Assalam Walaikum friends! forex mein kaam kartey waqt hamein is baat ka khaayal rakhna chahiye ke discipline ke sath proper planning se kaam karen or apney emotions ko apney kaam ke beech na aney den.Non proffessional attitude se parhez karen or aisey environment mein kaam karen jahan hamein kisi kisam ke interference ka samna na karna padey warna ham apney kaam se jaldi boor hojatey hen.Trading kartey waqt ird gird ka environment acha hona or discipline se kaam karna boht zaroori hai jis se focus or concentration mazeed behtar hota hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим