Kiya Ap Trading Mai Apna Munafa Ko Lock Kar Saktay Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1366 Collapse

    at the first look on forex all will see that forex is a good and easy opportunity for making money its for thaat is so popular and now its easy to make trades from home or work or mobile it make it popular too.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1367 Collapse

      forex main ziada tar log loss mian is liye jaty hain k wo initial investment bhat low krty hain, jis ki waja se wo market mian apni stroang position nahn bana patay, is k ilawa lack of knowldge and comitment bhi loss ki waja ho skti hain
      • #1368 Collapse

        Gee bahai sahab ham forex tading main apne profit ko lock kr sakte hn or koi masla bhi nh hota jb profit milta hy to ye khud close hojata hy
        • #1369 Collapse

          g han.profit ko lock kya ja sakta ha.limit laga ker.lakin asi suret mn baz dafa market mazeed profitable ho jati ha.lakin her suret mn ap ko market knowledge aur market trading per close eye rakhni perti ha.
          • #1370 Collapse

            ges ]practicing what we have learned or think might work in the market but the real trading is done on a live account. that is why a trader can never know his trading ability by mere trading on a demo account[kyg
            • #1371 Collapse

              g haan ager app roz k roz withdrawl lay lain to mera khaayl hay k app ka profit app tak pohanchjay ga aur app easy trading kar sakeen gay aur app ko asani bhi rahay gi mager app ko apna account bi strong rakhana buhat hi zaroori hay
              • #1372 Collapse

                g hun jnab is buznees min agar humre luk humre sath hy to him is min se achi profit hasil kar sakte hyn agar ap ke pas ap ka luk nahin hy to ap is min much nahin kar sakte hyn
                • #1373 Collapse

                  jee bilkul hum apna profit lock ker sakty hain jab kabhi hum ne ziada long time ki trade dalni ho to hum sath me take profit ki option bhi use ker sakty hain jab hamari tarde hamre fix profit ko hit kerti hy to trade khud hi close ho jati hay or hamein profit mil jata hay beshak hum computer ke samny hon ya na hon ye best option hay.
                  • #1374 Collapse

                    dear me ap q question p samjha nhe k apka profit lock karne se kia matlab he, lekin jahan tak mera khyal he k apka lock ka matlab yahe ho skta he k agr ham aik bar aik profit limit ko toch kar len to wo profit ham for sure le saken, ur es k leetake profit use hota he
                    • #1375 Collapse

                      g haan bilkul dear we can lock it, , aur jab b ham chahin aapna profit withdraw ly skty hain, ku k forex main her tarader apna boss khud hota hy aur isi leay her trader k pass opportunity hoti hy k jab chahy wo profit withdraw ly ya pher mzeed us profit sy earn kery
                      • #1376 Collapse

                        aap jis profit lock ki baat ker rehay hai wo haqiqat main trailing stop hai jis ki madad say ham forex market main apnay profit ko lose main change honey say pehlay hi lock ker daitay hai aur jab market hamaray trailing stop k level tak jati hai tou hamara order profit main hi close hota hai.
                        • #1377 Collapse

                          g nai ap is tarah ay nai kar sakaty hai
                          • #1378 Collapse

                            Yes jo profit humen forex trading mein hota hai usko hum lock bhe karwa skhty han or jab humen zarorat ho hum usko withdraw kar k use kar skhty han or is mein tention wali koi bat nahe apka profit loss mein nehe jayga
                            • #1379 Collapse

                              Yes hm forex trading ma apni profile ko lock karskte hain or phr is pa stop loss ya take profit laga skte hain or achi trading is stop or take profit k beghair ni hosakti ya trading strategy h is sa hamara profit bacha rhta h or loss b ziada nhi hota hamein in dono options ko trade open karte waqt zaroor use karna chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1380 Collapse

                                Jee just simple ap apney computer kay samney hoon ya na hoon ap jab trade open kartey hain tu ise main two options hoti hay ose ko use karlain ager ap siruf profit ko use karain "take profit" main apna profit target dey dain jab wo target achieve hoga tu trade authomatically close ho jai gi ise tara "stop loss ki option"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X