Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    My dear friends forex trading market main forex traders ko chahiye ke wo forex main trading karne se pehle market ki movement ko chek karin ro market ki news par khas tawaja din. new bohat important hoti hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      trading k liya news ko bhi samnay rakhna bohat zarori ha kio k ye market news ka bohat asar leti ha aor trend market ka news se bhi change ho jata ha is liay ye bohat zarori ha...............
      • #993 Collapse

        Nahi humay news kay elawa bhi trading karni chahiey kyun keh news kay elawa bhi humay bohat achay chance milty hay jis par hum theak say trading kar sakty hay so humay chahiey keh dil lga kar market par focus karen
        • #994 Collapse

          Jee bilkul humay news par trading karni chahiey kyun keh news par hum acha profit earn kea ja saka hay bs humay chahiey keh news ko follow karty huwaay he trading karen aur esi trha gain kar sakty hay
          • #995 Collapse

            G han hmen is business me news k sath sath update reh kar k kam karna chahe kyun k agr hm news k sath sath reh kar is business me trading krty hain tu hm is business me acha profit asani se hasil kr skaty hain or is tarah se success b ho sakty hain
            • #996 Collapse

              g hai me ut apni tardig ko aik new kay level pe hi karta ho agay apki apniu marzi hai kiay ap ksi tarah say is ko mabngte karay gayu is ko bhews pe kary gay ya oinmdicatr pe karay gay ye apkii apnay kam karnay ki baat ho gi
              • #997 Collapse

                mujhy nahi lagta ky sirf news pe trading karni chiye news aksar dhoka bhi de deti hain ulti bhi ho jati hain es main apko mehnat karni parti ha ap study karain es pe phr trading karain.
                • #998 Collapse

                  Dear Apne sahe kaha sirf news p he trading nhe krne chahee balke bake ka sare analysis ka bhe hamen elm hona chahee, news koi 100 percent shurity nhe dete he k market aese he jaege, jabke real market to kse bhe direction me ja sakte he up ya down, han agr apka analysis strong hoga to ap acha andaza laga sakte ho
                  • #999 Collapse

                    nhe bhai jaan humay just news per he depend reh kar trading nhe karni hoti hai markets ko humay samjne bhot he zarori hota hai and us k liye humay sab say pehle techincaly analysis karni hoti hai ziayda tar markets usi base per he move karti hai per news and techicanly analysis ko dono base per he humay trading karni chaiye
                    • #1000 Collapse

                      nhi brother aisa nhi hai ke just news ke time hee trade krna chahiye apko technical fundamental dono analysis ka pta hona chahiye tbhi app trade krr sakty hain news time apko chokanna rehna chahiye ke news ka market py impact kyaa hone wala hai aggr apko news ki smj nhi aati to app trade na kren apni price action orr technical analysis ko strong kren
                      • #1001 Collapse

                        g haan bhai appnay sahi kaha hay k humain her time news pe hi trading nahi karna chhaye hay q k ye waqai mai loog yehi samjhtay hain mager mai bhi news pe trading nahi karta hoon mai to sirf chart ki position daikhta rehta hoon aur usi k mutabq trading karta hoon
                        • #1002 Collapse

                          g nahin jnab him ko news par hi treding bahin karni cahye kun kah jab news jati hyvti him ko us min buhT hi zyda rusk lyna hota hy is lie kun kah pata nahin hota hy kah kya ho ga
                          • #1003 Collapse

                            dear hum ko sirf news per he trading nahe karni chaya hum ko new ko dekh na chaya wo is liya new say hum ko market kay baray mai pata chal tha hay trade karay ya hay agar hum new sa he trading karay to hum ko loss ka samna karna par sak tha hay ......
                             
                            • #1004 Collapse

                              News kay waqt trading karna bohat khatar naak ho sakta hay ise liye News par trading sey prehaise karna chayie jo log news par trading kartey hain asal main wo bohat high risk laitey hain aur news kay time market kafi move hoti hay jis sey price opper niche hoti hay ise lemhay wo faide lenay kay chakker main hotey jis main loss ka behi andesha hota hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                g bilkul sahe poucha apne mere bhai forex srif news pe he nhi hy balky hum forex international ki markets ko hum candlestick ko dekh kr be apni trade laga sakty hen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X