Capital/Investment say taluk rakhnay wali ghaltian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    hamain is forex main invest kar k hi trade karni ho gi ta k market main earn kar skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur trade karny k liye knowldge hasil karna ho ga ta k earn ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      ji bilkul ap ne sahii kaha hai.. ap apni lot apny account k hisab se select kren.. hm log ghaltii bhi yahii krty hain k ziada profit k chakkar mein lot barii lga dety hain stop loss ziada select kr dety hain aur phr trade ko hold kr k beth jaty hain...........
      • #528 Collapse

        hamain utna hi trade karni ho gi jitna experience hasil hai hamain invest karny k liye experience hasil karna ho ga ta k earn kar skay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k eanr karny main asani ho saky
        • #529 Collapse

          Forex trading busniss mai bohat sary traders bohat sary ghaltiyan kerty hy in mai koch tu apna capital ko total wash kerwa laity hy unko chahye hy k apna capital ko dakh ker trading karain
          • #530 Collapse

            ji han bilkul m apki bat ko mukamal tor py smjh gia hoon waqoy ue hamri boht he sangeen gktian han forex mjn jinka hamen axi tra sy khayal rakhna chaiy
            • #531 Collapse

              G bhai ma apki bat sy bilkul agree krta hn k hamko apni captial ko mind ma rakh k he trading krni chahy ar usi hosab sy hamko volume adjust krna chahy ar agr stop loss and take profit b lagana ha to apni investment ko mind ma rkh k he krna chahy forex ma
              • #532 Collapse

                hamain is main invest karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hum boht hi acha bonus hasil kar k earning kar skay gay aur profit ho saky
                • #533 Collapse

                  hamain is main invest karny k liye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur experience hasil kar k hi hum achi trade kanry k kabil ho sakty hain aur profit hasil akr k earning ho saky ghi
                  • #534 Collapse

                    capital ko is market main trading k liay invest krny main humy kafi zada safety say kaam ko krna hota hai jis ki vaja say ik trader ko market say money ko is tara say teek say planning say lot ko invest krna hi is ko is say safety say kaam ko kr saqta hai
                    • #535 Collapse

                      xcapital investmnet ka bi staring say lay kay trade ko start kjarna bi aik bohat hi bara risk hi hota hai aur ye aik bohat i bari mistakes hoti hai is ki hi main reasons ay ap is business ko again start karnay kay qabiol hi nai rehtay hai
                      • #536 Collapse

                        Hamesha trade lot ko apne capital ke mutabiq raken agr ap ka capital 2% per trade ke hisab se ap ko .01 ke lot allow kar raha hai to kbhe is se uper na jaen kun ke money managment se out ek trade ap ke pore week ke mehnat ko zaya karne ke lea bht hai
                        • #537 Collapse

                          trader forex man enter tu hu jaty han laikin money mangement ka tool sahi use kerna nae janty apna sara sermaya aik hi dafa man invest erk dyty han jis say loss k waqt account wash hu jatta ha
                          • #538 Collapse

                            dear ap ki post bahot ach hai aor khas kar new traders k liay kafi help full hai hum sab ko chaye k hum ais forum par aisi posts kary jin se new traders ko zayda info mily aor wo agay ja k ain se faida authye ye na ho k wo bhi ghaltian kary aor apna loss kary.
                            • #539 Collapse

                              Right sahi kaha ap ny hamy investment ko dekhty huwy hi lot size rakhna chahiye or us k mutabiq hi trading karni chahiye agar hmary pass balance kam hai to hamy trade b choti karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                ji han aap ny bilkul theek kaha hai ky humy stop loss , volum aur profit ko apny capital ky hisab se rkhna chaye. zada ki lalach nhi krni chaye . zada risk nuksan de hota hai .
                                First LEARN Then You Can Remove The "L"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X