emotions se bacho
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotions se bacho
    forex is risky business Forex mai hamay bohat se cheezon ka khyal rakhna chiea jin ke waja se aksar logon ko forex trading mai loss hota hai jaisay k emotions wegaira
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex ma emotions sy bachna chaii..hmen forex ma planing and mind sy he trade karni chaii..hmen chaiii k hm forex ma achii trha sy trade kren...ar jitni earning kar sakty hain kar lain..
    • #3 Collapse

      apne bilkul teek kaha hai forex me humain buhot cheezo say bachna hoga jesay greed or is me ek cheez or bhi hai emotions agar hum buhot hi emotional ho jae tou ye hamare business k liye nuqsaan hai humain is say bachna chahye or apne emotions pe kabu rakh na hoga.....
      • #4 Collapse

        Forex main emotions ka koi kam nahin hai kyunkay emotions say trading nahin knowledge aur experience say trade ki jati hai agar apko forex ki information hai to apko yeh bat sab say ziada malum hai.
        • #5 Collapse

          ji han bht logo lose karty hai yaha q ky un ko kis chez ka pta nahi hota hai kam se kam ap ko is me ane ky liye tura bht market ka pata hona chahye tab he ap is me kamayab ho sakty hai apko har baat ka pta hona chahye trading me
          • #6 Collapse

            g han ap ny bht achi bat ki haa forex par trading krny k lie humary lie emotions sy bachna bht zyada zrori htaa ha agr hum emotions sy nh bachty to humy loss hoo jataa haa
            • #7 Collapse

              yes my dear hume emotions se bachna chahiye tab hi hum achi earning kar sakte hain forex me ye best business hai humare liye hume khub mehnat k baad hi iss se earning ho sakti hai ye best business hai.
              • #8 Collapse

                forex mein naa hi emotions kaa kaam hai or naa hi jazbaat kaa kaam hain trading mein sirf mind ko apni jagaa per rakh kar bilkul araam se soch samajh kar market ki movement k hisaab se trade lagaani chaahye...
                • #9 Collapse

                  Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur humen chaheye kay hum forex par work kartay waqat emotions say bachen keyon kay ye nuqsan deh hen
                  • #10 Collapse

                    G blkul forex trading mai humy imotions sy bchna chahye ta k hum loss sy save rahain or aik best trading kr skain forex aik online business hai humy yha apny jazbaat py qabo rakhna chahaye or frish and active rahain
                     
                    • #11 Collapse

                      teek bola ap na forex main ager emotions ap ka saar par sawaar hu ga tu ap trading main loss b karwa bhato ga apna is leya trading main ap ko knowloge base or technical anylsis kar ka he trade karni chaye na ka ap apna emotions ke waja sa trade karni start kar do k ap ka dil bol raha hu tu ap trade kar raha haan.
                      • #12 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum emotions say nahi bhai jan emotional honay say bachain aur apney emotions ko control me rakh kar forex trading karen aur is ap kabhi be jald bazi na karen bal kay soch samjh kar sahi time ka wait kar kay trade kia karen tabhi ap acha earn karen gay.
                        • #13 Collapse

                          Dear Jaisa ke Hum sub Emotions ko control kerne main fail hojatey hai her insaan is main faild hojata hai lekin forex main jazbat or saber se kaam lene hai kiyun ke Emotions ka nuksaan sirf loss hai is field main thanks
                          • #14 Collapse

                            He used to see the course of such prices to the nearest intraday level and it's already understood. Therefore, it is better to take profits at this time structure.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading mai emotions ka factor involve hota hai isleye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai emotional nahi ho aur app ka mind relaxed ho trading kerte hoe aur greedy nahi ho app.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X