Capital/Investment say taluk rakhnay wali ghaltian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    bilkul thk kha aap na hamin hamesha apni capital ka mutabiq he apni trades ka intkhab krna chahye big lats sa aapna he nuqsan haa ap faida min jaty huye bhe big lates ko trade na krain werna nuqsan he uthan parta haaa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Brother app ne bilkul thek bat kahi ha aur bohat he achi mistakes ko mention kia ha jin k zariye sy hum ek achi kamyabi hasel kar sakte hen aur kamyab ho skte hen is buisness mein
      • #153 Collapse

        ha aape sahi kaha hai ki hame hamare capital ko dekh kar hi trading karana chaiye aur take profit aur stop loss bhi pane capital kitana hai uske dekh kar hi set karana chaiye aur aapko kabhi jyada profit me take profit nshi rakhana hai agar aapka capital low hai to aapko kam profit se bhi ka kar sakte hai is liye aapko jyada lalacha na karke jitana mile utne me hi samaj kar close karna chahiyue
        • #154 Collapse

          g bhai ap ne bahut achi information share ki ha jan kr read kr bahut khushi ho ha islye ma forex ma new ho or ap ki information bahut faidmand ha mere liye
          • #155 Collapse

            g bilkul sae kha apny yah bohat zaroori chezy hai jo smjna bohat zarori hai apny kapital sy baree baree trades lga ky hum stuck ho jaty hai jisy hmy moka ni milta hai hm nikle skyn yah zaroori hai k hm apny kapital ky hesab sy trade enter kry or entry waha sy ly jaha loss yani risk ke ration kam sy kam ho 15 sy 20 pip .
            :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
            • #156 Collapse

              ap ki bat bht achi ha kion keh asi baton ka jo trader dihan na kry ga us ko kabhi market sy faida na ho ga baje profit kay loss main jae ga to is ka khyal krain
              • #157 Collapse

                bhai is mutabiq mujhe zyada nahi maloom kyunke main yahan naya hun aur itna zyada knowledge nahi rakhta is kay baray may lekin seniors aur professional traders aap ko is kay baray may buhat achi advise aur satisfaction result de saktey hain.
                s
                • #158 Collapse

                  ji ah bhnji hum ko capital expirnce rakhna chaye tradinng kia bary mia nia bohat sa daikha jaty hai jo tradinng ko loss sia ib proif tm anakal laty hai
                  • #159 Collapse

                    thank you for sharing about our major mistakes aur ye haqiqat hy ke ye mistakes bhi aksar hmare loss ki waja ban jati hyn bus in sab cheezon ko avoid nahi krna chahiye
                    • #160 Collapse

                      hum ko kabhi b investment bina sochay samjhay nahi karni chahyek hum is me kam ko kar sake aur is cheez ko bina samjhay kar sake jiss say hum ko he loss k chacnes hoty hain hum ko dekh kar kam karna chahhye.
                      • #161 Collapse

                        g p ne bohat hi achi hadayat di he is thread me jo fore xme loss isi waja se kte hen jb wo trade apne balance k matabik nahi dalte forex k account me or ziada margin use krte hen as a result loss ho jata ha g
                        • #162 Collapse

                          app na ya thee ghaltian jo mention ke hai es ka ealwa bhe kuch ghaltian ahi jasa stop loss ka na laga na wo bhe high volume ke trade mai aur trend ko proper analysis mat ker na trade say phala ay sub...
                          • #163 Collapse

                            ge ha ye bahut he new trader ki liye ye zarori hai ka start mein small capital sa trade ki jay ager ap zada invest karo gay tu to ap ko zada loss ho ga kyu ka ap ka pass skills aur knowldge nehi hoti aur mistakes aur greed sa trade karty hai intial stage ma less low ammount se tradin g krna chaheye
                            • #164 Collapse

                              ye ap ne bilkul sahi kaha hai!!forex trading me jo ap capital invest krte hain to us me jo galtiyan hoti hain to wo is me identify krdi gayi hain!!is liye ap apni mistakes ko overcome kren!!!
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                agar lot size ko kam rakha jaye to loose honay ki soorat mai loose zyada nahe hota hay aur hamara capital bhi wipe out honay se bach jata hay lot size ko 0.05 to 0.10 se zyada nahe rakhna chahye ais kay elawa agar kisi ka capital zyada na ho to osko money

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X