Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    hamari sub sey bari ghalti meray khyaal mein uss waqt he hoti hai jab hum eak time mein eak sey zayada trade kartay hen aor un ki line bhi eak direction mein he h oti hai kyun kay wo tamam ki tamam trades loss ki taraf he ja rahi hoti hen is liye hamesha carefull rahen koi masla na bane apkay liye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      ap k ye mashwaray achay hain aur ye mashwaray kam b karnay waly hain hume in mashwaron say seekhna ho g aur ap jesay seniors say b kam ko sekhna ho ga jb tak hum kam nahi seekhen gay hume is ki samjh nahi lagay ge.
      • #528 Collapse

        g han app ne bohat he achi thread likhi ha aur humen chahiye k ham in tmam mistakes ko avoid karne ki koshish karen to phir ham in mistakes ko avoid karne k bad ek achi trading ker saken gay
        • #529 Collapse

          han ap ne achi trah se smjhya he aur yh chezen hi hoti hein jo trader ko loss mein lae jate hein aur jb trader loss krta he to phir pachtata he tu trader ko chahe keh woh apni sahih trade kre mistakes na kia kre
          • #530 Collapse

            ji haan dear apanay bilkul thek kaha hai and mai apki is baat say bhut ziyada agree karti hon and hamay cahaiye kay hum is bussniss mai wo galtiyaan nahi karen jis kaa hamay bhut loss othana paray and patiense rakhnaa chaiye hamay and yai bhut achaa bussniss hay forex kaa..............................................
            • #531 Collapse

              sub sa bari galti ham log is ma ya kar jatay ha k jasay he ham log trade lagatay ha .market thora aganst jati ha to ham log canfuze ho jatay ha .or is lea ham log loss ma trade ko kat datay ha.is tarha ham log apna profit kartay kartay loss kar jatay hay
              • #532 Collapse

                assalamualekum dear....:) thankyou mr miles esi behtreen post krnay k lie...wo tamam log jo forex me new hn ya phlay se b use kr rhay hn unhay in sb bato ko mad e nazar rkhtay huay trade krni chahye...
                • #533 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                  Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                  Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                  1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                  2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                  3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                  Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                  Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                  dost aksar trader yahai galtiyaan kartay hain kay un ko acha profit mil raha hota ha lakin aur zaida kay lalich main loss kara laitay hain aur targrt ko hamasha haqeeqaat kay qareeb rakhna chaiya aur har trade ko profit main nikalnay ki zid nai karain
                   
                  • #534 Collapse

                    Profit ka khas talaq hai aur hamain chahiye keh market main hamesha achi strategy honi chahiye aur is kay baad hi hum is market main profit kar sakte hain. Kabi bhi greedy ho kar trading nahi karni chahiye ta keh kamyab hon.
                    • #535 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                      Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                      Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                      1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                      2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                      3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                      Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                      Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                      Agar aap forex trading mein new hain too phr too app koo bohat zyada careful rehna chaiyee agar aap kee order mein profit aa raha hai too phir aap kaam profit lee kar bhi order band kar lein too bura nahien hai, agar strategy aap kee pass hai aur logic mojood hai phir order koo continue bhi rakh sakti hain:)
                       
                      • #536 Collapse

                        dear ap na kafi acha knowlage dosro ka sath share keya ha ma umeed karta ho ka kafi zayda member is sa ak acha forex ka knowlage hasil kara ga or har trader ko b chaya ja wo apna senior ka baat ko gor sa suna taka ak acha trader ban saka.
                        • #537 Collapse

                          my dear friend, you did a great job, you post good informative thread, you are right we should not make our profit level very high which is out off reach from market, and also we should not depend upon our luck.
                          • #538 Collapse

                            dear app ne bohat he achi thread likhi ha aur is k liye jab ham trading karte hen to us mein ye bohat sari mistakes hoti hain jo k hamare loss ka bais banti hen jin ki waja se humen loss hota ha aur humen in tamam mistakes ko avoid karna chahiye
                            • #539 Collapse

                              bhai jahan tak iss kaam main loss aur profit ka sawaal ha to uss ke peechey aik hi baat ha ke agr aap iss kaam pe pori concentration nahi den ge to aap ko loss ho ga kiun ke ye aik aisa kaam ha jo aap se koi degree ya qualification nahi maangta balkey ye maangta ha aap se iss kaam main mehnat aur aap agr wo hi nahi karen ge to aap iss kaam main profit earn nahi kr saktey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                profit say hum thora bhot lalch kar jatay han aur trading bhot ziada trade k laga daytay han aur mareket ka wahan tak pounchna mushkil ho jata hai jis say apko loss ho jata hai aur agar hum ne thori bhot earning kar li hai tu phir humen us profit par aur ziada lalch kar k trade ni karna chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X