Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha
    Friends ak questions ha keh agar hum ak trade open kartey han kissi currency par tu wo kitne denon tak long time chalni chahiay or rules ke mutabiq hum ak trade zeafa se zeada kitne dinon tak chalane ki ijazat hoti ha keunkeh ak trade jo shuru men loss men chal rahee hoti ha lakin uss ke bare men hum ko yaqeen hota ha keh long time ke baad yeh trade hamare haq men aa jaey gi or stop loss ya take profit zara zeada distance par set honey ke baad woh trade long time chal bhi sakti ha tu iss ke bare men aap ka keya kheyal ha ak trade ko zeada se zeada kitne time tak long chalaya ja sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

    forum main acha trader banany say pahly is k bary main learning karnri ho gi tab hi hum run kar skaty hain tab hi hum run kar skaty hain ab hi hum achi tradr ban sakty hain aur forum mai time table ban ak h um achi trader ban sakty han aur foru main practice kar k hi hum achy say trader ban sakty hain ab hi hum trader ban sakty hain ta k loss km ho
    • #3 Collapse

      Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

      ek trade open Karen aur uska bahut jyada wait kar sakte hain uski Koi liye mat nahin hai jab tak aap apne trade ke favour mein nahin jaate aur aapko trade kuchh Na kuchh fayda nahin deti aapane treat close nahin karni Jo Maine apni trade ko apne ka sabse karte hain kya fayda hota hai aapane bhi aise hi karne aapane apne favour ko dekhna hai aapane vah trade open karni hai jise aapko shotgun mein fayda aur long term trading mein balance account mein koi fayda nahin hota agar aapane apna photo set karna the short term trading co kripa Karen yah aapke liye best choice aapke trading mein hamesha aisi chij hai aapko fayda jaati hai jo aapko perfect banati hai kyunki trading mein profile banane ke liye aapane apne jivan ko main karna hai aur long term trading ko apne bus mein karna hai
      • #4 Collapse

        Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

        dear open trade ko aap jitna time chalana chaho chala saktay hain magar ziada long nahi jana chahye q k har new day mein purani trade ka spread barhta jaye ga jo hamary leye loss ka sabab banay ga is leye hamesha try krein k raat tak trade complete kr liya krein
        • #5 Collapse

          Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Asad88 پيغام ديکھيے
          Friends ak questions ha keh agar hum ak trade open kartey han kissi currency par tu wo kitne denon tak long time chalni chahiay or rules ke mutabiq hum ak trade zeafa se zeada kitne dinon tak chalane ki ijazat hoti ha keunkeh ak trade jo shuru men loss men chal rahee hoti ha lakin uss ke bare men hum ko yaqeen hota ha keh long time ke baad yeh trade hamare haq men aa jaey gi or stop loss ya take profit zara zeada distance par set honey ke baad woh trade long time chal bhi sakti ha tu iss ke bare men aap ka keya kheyal ha ak trade ko zeada se zeada kitne time tak long chalaya ja sakta
          Jab tak aap kay account main deposit barkarar ho ga aap ke trade ordar market main khara rahay ga
          Thank you for your attention
          • #6 Collapse

            Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

            Assalamu alaikum aapane ek baat Ka khyal jarur rakhna hai jab bhi aapane trade karni hai pahle aap main market ki position ko dekh kar uske bad trade karni hai jitna jyada ttadechat ka istemal karenge itni aasani se aap trade ko samajh jaate Hain aur uske bad aap apni trading kar sakte hain trade gateway hamesha aapane take profit aur Star plus ka istemal karna hai agar aap mind mein ek target set kar lete hain Jo is trade se main profit on karna hai to aapane take profit lagakar aur stop loss lagakar hote rate chhod deni hai agar portrait use EP ko add Kar jaati hai to aapki trade automatically close Ho jaati hai aur agar aapane stop class ka use Kiya hai to jab ho trade Star plus per jaati hai to automatically band Ho jaati hai isase hamen yah fayda hota hai ki Ham trade lagakar chhod bhi de to hamari trade sev Ho jaati hai aur ismein hamara account wash unka 17 kam hota hait
            ​Amir-Akram
            • #7 Collapse

              Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

              jub hum koi trdae open kerty han tu ua wqt tak humain us trade ko close nhi keran chahiy jub tak wo achy profdit main na ay ager hum na safe trdaing ki ho tu ager hum na risky trade ki ho tu phir humain bht juldi usy close ker dain achahiy is se humara acount safe rah sakta ha aur humain achi earning bhi ho sakti ha humary bonus acount ki ya bht bariu khobi ah k is main koi charges nhi hoty chahy jitny din bhi humari trade swing rahy is liay hum long term trdaing bhi ker sakty han.
              • #8 Collapse

                Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                agar ap intra day trader hain to ap usi din close karain ge kyon ke ye is ki strategy hai is liye hmain chahiye ke ham kaam karian agar ham kaam karain ge to ham kaam kar sakte hain mehnat se kaam karna hai aur acha kaam karna hai agar ham demo pe kaam karian ge to hmain knowledge chahiye kyon ke hmain knowledge jab tak nahi ho ga to ham kuch bhi nahi kar sakte hain hmain practice karni hai agar ham practice karian ge to ham kaam kar sakte hain aur ham earn kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                  Humy apny analysis k lihaz say trade lgani chaye or hamesha trend ko follow karty hoy chalna chaye.is say humy acha profit hasil ho ga.Is chezz ka koi rules nhai ha k ap ki trade kitna arsa chal sakti hai.agar market main movement na ho toh ya per agr ap ka account balance is baat ki ijazat dyta h k ap ki trade run rhy or lose b bhyshk hota rhy toh wo trade saloo b chal sakti hai.agr ap trend k sath trade lgaty hain toh ap ki trade profit main ja rhe ho toh b jab tak ap apni trade close nhai karty wo run hoti rheti ha.
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #10 Collapse

                    Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                    Wo Ap pe depend krta hy K Ap usko Kitna time to chalana chahty hain Agr to Apko trade profit main ja rhi hy continuously to usko stop na krain Agr Apki trade loss m ja rhi hy phr b Ap ny open ki hoi hy K trade sahi direction main a jaegi to Agr to Apk account m balance acha hy pht to thk hy ap open rakn Agr balance kM hy to Agr ap open rakhty hn to chances hn Apka account wash ho jae..
                    • #11 Collapse

                      Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                      Compare by affecting business madad ko open karne ke bad jab tak market apni target Tak Nahin pahunchi yah Hamare bonus Awaaz Nahin Hota tab tak heart rate Chalti rahti hai usmein koi bhi time ki limit Nahin Hai Kyunki it out time limit Ke Jo log Jyada lot size use karte hain a long time long term trading Mein sabse kam Lena hota hai aur short term trading Mein Jaldi hi market jo hai vah apni target Tak pahunch Jaati Hai jismein Hamen profit Hasil ho jata hai long term and short term trading ke bare mein Apne Ishaq experience Hamen Jyada Se Jyada knowledge rikhs Peene shasan karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                        Mere pyare bhai is chiz se related kuchh nahin kaha ja sakta ke open trade ko kitna time chalaya ja sakta hai kyunki market ki movement ke bare mein Ham hundred percent analyse nahin kar sakte hain magar Mera kahana yah hai ki agar aap stong analysis set karte hain aur vah trade loss mein chali jaati hai To I think vo Trade 1 week ke andar andar profit mein a sakte hain aur jab vah profit mein a sakti hai to aap use close kar sakte hain SL Or TP kaa faida bhi hai aur nuksan bhi hai isliye hamen kisi ke signals ko follow nahin karna chahie jab tak Ham khud trading ko nahin sikhate tab tak haam achcha profit bhi nahin gain kar sakte Ham signals se profit again kar lete hain magar is se hamen Koi experience nahin hota hai isliye hamen khud se trading co sikhana chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                          Yah platform Ek bahut hi dilchasp platform Mein is platform Mein kam karna hai to uske liye Hamen ismein Jyada Se Jyada interest Paida karna hoga jitne Jyada ham is business Mein interest Paida Karenge utna hi jyada Hamen is platform Mein kam karte hue acchi success Hasil Hogi Varna Hamare liye is platform Mein kam karte hue kamyabi Hasil karna possible Nahin Ho payega aur Hamen trade open karte hain vah jaldbaji Nahin Karni chahie balki Apne trade ko long time Dena chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                            Aap ko chahie aap apni trade Hamesha profit Mein Hi close Karen aur trading main aap to holding bhi Karni hoti hai agar aap hold Karte Hain To fir aapki trade aapko profit Dena start Ho Jaati Hai Lekin aap kay pass balance Achcha Hona chahie Kyunki Agar aapke pass balance Achcha Hoga fir hi app hold kar Payenge otherwise aap hold nahin kar Payenge aapko pata hai aap koi bhi trade ap Lagaty Hain To foran aapko profit Dena start Nahin Ho Jaati pahle broker ka Commission clear karna padta hai uske bad aapko trade profit profit Hai Agar aapke pass Achcha balance Hoga FIR aap trading Mein wait Kar Payenge aapane hamesha yahi koshish karni ha kay app apni trade ko profit mein close krein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ak open trade ko kitna arsa long time chalaya ja sakta ha

                              Assalamu Alaikum dear Forex member ummid hai aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic Hai Ham Ek trade ko long time tak Kitna Chala sakte hain main aapko batata hun agar aap chahte hain aap ek trade ko Jyada Se Jyada chalayen aur close na Karen ke aapki Marji par depend karta hai aap Chahe Jitna Arsa use trade ko Karte Rahen vah close Nahin Hogi agar aap Kamyab Jyada Banna Chahte Hain To aapko chahie aap jald bazi na Karen aur sakoon ke sath trade Karen is Surat mein aap Jyada Se Jyada profit Hasil Karke Kamyab ho sakte hain Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X