Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Yes nhai ap bilkul teak keh rahen ha kyon ke ham news me sirf tuka bazi hi karte han or hame sirf news pe depend nahi rehna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      ha karna chahiye per osse pehle news per b dehan hon chahiye taake is se humme loss na ho aur ye bat b he k thhradin news k baghair b hoty he per agar news mai karna ho ya job waghera mai to please pehle se sochna chahiye taake apko loss naho pir kiya faida hoga jab loss ho jai
      • #273 Collapse

        je bhai ap ney theek kaha hey mey khud bhe yeh he smjhta hoon k news per trading nahe kerni chahye bulkay isey kuch bhe nahe smjhna chahye jab bhe hum trading kren sirf apnay analysi ko dekhty huwey market mey enter hon na kay news per trading kren.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
        Well, right now, we will share some important points regarding trading with news.

        Bohat sraay log smjhtay hen kay bulkay un ka man-na hay kay sirf NEWS per he trading kerna sahee hay unkay nazdeek.

        In reality, hakeekat may esaa kuch bhee nahee hay, mera apna aik view hay, ho skta hay kay aap log isay ghalat kahen, but meri nazar may NEWS per trading kernaa esa hee hay jsy kay 'Andheray may teer chalana'.

        Mayy essa is liye keh rha hoon ky NEWS k peechay jo logic jo mechanism kaam ker rha hay woh aam trader k liye smjhna mushkil hota hay, or is soorat may woh sirf tuuk-kka lga rhay hotay hen.

        NEWS per trading woh log ker sktey hen jinkay pass advanced data ho market ka, economy ka, growth ka, employment, unemployment info, or bohat ssaari batobn per dhayyaan dena hota hay, or aap yeh sub nahee ker rhey hen or NEWS per trade ker rhey hen tou yakeen janyee,

        HUM JUST TUUK-KAA LGA RHEY HEN!

        Or real investment k saath tuuuk-kaa lagana, baaki aap khud smjhtay hen kay yeh kesaa hay.

        Sirf mature and topic saay related reply karen.
        • #274 Collapse

          trading hameesha apne experience k sath karni chahiye kyun k experience insan ko kisi jaga maar nahi deta .news se bhi hum help le kar trading kar sakte hen..
          • #275 Collapse

            g Han Newses pr he trading karni chiye is apko 70 t0 80 percent chnce hota hai k apko profit he ho ga.iski wja ye haie k tarding me mulko ki currency ka kam hota hai aur currency ki uppps and down mulki halaat pay depend krti hai agr halaaat achy hain to currency up hoe agr thek nai hain to currency down ho ge.thanks
            • #276 Collapse

              Han news paar hee trading karen to apkey liye he acha hoga app kaa loss nahi hoga khabi because app ko news ka pata hoga key market kis taraf ja sakti ha or kis taraf ja rahi ha to ap aram se profit gain kar sakety hen......!
              • #277 Collapse

                no dear mere khyal se new per he trading nhi karny chye ham ko khud se or apny mind se bhi trading karny chye agr ap ke pass best knowledge or experience he to ap is se boht sa profit hasil kar sakty hen.
                • #278 Collapse

                  mein samjt ahun k trading mein dono sath deti hen ap ki luck bhi aur ap ka experienc bhi ager ap is mein menaht karty hen to acha hy kio k is k bna bhi ap trading nahi kar sakty hen,mehnat karo aur faisla luch pe chor do.
                   
                  • #279 Collapse

                    sab se acha yehi hota hay kay ap best news ka wait karain jab achi news mil jay tab work keya jay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay har haal mei then success milay gi
                    • #280 Collapse

                      to become success in forex trading business news play a very important role . but to become proper success in forex trading business you need to pay attestation to all about your your all side .
                      • #281 Collapse

                        agr to ap k pass experience hy to mery khayal k mutabiq ap ko news ka wait krny ki koi zrort ni hy ap is k bger he trading kr skty hn aur boht sa profit b kma skty hn mujy isi wja sy ye business boht psnd hy.
                        • #282 Collapse

                          Basically best way ap ka pass news ko deikhta hua market analysis krna ka ha, agr hum apni trading ka liya market analysis deikhain unhain checout krein aur phir sath mein hi hum news ko b checkout krta rahain tou hum zyada behtr kr skta hain..!!
                          • #283 Collapse

                            l, right now, we will share some important points regarding trading with news.

                            Bohat sraay log smjhtay hen kay bulkay un ka man-na hay kay sirf NEWS per he trading kerna sahee hay unkay nazdeek.

                            In reality, hakeekat may esaa kuch bhee nahee hay, mera apna aik view hay, ho skta hay kay aap log isay ghalat kahen, but meri nazar may NEWS per trading kernaa esa hee hay jsy kay 'Andheray may teer chalana'.

                            Mayy essa is liye keh rha hoon ky NEWS k peechay jo logic jo mechanism kaam ker rha hay woh aam trader k liye smjhna mushkil hota hay, or is soorat
                            • #284 Collapse

                              Yes are right and i agree with yoy my friend But I want to say that A good trader allows find the better Economic data and allows follow the news.but If you have no news traidng experience then we should not trad in news time.
                              But It is impossibl
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                mare khayal main ager app asa kar skte ho tu app ko es main both ache aur best result milagainge au rap es main kamayab aur ache trader ban jaoge techniacal se ye real hai aur app ko es main boht he ache aur best result milte hian aur app ne kamayab hona hai es kammain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X