Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    forex kay business mai news ki boht zaida importance hai news ki help say ap ko market ki up down kay bary mai information milti hai jo kay trading kay liy boht help full improve hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      yes bro you are absloutly right hamin forex forum per news k zariye say he trading karnai chahiye agar ham forex forum per trading news say intouch ho kar he karni chaiye is say hamari traidng per bohot gehra asar parta ha markeets ups and down ka.
      • #648 Collapse

        Mairay khial main to yah sirf traders per hi depend kerta hay kay wo kaisay trading kerta hay baz traders pure technical trading kertay hain or fundamental ya news per to wasay hi postions ko close ker daitay hain.lain kuchh traders sirf news per hi trading kertay hain.
        • #649 Collapse

          nhi bilkol nhi bhia ap ko news ke sath sath technical analysis ko bhi samne rakhte hue decision lena chahiye tabhe ap ko ache or best results hasil ho sakte hain or ap ki trading perfect ja sakti hai .
          • #650 Collapse

            g han bhai main apki baat samjh gaya hun lakin humain chahye k hum is main news say hi market trend ko follow kairan or isky bagair hum isi bhi trade ko open na karian takky humain is main zyada say zyada seekhny ko mily or hum is main earn bhi kar skaene
            • #651 Collapse

              Dear baat yeh hay k forex trading main news ke time pe trading app be kar sakty hain as baat tu yeh hay k market ki movement kia up or down agar pata ho tu hum trade kar sakty hain ap app ko planing karny ke ley demo account use karna chahey
              • #652 Collapse

                ji bilkul kuch had tak ap ka sawal thik hy wo is lie k forex pe trading karne k lie news ko bhi mind main rakhna chahye wo is lie agar ap ko markit ki currency k utar chahrhao ka hi pata nahi ho ga to ap trading kar hi nahi sakte agr karen ge bhi to ap profit nahi earn kar saken ge
                • #653 Collapse

                  mere khayal se ye itna kaafi na hoga k sirf news phr kr es k sath sath indicators ko b use krna ho ga aur analyzing b krni ho gi phir shayed es sy b kaam chal jaye...
                  • #654 Collapse

                    g han bhai jaan ap ne aik bhut achi bat ki hay mere khayal main b agar hum news per he trading kartay hay to as say humay boat he zida fida ho ga or humay loss bhe nai ho ga or aik achay munafa melay ga
                    • #655 Collapse

                      ji han hamen news per trading karni chaye q ke news hamari bhot help karti hen or news se ham bhot kuch seekhte hen hamen is se bhot faida hota he or loss nahi hota he
                      • #656 Collapse

                        aslamualekum dear .. :)
                        naI BHAI mery khyal se asa nai ha k ham sirf news ko dekh kar apni trade shuru kar den news aik extra help hoti ha lekin is se ham market ka 100 per andaza nai laga sakty agr hamne market movemnt ka andaza lagana ha to us k liye mery khyal se tech anylysis theek rahy gy
                         
                        • #657 Collapse

                          ko student bhe kar sakte hen or job vale bhe kar sakte hen is liye trading se ham ache income hasil kar sakte hen ho ga is liye hame ziyada lalach nahe karne chaye trading mien ta k loss se bach saken
                          • #658 Collapse

                            kabhi kabhar aisa hota hai k jub koi news ati hai tou trading per asar parta hai aur market main up and down hona shuro ho jata hai lekin har time aisa nahi hota news study karna buhot ahem hai.
                            • #659 Collapse

                              g bilkul app ko sirf news pa hee tarding karnee chyee and app ko is ka bohat faida hota hain agerr app news ko acheetraa predict kar loo tou yee app k lia best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                dost main tu ye samajta hon kay news pe trading se aviod karna chaiya kyun kay aksar iss main kafi trader ka buhaat zaida loss hota ha kyun teez movement ki waja se zaida tar log lalich main ah kay baray volume ki trade lag daitay hain aur against janay ki sohraat main aksar ka account hi wash out ho jata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X