small small profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Forex trading mein Jab ap new trader ho tu ap ko cahaiye k ap forex trading mein small profit hi hasil karen aur forex trading mein ap ko aik target bana kar us par kaam karna js kam pip ka profit hona cahaiye aur jab forex trading mein knowledge aur experience ho jaye tu ziada profit earn kar sakty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Planning buhat important hoti hy aur jo koi without planning key kam karta hy woh just gambling ka sahara leta hy aur is tarah kabhi loss ho jata hy aur kabhi profit lekan maximum loss ka samna karna parta hy. Profit aur loss ka aik target set krain aur phir us key mutabiq kam karain gey to trading key doran tension nahi ho gi aur aap sakoon key sath kam kar sakain gey.
      • #63 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: annas123 پيغام ديکھيے
        Forex trading k start mai hamay fix pips ka plan bana lena chiea k daily itnay pips ko earn krna hai os k bad ahista ahista aggay barhna chiea
        jee mere piyare bhai forex aik bohot hi risky business hai is mein hamein ager ziyada se ziyada earning karni hai to hamein short term trading karni ho gi hamein market k ups and downs par thory thory pips par profit karna hoga is se ham ziyada se ziyada earn kar sakty hein aur loss bhi km ho ga
        • #64 Collapse

          my dear ho sakta hai ap ki baat sahi ho but mein samjta hoon forex trading 2 trah se ki jati hai ek long term or doosra short term trading k liye ap small pip earn kr sakte ho technical analysis ki madad se
          • #65 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain.. Forex trading main jab hum new hotay hain tou hamen profits gain karnay k small plans bananay chahyie kynk hamen us waqt zada expereince nahin hotaa hae kaam ka.. or baray profit earn karnay k chakkar main hum loss bhi kar saktay hain.
            • #66 Collapse

              g haan mary khyal sy ap thik kah rahy ho hamain iss kaam main shuro main thory thory prophit sy iss kaam ko istart karna chahye or apna accxount ko safti ky sath zeada karna or iss kaam ko aagy barhana chahye
               
              • #67 Collapse

                agar ham iss kaam main new hain to hamain forex trading ka kaam karty hoye iss kaam main lalach nahi karni chahye or hamain thory thory profit si kaam kar ky apny account ko aagy barhana chahye ....
                 
                • #68 Collapse

                  small small profits bhi ache hote hain aap ke account ke lye is lye koshish karen ke small profits ke sath account apna manage rakhen greed na karen or lalach me par kar galatiyan na karen mehnat ke sath agay barhte hue chalte rahen .
                  • #69 Collapse

                    small profit yani ap ne zaida greed ni krna ha aur apni trade ko km profit pr close krna ha jitna ap ne daily target bnaya ho. agar apne weekly target set kia ha aur wo ap aik do din me he achive kr laitey he to next week tk koi aur trage open na krein ahista ahista apnay targets achieve krein.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #70 Collapse

                      ye strategy her trader ku adopt kerni cahye kun k start man trader k pas itni information hoti nae hai jis say wu zyada profit kama saky ic liye chota chota profit lay k account ku strong kerna chahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X