot hi acha lagta hai yeh good hai work aik aisa kam hay keh hum forex trading main apny profit ko apni choti si galti say loss kar sakty hay so humay full dhyan say trading karni chahiey.
                             
                            • #239 Collapse

                              bhai jaan ap bilqul theek keh rahay hain. never turn a winner into a looser ka matlab ya hay k ap ager apni education and experiance ki waja say winner hain to kisi bhe bewaqufi ki waja say looser na baan jain. forex trading main iss ka matlab hay k lalach (greed) ya emotional trading nahi krni chahya. forex trading main apny profit ko apni choti si galti say loss kar sakty hay so humay full dhyan say trading karni chahiey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                G mere bhai mai aap ki baat se agree karta hun humain forex per kaam karte huain apni success ko loss mein change nahi karna chahain aur aesa tub hi hota hai jub hum koi mistake karte hai ya zayada profit ki lalch mein loss kar lete hai is liye humain trade sooch sumj kar aur dihan se karni chahain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X