account band karty waqt warning di jati hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account band karty waqt warning di jati hain
    Assalam-o-Alikum aj kal jo wajha samny a rahi hai wo hain k forex members k buth say account band ho rahy hai jis ki wjha khud ko fake thanks dety hai ik hi system main ik say zyda account use karty hai or khud hi thanks dy dty hai or ik or wjha hai k wo threads ki limit ko 4 say zyda kar dety hai jo k forex ko rules ko follow kar k kam nahi karty jis ki wjha say unko account band hony ka samna karna parta hai or sath hi sath copy paste start kar dety hai ko bilkul hi forex k rules k khalf hain agr forex main account band hony say bachna hai tu humhy rules ko follow karna ho ga ku k account ko band karny say phly forex waly members ko warning dety hai jin ko wo ignore kar dety hain is liye humhy chiye k humhy forex k rules ko follow karna chiye or apny account ko save rkhy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account band karty waqt warning di jati hain

    forum main acount bane hamari hi mistakes ki wjaa say hota hai so hamain is k bary mai learning kar k hi hum kamyb ho sakty hain tab hi hum achi trader ban sakty hain aru forum main practice kar k hi hum trader ban sakty hain tab hi hum loss say bac sakty hain aur forum main ghr main beht k hi hum achi trade kraien gay tab hi hum rrun karien gay
    • #3 Collapse

      Re: account band karty waqt warning di jati hain

      jab for mein Ham koi bhi aisi illegal activities use karte hain Jo form ke roj ke khilaf hoti hai aur jis tarah se hamara account band Kiya jata hai to hamen account band karne se pahle warning Di jaati hai aur agar aap consistently use warning ko ignore karte hue FIR se vahi activities repeat karte Hain to aap ka account band kar diya jata hai Nazar aap agar apna account band hone se bachana chahte Hain to form mein honesty kam Karen aur form ke sath kisi bhi kishan ki cheating na Karen kyunki agar form kochite karenge to form aapka account for it aur per band kardy ga
      ​✌️Samayya-Iqbal ✌️
      • #4 Collapse

        Re: account band karty waqt warning di jati hain

        aap ne sahi baat ki hai new week se kafi accounts bane ho rahay hain aur iski wajah yehi hai k forex k rules k against kaam krtay hain.ahm ko agar apna acciunt safe rakhna hay to forex k rules ko follow krna hioga aur fake thanks se bachna higa verna hamara account ban ho haye ga aur hamari sari mehnat zaya ho sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: account band karty waqt warning di jati hain

          Nahi jaha tak mera knowledge me hai keh ham ne agar rules ki khilawarzi ki hai to koi warning nahi milti lekin me yeah kahoo gaa keh hamara direct account band nahi karna chahiey balkeh e mail ke zariey warning di jaey taa keh agli baar ham se galti na hoo sake.
          • #6 Collapse

            Re: account band karty waqt warning di jati hain

            ji bilkul kafi acchi information apne shahar ki hai aur kuchh member is tarah ka hi kam kar rahe hain ek se jyada account ko use kar rahe hain aur jyada thread bhi create kar rahe hain aur jo limit Di gai hai uske according Kam nahin kar rahe hain to iski vajah bhi bahut se logon ke account blocked Ho chuke hain aur bahut se logon ke account abhi block hone Hain kyunki jab tak aap proper tarike ke sath Kam nahin karoge tab tak aap kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar paoge agar aap fruits ke mutabik Kam nahin karoge to aapka account blocked jarur hoga to sabse pahle rules ko apne mind Mein rakh karke Hi Kam karna chahie aur ek se jyada account create na Karen aapko sirf ek hi account allow hai agar koi member 1 se jyada account banaa karke kam karega aur jyada ki lalach Mein aakar ke kam karega to vah hamesha nuksan Mein Hi rahega aur uski mehnat bhe waste ho jayegi aur fake thanks yah grouping karke Kam nahin karna chahie kyunki Pak forum per autosystem laga hua hai jo aapki har EK activity ko check karta hai aur aap ki har EK post ko analysis bhi karta hai to feke thanks Dene se aur actual aur real work karne ki koshish karen jisse aapko fayda Ho
            • #7 Collapse

              Re: account band karty waqt warning di jati hain

              G han ham ko warning di jati hai account band karney se pahle is leay ham ko chahiye k ham pakistan forex forum main ham ko kabhi bhi koie bhi galat kam nahi karna chahiye kio k ham ko is se pakistan forex forum waley hamara account band kar sakte hain. To ham ko chahiye k ham kabhi bhi copy paste na karin aur na hi koie bhi screen shot lain aur nahi ham kabhi koie fake thanks lain is se hamara account band ho sakta hai is leay ham ko chahiye k ham kabhi bhi pakistan forex forum main galat Kam na karin.
              • #8 Collapse

                Re: account band karty waqt warning di jati hain

                Je bilkul account jab bi band kiya jata hay jab tb he user ko warning de jati hay lakin wo phir bi baz nahi ata hay forex Kay rules Kay jab koi bi against jata hay tu osko warn kiya jata hay or account Kay ban honay ki bare wahan yh hay Kay fake thanks deay jaty hain or data copy paste kiya jata hay aghr ham ko apna account bachna hay tu insan say bachna ho ga sukriya
                • #9 Collapse

                  Re: account band karty waqt warning di jati hain

                  Dear ap ka topic bohat acha hai account ban karny SC paly hamy inform nai kia jata jab Ham mistake karty hain ye rules ko follow nai karthy pher hamara account ban kar dia jata hai dear is he Kam limit 20 days hai.dear mein chahie kya forest rules ke mutabik kam Karen kya maar account Ban Na Ho aur ham ismein regular kam karte Rahe hain aur achcha benefit hasil Karen Diya yah bahut acche system hai aur ismein regular kam karke macha benefit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: account band karty waqt warning di jati hain

                    Assalamu Alaikum my dear Forex aajkal Jo Baat Samne a a rahi hai ke Forex member ka member ka bahut se account block ho rahe hain To Hamen Iske bare mein main learning Karke Karke he kamyabi Hasil ho sakti hai tab hi Ham acchi treat Ban sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: account band karty waqt warning di jati hain

                      yes dear agar hum forum mein koi cheating activity karty hain to humara account band kar deya jata hy magar account band karne se phle humein ek bar warning ki jate hy keh ap ya kam kar rahy hain agar hum baz na aye to apka account band kar deya jaye ga es liye humein warning ky bad apne mistakes ko improve karna chahiye aur humein honesty se forum mein kam karna chahiye tabhe hum save rahy gy agar hum warning milne ky bad bhi baaz nahin aty hain to humara account band kar deya jata hy es liye humein care se kam karna chahiye thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: account band karty waqt warning di jati hain

                        Jab Hamara account band Hota Hai To Hamen Baat Nahin Di Jaati Hai To Hamen Hamesha Apne kam ko acche tarike se karna chahie tha kya Hamara account band Hi Na Ho Jab Ham Apne kam ko acche tarike se nahin Karte To Ham is business Mein Apne account ko sirf Nahin Rakh Sakte Ham is business rules ko follow karna chahie Kyunki Jab Ham is business rules ke against kam karna start ho Jaate Hain Apne kam Kshetra ke se nahin Karte To Ham Apne account ko bhi sirf Nahin Rakh Sakte
                        • #13 Collapse

                          Re: account band karty waqt warning di jati hain

                          Assalamu Alaikum Members bahut se log Forex mein ek se zyada account banaa ke kam karte Hain kuch log khud hi Apne post ki limit ko barha dete Hain aur ek zyada account bana kar apni post ko thanks bhi Dete hain Jo ke Forex ke rules Ke khilaf Hai Is Tarah Se karna galat samjha jata hai isliye company unko message Karti Hai Ki vah is tarah ki ksam nahin kar lekin vah company ke message ko ignore karke spne ulte kam Jari rakhte Hain Jiski vajah se unko account band karne ki warning Di Jaati Hai isliye Sabko Sab ko chahie ke vah rules ke mutabik kam Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: account band karty waqt warning di jati hain

                            Ji han bilkul account band karte waqt warning Di jaati hai agar Ham account per acche se fal karne ki koshish Karenge To Hamara account Ek Achcha aur perfect tarike se band kar diya tha Jo Dobara kabhi bhi open Nahin ho sakta Hamen Apne account ko open karne ke liye work ko acche se improve karne aur Market ko Behtar banane ki koshish Karna Hogi tab Ham Aise Kuchh best aur perfect result again kar sakte hain market ko samajhne Ki Koshish Karna Hogi or se Hamen Kuchh behtarin result again ho sakte hain agar aisa Nahin To Ham Kabhi kamyabi ki taraf Nahin Ja Sakenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: account band karty waqt warning di jati hain

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aap kis baat se agri karta hun kya aapane ka 6 sawal kiya hai kya count band karte waqt Marne Di jaati hai param account bahan hamare hi mistake ki vajah se hota hai To hamen iske bare mein ladne karke hi Ham kam yah bol sakte hain aur apne mistakes to avoid nahin karna chahie kyunki agaram apni West recovered karenge to Amar account band ho sakta hai isliye main chahie kya mein apne state kauwa hi nahin karna chahie dost karte rahana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X