capita ko deehan mai rakho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    capita ko deehan mai rakho
    Forex trading is the most powerful business ever but it is very risky business also and we can earn huge profit from this busienss and make huge porfit or hamay apnay capital ko deehan mai rakh kr trading krni chiea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan capital say hi huamra asal work hotua hay so capital aik aisi cheez hay jisko hum daikh ker asani say ya andaza laga sakte hen kay hum kitni had tak earning ker sakte hen
    • #3 Collapse

      g ahn forex mein ap jb bhi trade len to is baat ko dehaan mein rakhen ke ap is mien apne capital ko safe rakh ke hi trading karen aur phir trade len taake ap ka risk kam se kam ho.
      • #4 Collapse

        dear app na thek kaha hum ko apne capital no note ker ty howa volume size dy na chahe ya aur apne trade mai jade risk nahi ly na chahey agar app kam volume sa bhe acha trade ker ly ta hai tu umed hai es sya bhe kafe acha pip har roz kama saktay han.
        • #5 Collapse

          ap ne bari achi aur importnt baat ki hae kiunk mere dost mera khial hae k jo admi capial ko dhian mein rakh k trading nahi karta hae us ko trading karne mein bahot mushkil pesh ati hae.....
          • #6 Collapse

            capital ki forex trading mein bahot hi ziada importance hoti hae kiunk yehi woh basic factor hota hae jis ki base per admi trading karta hae ye jitna ziada ho ga trading bhi utni hi achi ho gi.
            • #7 Collapse

              Forex trading mai zaroori hai kay aap capital ko dhiyan mai rkho aap dekhlo kay aap kay pas kitna capital hai agr aap apnay capital ko manage kr kay trade kro gay to is trhan aap ko trading krnay mai asaani hogi.
              • #8 Collapse

                g han app ki bat sahi hay apny capital ko dake kar hi lot size lagana chaye or planing k sath hi trading karni chaye kabi b jaldbazi me trading nahi karni chaye
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men kam krny ky liy aap ko proper money management ka krna boht zarori hy money management ye hy ky capital ko dekh kr trade krna or stop loss or take profit bhi capital ko dekh kr use krna
                  • #10 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum yahi to bhai jan money management aur planning hay kay ap jab forex trading ka business karen aur is me trading karen to sab say pahley apna trade size apney capital kay hisab say set karen.
                    • #11 Collapse

                      forex trading mai humay hamesha say he trading mai risk ka samna hosakta hai issi waja say humare liye forex mai ye zarori hota hai k humay trading apne capital ko dekh kar k trading karni chaiey forex trading mai apka jitna capital hoga ap usi hisaab say he trading mai profit b utna hasil kar sakte hai
                      • #12 Collapse

                        bhai mere khyaal se lot size kam lekin capital jyada rakhna chahye new traders ko taake loss na ho aur capital jyada rahega to loss se bache rahenge wo agar lot size kam lo aur bas achhe se trade kare.
                        • #13 Collapse

                          ji bilkul sahi bat ki hai app ny hamesha apna capital sko dekh ksoch smjh k trade in karen har cheez dekh kr ................!
                          • #14 Collapse

                            g han capital bara ahmiat ka hami hota hay hamesha capital koapne mind mai rakho keh ap kitnba volume rakh k trade kar rahay ho or kis trah apne kama karna hay ye sab batain apne mind main rakh k trade karoge to success tyakeeni apki hogi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex trading aik boht he risky karobar hai aur is mai kabhi b kuch b ho sakta hai. is liye ham ko hamesha proper way sy trading karni chahiye aur hamesha apny capital ko dehan mai rakhna chahiye taky ham ko hamesha profit ho aur kabhi loss na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X