Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    dear ham news pwe trading tu ker saktay hain laken ia main loss ka bhi zada khatra rahta hai ager ham her waqt teading kerin tu sahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      dear ap ki baat mein wazn hai,humein news pay b depend krna chiye,but is k sath sath humara jo apna knowledge hai usy b utilize krna chiye,jab dono ka combination milta hai tu achy resulat aatey hai,and humary profit k chances bht ziada ho jaty hain,and humara confidence b bulid ho jata hia.
      • #933 Collapse

        Humean puri koshsh kerni chahy k hun technically market ko learn karean oir us k bad news trading karean gay to wo bhe humery leay bohat useful sabit ho ge oir hum us say acha profit nikall sagaen gay
        • #934 Collapse

          G han news pr trading se martket aik dam move karti ha or us se hm is bsuiness me kafi acha profit b hasil kar skaty hain isi liye news k sath sath trading krny se hm is business me kafi achi earning kr skaty hain or success b ho sakty hain
          • #935 Collapse

            HAMY NA SIRF news sa balky hamy har ak topic ko dykha kr soch samj kr pher atrding karni cheya tak hamy loss ni profit ho ak aucha tarder asa hi karta ha or hamy ak aucha tarder bany ki full koshesh karni cheya.............
            • #936 Collapse

              g nai is kay sath sath hi apkomarket kay trend ko bi achi tarahs ay hi watch karna hota hai kay ap kis ki tarahs ay hi tarding ko handle kar rahay hai apko is buisness ko kasiay hi dekhna hai kis tarahsa y order taker lay kay aina hai
              • #937 Collapse

                Kaya ap pakistan froex fourm traidng my agar work karty ho to ap is my agar bhot achy sy trading karo ap is my
                • #938 Collapse

                  dost main tu ye samajta hon kay news pe trading se aviod karna chaiya kyun kay aksar iss main kafi trader ka buhaat zaida loss hota ha kyun teez movement ki waja se zaida tar log lalich main ah kay baray volume ki trade lag daitay hain aur against janay ki sohraat main aksar ka account hi wash out ho jata ha
                  • #939 Collapse

                    asslam o alikum my alll friend g han new ka bi forex ma kafi hat ha is liya new huma batati ha kab rate up hona ha or kab down hona ha is liya huma new ko zaroor chechk karny chaye
                    • #940 Collapse

                      Mary khayaaal say tu news say zayada texnical trading asaan hey issay hum kaffi earn krsakty by lakin technical k sath news ko b samjna baht zaruri hey WO islia k trading k waqat agr news ajain tu hama in loss ho sakta hy
                      • #941 Collapse

                        nahe news he kaam nahe ae ge ap trend pe dekho aur es mai indicator be dekh o aur pher sab sebest hai k ap analysis be dekh oaur market ka map samjo k keya hai
                        • #942 Collapse

                          mairy khayal sy to ham ko news ko b daikhna chahiye aur isky elawa market ki movement ko b daikhna chahiye k market up ja rahi hai ya down aur phir usi k mutabik trade ko buy ya sell mai trade karen taky ham ko maximum profit ho.
                          • #943 Collapse

                            Forex news sey aap ko update rahna zaroori hota hy lekan is ka yeh matlab nahi hy keh aap is par 100% amal karain. Yeh news kabhi kabhi aap ko woh sub kuch nahi deteen jo aap soch rahay hotey hain. Sub sey bari cheez aap ki judgement hoti hy. Pehlay aap market ko judge karain aur phir forex news ko dekhtey hoi lots lagayn.
                            • #944 Collapse

                              G haan dear lekin News se ap ko kafi help milti hai lekin News per Trading kafi rsiky hai ager ap dosrey useful tools ko use karey to yeh kafi beneficial hia ap ke liye or achcha trader bun ne ke liye thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                good aur acchi thread ki hay aap ney main aap say mutfak hoon mare nazrya say new tou khabhi hi good hoti hay es liye huemi bina news kay bhi trading karnay chahity kuch na kuch kamata rehayn agar news kay intzar mein trading nahin karein gay tou earning kar hi nahin sakein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X