Capital/Investment say taluk rakhnay wali ghaltian

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    my dear friend hamr forex keliye invistment karte waqt ye baat zehan me rakni chahiye ke me ketne paiso ke sath trading kar sakta ho hame otna hee deposit karna chahiye . aur dosri baat hame ek ese broker ke sath paise deposit karne echahiye jis par hamara barosa ho .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g bilkul bhai ap ne bohat achi thread post ki hai is se humy bohat guidness mili hai humy trading karty waqt is sab baton ka khayal rakhna chahiye lot size ka or stop loss ka.
      • #138 Collapse

        is business may main cheez apkop is may laluch hi ha jo is may bohat achay tarikay k sath apko loss krwa daiti ha or apko is may is greedi say door rahna chaya or apko is may to hi apko is ay profi hi ga
        • #139 Collapse

          g han mery bhai men ny aysy boht sary logo ko dekha hy jo investment to kr lety hen pr un ky pas knowledge or experience nahi hota jis ki wja sy un ko loss hota hy sub sy bari ghalti ye krty hen ky wo stop loss theek set nahi krty dosri ghalti ye hy ky wo target yani take profit boht zayada rakhty hen tesri ghalti ye krty hen ky wo risk boht zayada lety hen in sub bato sy avoid karna boht zarori hy otherwise investment zaya ho jay gi
          • #140 Collapse

            mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader high investment karty hain or baz low karty hain.
            • #141 Collapse

              my dear friends icme hume pata chaltaha k hume kis tara se capital ko manage karna ha hume always money management ki strategy ko use karna chye or hmesha apni investment k 5 se 10 % lot size lagana chye;;;;;;;;;
              • #142 Collapse

                Bilkul sahi bat ha bro i agree with you bro forex ain har cheez ka hisab rakhna parta hai aur apni money management karni parti hai tab he iss main profit hasil hota hia aur discipline k saath radine se he acha profit hota hai
                • #143 Collapse

                  dear aap ne capital k baarey me boht achhi facts di han kiun age hamara capital kum ha ore hum apna earnings level ziaada rukhtay han to help loss bi ziaada hi ho sekta ha ore trade ka volum bi capital ko designed nazr rukhtay huay Select kerna chaahiay
                  • #144 Collapse

                    What about the times you come across a stock that you wouldn't invest a cent in, you know that thing is doomed, a sure loser. If you knew that the stock was going to decline wouldn't be nice to be able to profit from its decline.
                    • #145 Collapse

                      mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader high investment karty hain or baz low karty hain.
                      • #146 Collapse

                        yes dear ap ny bohut achi information ka izafa kia hy mery forex knowledg mein is mein hum posting karty hen to is mein hum ko posting k ilawa is mein information bhi hasil hoti hen.
                        • #147 Collapse

                          mere dost apne capital ke baare mein bohat achi information di han kiun age hamara capital kum ha ore hum apna profit level ziaada rukhtay han to loss bi ziyada hi ho sekta ha ore trade ka volum bi capital ko made nazr rukhte hue select karna chahiye.
                          • #148 Collapse

                            dear aap ne capital k baarey me boht achhi information di han kiun age hamara capital kum ha ore hum apna profit level ziaada rukhtay han to loss bi ziaada hi ho sekta ha ore trade ka volum bi capital ko made nazr rukhtay huay select kerna chaahiay.
                             
                            • #149 Collapse

                              agar lot size ko kam rakha jaye to loose honay ki soorat mai loose zyada nahe hota hay aur hamara capital bhi wipe out honay se bach jata hay lot size ko 0.05 to 0.10 se zyada nahe rakhna chahye ais kay elawa agar kisi ka capital zyada na ho to osko money management zaroor karni chahye,.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                hame kabhi b apni aukat say zyada is business me investment nahi karni chahye aur na he kabhi kisi say money borrow le kar is business me laganay chahye aur mera aap ko yehi mashwara hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X