Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #766 Collapse

    my dear brother main aap ko baat say atfak karta hoon aur mein bhi har roze forex ki news ko zaror dekhta hoon aur mara khayla hay ka news forex ki market kay moutab trading karna say buhat hi profit milti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #767 Collapse

      nhi aisa nhi hai keh hum news per he trading kare.humien knowledge laina chahiye websites sey news channels sey.yahan per details apko milti hai per tukka lagana yeh to loss ki taraf jana hai..sirf knowlwdge apna barhaye maloomat ley per apne dimagh sey soch smajh ker trade kare.study karte rahe apni field per.
      • #768 Collapse

        gee han main ap se agree hoon k humain news per trading kerni chahie lakin mare khyal main news k sath sath indicates k istemal bi kerna chahie ta k hum forex trading main loss se buch skain aur profit earn ker skain.
        • #769 Collapse

          Yes mere hisab se ham trader ko sirf news ko dekhkar trade nehni lagana chahie.Kiun ki news ko samjna am trader ki baski bat nehni he.Islie hame news ke sath sath technical analysis bhi karna chahie.
          • #770 Collapse

            News provide you information about the movement of market, so collect more information and decide your trade after your analysis. I think news always helpfull to make correct decision.
            • #771 Collapse

              sir g ma tu ye he kaho ga k jab trader new hota hai forex trading business wo kuch experience hasil karna k bad trading karta hai tu ma ye kaho ga k news ki trading us k liya best hai.
              • #772 Collapse

                news forex trade ka ek aham part hain sirf news per trade karne sa be hum bohat acha earn kar layte hain news ka market per bohat acha sar parta hain news ki help sa hum forex main daily bohat acha profat la sakte hain news forex market main daily ayti hain
                • #773 Collapse

                  g bilkul ap ny jo batain thred main post ki hain is main koi shakk ni hy woh haqiqat per mubni hain q k waqi sirf news per hum apni trad ni ker sakty q k lazmi ni hy k jaisa news main bataya ja rah ho aisa hi ho q k woh bhi to aik andaza hi bataty hain na is lye soch samjh ker trad kerni chye
                   
                  • #774 Collapse

                    according to me news b aik ahm hissa hai forex ka lekin sirf news pe he depend nahi karni chahiiye aap ko candle tricks seekny chahiye aur aap ko chahiye k fundamental analysis and technical analysis b karni chahiye.
                    • #775 Collapse

                      Nahi humay jab bhi market main achi trade milay kar leni chahey esi main humara profit chupa hota hay aur humay us time ko lazmi pakar kar apna profit lay lena chahiey.
                      • #776 Collapse

                        Bahi jan forex trading business main maray khyal say only news ko follow kar kay trade nahi karna chhayie bilkh trading kay trend ko har lehaz say anakysis kar kay hi trade lagani chhahie.
                        • #777 Collapse

                          han g belku kerni cahey key k news per tarding kerne main hame ye fadai hasil hujata hia k us din market ke move bhut fast hu jaty hia aur acha prfoit hasil hu jata h.,
                          • #778 Collapse

                            forex me siraf news per trading karna kfi had tak sahi hay magar hamaray jaisay forex news ko shaid itna nahi jantay tu is liay hum ko jahan say be koi news milay ya koi yeh kahay kah who cheez is taran trade karay ge tu hum usi taran trade lag dayn gay.
                            • #779 Collapse

                              nhi mjy nhi lgta ap sirf news ki base py trading nhi kr skty apko knowledge or experience hna bot zrori hai traiding ky liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #780 Collapse

                                assalam oalaikum g han bhai jakn ap ne buahat achi bat ki hai k news ki trading me koi reality nahi ha ye to chaance ha or is me bhi hume expirianc ki buhat zarorat parti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X