Over thrading sa avoid karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over thrading sa avoid karay
    Ji to yaha bath ho rahi ha over thrading dear forex members hummay over thrading ka baray ma guide karay ka is ka kya nuksanat hain or hum is sa kasay bach saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over thrading sa avoid karay

    har koi isi niat say is market main kaam ko start karta hay k usay jaldi say is main earning karnay ka koi acha sa solutions mil jaye aur agar ham is markeet main say acha earn akrna cahhtay hain aur is main kamyaab hon acahhtay hain to usk liye zaruri hay k hamain makreet main wait karnay ki adat dalni chaye aur agar haamray andar wait ka tareeka nai hay to ham is amrkeet main kabhi bhi kamyaab nai hos aktay hain aur na he ham is markeet ko kkabhi samjh saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Over thrading sa avoid karay

      Forexaover trading commission nuksan deti hai isliye aapko kam karne ke liye hamesha achcha kam karna chahie aur limited trading ke sath forex trading ke business ko counter new karna chahie kyunki jawab overtraining karte Hain to aap ko nuksan ke jaan se jyada hote hain aur aap ismein lalach mein kya kar jata nuksan utha sakte hain
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Over thrading sa avoid karay

        Jab Hamen koi bhi trade open karne per Achcha profit Hasil Ho Jaaye To Hamen next trade ka sochana bhi nahin chahie ki aisi trading overtrading Hoti Hai Hamen pahle Hasil Shuda profit ko sev karna chahie ki Ham usko withdrawal karane ke bad nextrade open Karen FIR Ham bade log se bhi ban sakte hain aur ham profit ko withdrawal bhi kra sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Over thrading sa avoid karay

          G han forex trading men jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh hi over trading kartay hen jiss ki waja se nakam ho jatay hen iss liay aik tu apnay balance k hisab se bari lot nah lagaen aur agar daily profit ka target poora ho jay tu phir mazeed trade open nah karen balkay apnay profit ko foran withdraw karen aur apni amount safe karen tu over trading se bach saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Over thrading sa avoid karay

            dear forex markeet main kaam karaty huway jub ham is main overtrading say kaam kartay hain to ham aik bahut barray risk ko apni tarf daltay hain jis main hamain yeh pata nai hota hay k ham aisa q kar rahay hain aur agar ham is makreet main aisa kuch kartay hain to hamain lalach ka sahara lain aparta hay aur jis kaam main lalach ho us say ham kabhi bhi kamyaab nai ho saktay hain aur us kaam say ham kabhi bhi kuch kama nai saktay hain is liye mairay khayal say better yahi hay k hamain jitna ho sakta hay ham lalach say avoid kartay jayen aur markeet main kam say kam risk aur reward say kaam karnay ko ziada say ziada aehmiat dain.
            • #7 Collapse

              Re: Over thrading sa avoid karay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mashal پيغام ديکھيے
              Ji to yaha bath ho rahi ha over thrading dear forex members hummay over thrading ka baray ma guide karay ka is ka kya nuksanat hain or hum is sa kasay bach saktay hain
              Ge ha forex friend forex market me pcertreading se mjrad apki tread ki limit air lot sixe ka istimal ager koi trrader zayada lot size ke treading karte he to wo jaldi apni acciunt ko wash larte he is waka se zayada lot size ke treading naho larni chaya
              • #8 Collapse

                Re: Over thrading sa avoid karay

                Friends market men zeada trade orders ko open karne ka matlab ha over Trading or over Trading se har member ko muhtat rahna chahiay keunkeh agar koey trader over Trading karna chahta ha tu uss keliay zaroori ha keh uss ke pass account balance bhi bahut zeada hu iss ke ilawa iss keliay bahut knowledge or experiance ki zaroorat hoti ha or trader ka Expert hona zaroori ha agar aap ke andar itna kuch mojood ha tu ak time men zeada trades open ki ja sakti han wagarna behtar yeh ha keh achi tarrah single trade par kaam karren or wait karren results ka
                • #9 Collapse

                  Re: Over thrading sa avoid karay

                  jee bhai agr ap ka acount chota hai ap k acount ka capital mini hai to ap agr over trading karen gy to ye ap k liye boaht he nuksaan deh hai
                  agr apka acoutn 50$ ka hai to ap agr iss mian 0.10 ki ya iss se badi trade karen gy to apka acount do minton main wash ho jay ga iss liye
                  behatar hai k agr apka acount mini hai to apko chahiye k ap zero point zero one ki trade karen or woh bhi curruny pair per na k gold jaisy pair
                  ppar
                  • #10 Collapse

                    Re: Over thrading sa avoid karay

                    jee bhai agr ap ka acount chota hai ap k acount ka capital mini hai to ap agr over trading karen gy to ye ap k liye boaht he nuksaan deh hai
                    agr apka acoutn 50$ ka hai to ap agr iss mian 0.10 ki ya iss se badi trade karen gy to apka acount do minton main wash ho jay ga iss liye
                    behatar hai k agr apka acount mini hai to apko chahiye k ap zero point zero one ki trade karen or woh bhi curruny pair per na k gold jaisy pair
                    ppar kiun k ye pair boaht he bada hai iski aik cent ki lot aik pair ki ten cent ki lot k brabar hai iss liye asiy pair se avoid Karen agr ap ne markete mian in rhna hai to
                    • #11 Collapse

                      Re: Over thrading sa avoid karay

                      jaldi say is essential incomes karnay ka koi acha sa options mil jaye aur agar ham is markeet fundamental say acha earn akrna cahhtay hain aur is most important kamyaab hon acahhtay hain to usk liye zaruri hay ok hamain makreet primary wait karnay ki adat dalni chaye aur agar haamray andar wait ka tareeka nai hay to ham is amrkeet fundamental kabhi bhi kamyaab nai hos aktay hain aur na he ham is markeet ko kkabhi samjh saktay hain. woh hello over buying and selling kartay chicken jiss ki waja se nakam ho jatay chook iss liay aik tu apnay stability okay hisab se bari lot nah lagaen aur agar day by day earnings ka goal poora ho jay tu phir mazeed alternate open nah karen balkay apnay income ko foran withdraw karen aur apni quantity protected karen tu over buying and selling se bach saktay fowl
                      • #12 Collapse

                        Re: Over thrading sa avoid karay

                        Assalam.o.alaikum good morning dear forex members g han dear friends apki bat bilkul drust hy k Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko overtrading se avoid krna chahiye jo members ziada profit ka lalach krty hn whi overtrading krty hn Pakistan forex forum mein kamyabi hasil krni hy to apko sbr se kam krna chahiye lalach blkl nhi krni chahiye overtrading se apko nuqsan hota hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Over thrading sa avoid karay

                          Salam ji bilkul aapane theek Ka overtrading se avoid Karen Jab aap overtrading se avoid Karte Hain To aap fayde Mein Jaate Hain isliye aapko chahie ki aap bhi ap trading karen to Jyada Se Jyada focus aap apni trading per Karen aapane Jab aapka focus aapke trading per Hoga aapke pass acchi se acchi practice Hogi market ka analysis strong hoga to aap trading Karenge to aapko cprofit Milega isliye aapko chahie ki aap Jyada Se Jyada focus Apne trading per Karen aur overtrading se avoid Karen Jab aap overtrading karte hain to Aapka account bhi band ho sakta hai aur aap ko bada nuksan ho sakta hai....
                          • #14 Collapse

                            Re: Over thrading sa avoid karay

                            Assalamu Alaikum dear members kaise hain Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Kabhi Bhi overtrading Na Karen agar aap Forex Mein working karte hue overtrading Karenge to aap kamyabi Hasil nahin kar sakte isiliye Hamesha Soch samajhkar training Karen aur apni trading co important de
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Over thrading sa avoid karay

                              ji han bilkul aapane bahut hi acchi baat ki hai hamen Forex major update open karte Hain to hamen overtrading divide karna chahie agar Ham vah trading karte Hain to Ham apna hi nuksan karte hain hamen ek waqt main sirf open karni chahie uska result hasil karne ke bad bhi dra hasil karne ke bad hamen Left open karni chahie agar Ham ek ke bad dusri laga denge aur ISI tarah teesri bhi laga denge yah vah trading ho jayegi aur iska nuksan hoga ki hamara account was ho jaega isliye hamen vah trading se avoid karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X