Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    jab aap ki trade profit main ati hay to hum zaida lalch ki waja se wose chor dete hain jo ke baad main hamain lose main close karna parti hay. is liye greed sy bcho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      dear brother........ap ne baat thek khi hai ..........bilkul trader ko mistake nai krni chahiye jesy k zayada greed kr k bri lot autha lena aur loss kr jana .........es lye capital ko save rakhy...
      • #603 Collapse

        my dear friend forex trading mein jo ghaltian hoti hein agar un se kuch acha sabaq hasil kar lia jay to ye baat faida mand hoti hae aur aisi ghaltian to ulta faida pohnchati hein.
        • #604 Collapse

          profit se concern rkhny wali ghalti me sb se pehly ye hy k ap trading karny se pehly market ki condition chek ni kart jis ki wjha se ap ghlt order lga dety ho or loss kar bethty ho ... aur is k elawa apko ye ni pta hta k market me kis cheez k rates zyada opar nechy ho rahy hyn . is trah ki aur bhi bht si ghaltian hti hyn jo k karny se apk profit ko frk parta hy aur ap loss ki traf jaty hyn
          • #605 Collapse

            Profit say taluq rakhnay wali galti main sab say eham galti ye hay keh jab bhi humay forex trading main ziada profit earn ho raha hota hay to hum sochty hay keh aur profit ho jaye to esi lalach main hum loss kar lety hay.
            • #606 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree kartaa hn profit se taluk rkhny wali jo galtiaa hoti ha unhy hmen sahi karna hota ha or hmen un mistakes se lesson or experince hasil karna hota ha tb hi hm success ho paty hain yahan pr
              • #607 Collapse

                Thanks for good updating for us, agar profit earn karna he to us ke lie ap ke pas sabar hona chaie or sahi waqat pe trade karni chaie.
                • #608 Collapse

                  aslam o alaikum main ey hi konga ke jab aap trade profit milra he to close karden jab aap ko daily target milra he to lalach nahi karne chaiy hame her waqt mukamal target nahi dekhna chaiy
                  • #609 Collapse

                    Forex ko start krnay se pehlay hamesha iss baat ka khayal rakhiye mere bhai ke aap ko uss ka knowledge hona bht zaroori hai. If on some case aap without knowledge and history janay kaam start kr daitay ho to aap loss main ho totally. Other think which come between your profit is greed and impatience attitude.
                    • #610 Collapse

                      jeeb hai jan aap ne bht achi thread post ki mje aap ki is thread se bht acha knowdlge mila hai aynda aap ki is advice ko follow karo ga
                      • #611 Collapse

                        Nice informative thread. ye thread new traders k liye waqai useful hai. new traders ko trading k waqt in points ka khas tor se khiyal rakhna chaye
                        • #612 Collapse

                          Forex trading min weise to main ne bhi kafi bar loss liya he magar wo sab meiri apni hi ghalation ka shakhsana he agar main samjh jata k ye mistakes keise hoti hin to main yaqeenan ye ghalatiyan na duhrata es lei to main sabar ko kafi bari ehmiyat deita hon es business min.
                          • #613 Collapse

                            Dear Sir profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trdae lagane se bhi loss hota hai profit nhi hai......
                            • #614 Collapse

                              jee bhai app sahi keh rahay hain main app ki baat se agree karta hoon forex trading business main humain ziada profit kay chakkar main nahin rehna chahiye humain low risk kay saath trading kar kay kam profit main he khush rehna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                jis taran ke mere doston ne zikar kia hay takriban aisihi ghaltian karte hain trader yani ke jab aap ki trade profit main ati hay to hum zaida lalch ki waja se wose chor dete hain jo ke baad main hamain lose main close karna parti hay aur apne profit ko invest nahi karna chahye bal jad az jald withdrawl karwa lain chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X