Forex mai overtrading na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai overtrading na karein
    Forex mai jo log sabar nahi krty aur jald he profit mai ana chahty ya loss recover karny k chakr mai woh log account wash kar dety hain ya acha khasa loss mai chaly jaty jo k bad mai depressed ho jaty hain forex mai.is leye is mai agar ek din loss ho jae to dosry din ka wait karein aur jo loss huwa ho osky tention na lein agar appny practice aur Learning ki ho to app profit mai he hongy in the end
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mai overtrading na karein

    hamy is main over trading nahe karne chahey hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is mai aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hai hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chahey
    • #3 Collapse

      Re: Forex mai overtrading na karein

      hamy over trading nah karne chay pher he hum earn kar saky gy hum market ke movement ko samj kar kam kara ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai aagr lalachi ban ky kam katy hain t hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar tuak system sy kam karty hain to hamy los h jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mai overtrading na karein

        Samjha nahi appki baat ko bhai zrah clear kar k bta dein taky appko achi trah samjha sakon .
         
        • #5 Collapse

          Re: Forex mai overtrading na karein

          Ji han bilkul aap Ki baat theek hai Forex mein over trading Nahin Nahin Karni chahie Dil laga kar kaam karna chahie tab hi Ham ismein acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mai overtrading na karein

            G bilkul sahi Kaha aapane over trading Nahin Karni chahie Hota kya hai ki Hamen Jab lagta hai ki hamari ek trade profit Mein Ja Rahi Hai To Ham second trade ko open kar dete Hain vah Hamari Sabse Badi Galti Ho Jaati Hai Kyunki use 2nd trade ki vajah se Hamen loss ho jata hai aur Hamara first trade wala profit bhi kam ho jata Hai Jiski vajah se Hamen apni trade ko jaldi close karna pad jata hai isliye Hamen chahie ki Jab Bhi Hamari trade profit Mein Ja Rahi Hai To Ham Apne aap per control Karen aur ek trade co profit per rakhkar acche se uska fayda Le lalach Na Karen aur over trading na Karen Agar Ham small target Ajeeb karte hain to vah bhi Hamare liye Kafi hai isliye Hamen plan karna chahie aur Apna Kam samajh Samajh Kar karna chahie Hamen take profit aur stop loss ka istemal apni Har trade mein mast karna hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex mai overtrading na karein

              hun jub hum over trdaing kerty han tu is se humain acha profit nhi loss ho jata ha over trading hum us wqt kerty han jub koi pair bht ziada high ya phir down chala jata ah tu hum aur trades lagaty chaly jaty han jis se human pata bhi nhi chalta k humar acount wash ho jata ha.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mai overtrading na karein

                han bhai overtrading sy profit k chances kam aur losses k chances zyada hoty hain, isliye behtar hoga k aik he trade laga k uswwaqt tak intizar mian rahy jab tak pako profit na dian, chahy vo aik din ho 2 din ho yaa 3 din.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mai overtrading na karein

                  Assalamualaikum doston lalach Buri Bala hai agar hamari ek ya do trading profit mein ho jaaye To Ham bahut jyada lalchi Kiya Ja kha lenge Ham overconfidence Ho Jaate Hain aur ham Jyada Se Jyada trading karne lag Jaate Hain Jo ki Hamare liye bahut nuksan Ka 22 Banda hai aur jab Ham dost Karte Hain To Ham laws Karte Jaate Hain aur aur yah sochte Hain Ki Shayad Hamari yah trade Hamare liye profit wali ho jaaye hain aur Aisa Nahin Hota Kyon Ki vajah yah hai ki Hamen aur trading ki Aadat Ban chuki hai aur Hamen ab is Aadat se nikalna Padega
                  doston iska Aasan solution yah hai ki Hamen Din Mein Sirf ine se 4 bar trade karna hoga aur yah trade Ham strong signal milane per theek Karenge Varna yah trade Ham Nahin Karenge tab hi Ham overtrading Jaisi Buri chij se Bhach paengy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai overtrading na karein

                    Han ji dear brother aapane bilkul sahi Kaha Hamen forex Mein overtrading Nahin Karni chahie Jab Ham Ek Se zyada trade open kar lete hain aur lalach Mein Aakar zyada lot laga kar trading Karte Hain To Ham kabhi bhi kamyaab Nahin Ho paate Hamen Soch Samajh Kar aur jald Baze Se Dur rah kar kam karna hoga ISI Tarah Hamari kamyabi Mumkin hai agar Ham overtrading Karte Hain To Kabhi Bhi Kamyab Nahin Ho Patte Hamen apni trading Mein Kamyab hone ke liye positive mind ke sath kam karna hoga aur planning Karke kam karna hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai overtrading na karein

                      G bilkul sahi Kaha aapane over trading Nahin Karni chahie Hota kya hai ki Hamen Jab lagta hai ki hamari ek exchange earnings Mein Ja Rahi Hai To Ham second alternate ko open kar dete Hain vah Hamari Sabse Badi Galti Ho Jaati Hai Kyunki use 2d exchange ki vajah se Hamen loss ho jata hai aur Hamara first change wala income bhi kam ho jata Hai Jiski vajah se Hamen apni alternate ko jaldi close karna pad jata hai isliye Hamen chahie ki Jab Bhi Hamari exchange income Mein Ja Rahi Hai To Ham Apne aap in step with manage Karen aur ek exchange co income in step with rakhkar acche se uska fayda Le lalach Na Karen aur over buying and selling na Karen Agar Ham small goal Ajeeb karte hain to vah bhi Hamare liye Kafi hai isliye Hamen plan karna chahie aur Apna Kam samajh Samajh Kar karna chahie Hamen take profit aur forestall loss ka istemal apni Har exchange mein mast karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai overtrading na karein

                        Han ji aapki baat bilkul theek hai hum Sabko Forex Mein overtrading wor eklauta trading nahin karna chahie Kyon kya Ramzan Forex Mein Big Lot over trading ka Karenge tab jakar mein kabhi bhi acchi kamyabi Hasil Nahin Hogi per main aapko yah batana Chahta Hun Ki Ham Sab Ko Achcha kam karna hoga ki Achcha aur best kam karne se acchi aur best kamyabi Hasil hoti hai aur Hamza Forex mein apni life ko change kar sakte aur Apna future bright kar sakte hain doston Sab Ko chahie kya mehnat ke sath kam Karen Kyunki mehnat ke sath Kam Karne Se Achha hota hai aur ham Sab Forex mein apni life ko change kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai overtrading na karein

                          Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap khairiyat se Honge Forex Mein overtrading Nahin Karni chahie bilkul Aisi hi baat agar aap log Forex mein aur friend hi Karoge To aapko se bahut bada nuksan ho sakta hai aapko loss ho sakta hai isliye aapko kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie overtrading Vahi Karta Hai Jo lalchi Hota Hai lalach ko dil mein rakh kar kam Karta Hai Vahi overtrading Karta Hai Jyada profit ki lalach mein isliye overtraining Karoge To nuksan Hoga isliye Kabhi Bhi overtrading Mat Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai overtrading na karein

                            Assalamu alaikum forest mein hamen chahie ki ham log overtrading na Karen jab Ham ek dedh open karte Hain uske bad bhi dra hasil karne ke bad uska result lene ke bad nextrade open karni chahie agar Ham aise hi dusri trade open kar denge to Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge kamyabi hasil karne ke liye yah chij bahut hi jaruri hai ki ham log achcha kam Karen mehnat Karen kyunki jitni jyada ham log mehnat karenge aur achcha kam karenge to definitely ham log jarur kamyab Ho sakenge isiliye hamen apne kam ke upar focus paida karna chahie aur hamesha achcha kam karne ki koshish karni chahie thank you

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X