Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    G han dear yeh aik bohat acha post share kya hai ap ny is sy humain new traders ko bohat hi ziada help mily g agar hum yeh points ko follow kar len to humain mery khyl mai kabhi b loss nahi ho skta hai I am really impressed by this post
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      ji han dera pki bat bhi thk he ham ageer in baton pr amal kren t ham trading ki knowledg haul kr sakhte hen qk trading ko smjhna hi profit earn krna he trading koi aaam bussnis nhi he trading ko trading ki trh hi trading krni chahiye
      • #333 Collapse

        Assalam o alikum profit se taluk rakhne wai galtiyan ye hen
        1: galat posts krna
        2: dusro ke post copy krna.
        3: copy pasting krna
        4: kam posts krna.
        • #334 Collapse

          laluch ka profit ay taluk hota ha or apkois may betahasha loss b ho sakta ha or ap ko is may sahi tarikay say trading krni chaya or apko is may bahter tarikay say apko is may profit acha ho or apko loss na ho
          • #335 Collapse

            mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader profit hasil kar paty hain por baz ko loss ho jata hai.
             
            • #336 Collapse

              janab trading main ye ghaltiyan bohat hoti hain hum zyada profit ke chaker main take profit dor set karty hain or loss main chaly jaty hain humy trading main profit pe nahin apne investment ka khayal rakhna chahiye.
              • #337 Collapse

                yeah ap k apnay upar depend karta hai k ap kitni jaldi chezain learn kartay hain aur ap ktna apni ghaltiyo say seekhtay hain jitnay ap quick learner hugay utni hi jaldi ap achay trader ban saktay hain
                • #338 Collapse

                  profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trade lagane se bhi loss hota hai profit ni
                  • #339 Collapse

                    App nay forex tarding say related ko galtia hay wo theak say byan ki hay agar hum en galtio say ehtiyat karen gay to hum loss nahi kar sakty so humay ehtyat karni chahiey.
                    • #340 Collapse

                      Agar aap forex trading mein new hain too phr too app koo bohat zyada careful rehna chaiyee agar aap kee order mein profit aa raha hai too phir aap kaam profit lee kar bhi order band kar lein too bura nahien hai, agar strategy aap kee pass hai
                      • #341 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                        Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

                        Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

                        1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

                        2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

                        3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

                        Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

                        Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
                        profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trade lagane se bhi loss hota ha...
                        • #342 Collapse

                          As you wrote that traders should enveloping paid trades if there're no surety most the incoming front of the terms. It seems that you're talking about newbies if it is so I would imply newbies to take the things eldest they can't rely on 50-50 trading.
                          • #343 Collapse

                            jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and greed hay jo talluq rakhta hay.....
                            • #344 Collapse

                              aaap trading k daouraan greed na karen jitna aapka analysis he us ki mutaabiq he trading karen aur joo bhi milay us per khush karen aur agar loss m jaa rahay hen to aapna balance save karnay ki koshsh karen takay agay trade kar saken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                pyare dotun ne zikar kia hay takriban aisihi ghaltian karte hain trader yani ke jab aap ki trade profit main ati hay to hum zaida lalch ki waja se wose chor dete hain jo ke baad main hamain lose main close karna parti hay aur apne profit ko invest nahi karna chahye bal jad az jald withdrawl karwa lain chahye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X