Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha
    Dear friend main ap sa khana cahta hu ka thora thora kr ka bnda kamyab ho jhata ha iss lia mari ap sa request ha ka ziada sa ziada manaat karin ta ka ap kamyab ho jain orrr apna achi income hasil kr lain orr forex main kamyab ho agr ap ka loss bho ho jy tho please manaat krna na chora agr ap na manaat krna chordi tho kabhi hhi kamyab nai ho sakthy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

    hamy is mai mehnat karne chahey pher he hum is main kamyabe hasil kar sakty hain agar hum si main mehnat nahe kary gy to hamy is main kamyabe be nahe hasil ho ge hamy market mai kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey agar hum rules ko ignore kary gy to hamy loss hp jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ya ky agy bara ja saky
    • #3 Collapse

      Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

      Dear friend forex trading men kamyabi hasil karna mushkil hota hey aur jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

        ji han aapki baat bilkul sahi hai ki thoda Jodi karke hi kamyabi Insan Ko milati Hai agar koi yah Jata Hai yah kam hi vah achha profit Hasil kar le ya FIR Kisi bhi Business mein Kamyab Ho Jaaye to yah uski bahut badi bhul hai Kyunki Insan kabhi bhi Thodi mehnat Karke Jyada Badi kamyabi Hasil nahin kar sakta aur apni Manzil Tak pahunch Ne ke liye usko sidhiyon ki jarurat Jarur hoti hai vah Pahle Se Aakhri Tak pahunchne ke liye Nafrat Karta Hai tab pahunch pata hai lekin Agar vah yah Chahe ke vah pahle siripathu Kadam rakhte lekin uska Agla Kadam agri per ho to yah galat baat hai Kyunki Insan ko kamyabi step by step hi milati hai aur iske liye bhi usko bahut jyada effort aur struggle karna padti hai abhi jakar vah apni Manzil Tak Kaun pada hai Forex trading to Ek Aisa business hai jismein aap Thodi Thodi Karke learning karte hain aur Thoda Thoda hi profit Hasya Loka Hai Jaoge bahut jyada experience ke pass hi jyada profit Mein change ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

          Zindgi k kisi b muqam pe insan mehnat k sth he kamyab hota ha ghabrane ki bajae agr hm thora thora hosla k sth sbr krin to kamyabi hm sy door na ho gi
          • #6 Collapse

            Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

            forrex say kay jatia ha our isd zasdi log per ni hot gher say kay jatia ha hao gher sau kay jatia ha our is zadi log per bu ni kartia ga ghhe say kay jatia ha our is zadsui kaam ni hoit forex sau kay jartia ha our is zadi log poer ni hot gher say nkiay bjatisa ha our i9s zadi log per bni hot
            • #7 Collapse

              Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

              Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han dear friends apki bat bilkul drust hy k Pakistan forex forum mein kamyab hona koi asan kam nhi hy blky proper treqy se kam krna chahiye daily basis p kam krna chahiye daily ka target daily complete krna chahiye tbi ap kamyab trader bn skein gy ehsta ehsat apne work p focus krty rhien inshallah bre trader bn skein gy bs apna kam proper treqy se krna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                G Han !! Bulkal insan thora thora kuxh Na kuxh kary to kamyab ho he jata ha..air forex ma humy aaram aaram say kaam apni full constantly kay sath he karna chayia..kaam chayia kaam chayia zeyda kayia Jay ya kam ...jinta bee kayia Jay apni puri menat air lagan key sath he kayia jaya..tak step by step hum kamabi ki serio paa char saky .insan agir thori thori c menat kary to wo aik kamyab ho sakta ha.k ki bee cheiz thory ya zadha paa depend karti bulkal her cheiz app ki menat paa he depend kery ge...App jinte menat karo gaya uthni he kamabi he app ko mily ge..air trading ma app thora thora kar buat zadha kamabi ko hasil kar sakty hay..
                • #9 Collapse

                  Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                  Appina kisi be kam mien insan ak dum sy he kamyab nahi hota bilak thora thora kr ak kamyabi hasil krta hy agar humy appine kisi kam mien kamyabi hasil krna hy to humy is mien chahiiya ka hum appine business mien ziyada sy ziyada hardworking ka sath work kry to he humy kamybai hasil hogy
                  • #10 Collapse

                    Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                    Assalamo alaikum:Yes dear ap ne sahi kaha thora thora ker k insaam kamyab ho jata ha mager kamyab hone k liye acha knowledge aur achi mehnat ki bahot zaida zaroorat hoti ha humein zaida se zaida mehnat aur lagan k sath kam kerna chahiye is se hum kamyab ho sakte hy jitni hum mehnat karein gay itna hi humein us ka sila mile ga ager hum mehnat kam karein gay to us ka sila bhi kam mile ga agrr hum poori mehnat aur lagan k sath kam karein gay to humein is ka poora poora sila matlab acha response mile ga achay response ka matlab hum is me achi earning ker sakein gay is liye humein chahiye k hum is per mehnat karein ta k hum kamyab hu:Thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                      Friends Thora Thora Kar k he agay kamiyabi milti hai ek kahawat hai qatra qatra darya banta hai tu bs samjh lijiay k forex mein Thora Thora kamain phir dekhain darya kaisay banta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                        Ki Nahin Ham Agar Ham kam Karte Hain To Toda Toda se kam Mein kam Mein milati Hai hamen bhi Is Tarah Humko nahin mila Diya gana Mein Kamyab hona hai To Hamen Toda Toda hokar kam karna padega aur apne mahine per Subah karni hai Kaun mahine par Sawar Karke Hamen Kuchh mil sakta hai agar Ham mehnat per Se banae Karte aur lajpore jail Baji Mein Aata lekin Ham usmein Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte aur Apna apne aap ko Kamyab bana sakte hain to Apna Kam Yaha banane ke liye Hamen Chahe Ke aapane Main To Sabar kar apne aap kam hai banane ke liye kam karo mehnat karta kya macha kar security, han To Agar aapko bahut kuch karna hai kaam ko chahiye, ki mehnat karte raho apne aap Kamyab bana de raha hai kya Mile kuch kar sake aur apne aap ko aur Kamna Banaye aur apne liye kuch kar sake Agar Hamen kam Karna Hai To Hamen Toda Toda kam karna hoga Apne kam Mein Bhi Is Tarah Se Hoti Hai Jalwa ji Mein kamyabi Hasil hoti hai ki Ham is per kam Karenge banaenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                          yahan bilkul aapane theek hai ki thoda thoda Karke insan kamyab ho jata hai ya nahin a Raha kaun sa jitna aap kam karte rahenge aapka kam hota hai baithe ho jaega aapko sabar ka Mubarak aana hai lalach bilkul Nahin Karni kyon kya sabar se aap acche se acche kamyabi hasil karenge thoda thoda ya nahin hath ke panchal abhi aapko prapt milte Hain to aap ke liye behtar hai aur aap aise continuously apni agar struggle jari rakhenge to aap acche se Accha Bana sansad karenge karenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                            ji han aapki baat bilkul sahi hai ki thoda Jodi karke hello kamyabi Insan Ko milati Hai agar koi yah Jata Hai yah kam greetidi mehnat Karke Jyada Badi kamyabi Hasil nahi kar sakta aur apni Manzil Tak pahunch Ne ke liye usko sadiyon ki jarurat Jarurat hoti hai vah Pahle Se Aakhri Tak pahunchne ke liye Nafrat Karta Hai tab pahunch pata hai lekin Agar vah yah Chahe ke vah pahle siripathu Kadam rakhte lekin uska Agla Kadam agri per ho to yah galat baat hai Kyunki Insan ko kamyabi bit by bit hey milati hai aur iske liye bhi usko bahut jyada ience ke pass hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thora thora kr ka insaan kamyab ho jhata ha

                              Ek Kamyab Insan banne ke liye Hamen mehnat aur Shabar donon se kam Lena Hota Hai koi bhi Kamyab Insan ekdum se Kamyab Nahin ho jata balke uski Piche uski Salon ki mehnat Hoti Hai hard-working hoti hai aur Sabar Hota Hai hai agar Ham start Mein Hi disappoint Ho Jaaye aur kam Chhod De To Ham Kaise Kamyab Honge Hamen Hamesha mehnat karna chahie kabhi bhi Apna Kam chhodana Nahin chahie Har Kamyab Insan Chote Chote steps cross karta hai kabhi bhi vah jump Karke ekdum se top per Nahin Chala Jata

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X