Kiya Ap Trading Mai Apna Munafa Ko Lock Kar Saktay Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    yes ye ho skata hai chahe aap apni computer screen k saamne ho ya nahee aap take profit ki tool ko use karte hue apne profit ko lock kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      g bilkul ap lock ker saktay hain ager ap yeh samjtay hain k musalsal trading main loss ka samna hai to us surat main ap stop loss use ker saktay hain.
      • #783 Collapse

        g han hum apna profit lock karny kaye liey trailing stop ye sl use kar sakty hain.ye technique hum sirf long term trading main he use karty hain. profit os waqt krte hain jb hum long trade lagaein mtlb 24 hour se zeyada ki trade lagaein os mein use krte hain apna profit lock krte hain.
        • #784 Collapse

          I have enough money buying and selling thin and financially rewarding world of online business and earn a small margin, and it may be too much of a scam and that you completely agree with you in connection with the purchase of expensive Forex world and the Internet,
           
          • #785 Collapse

            so that we can survive old account and profit quest required patience and money managemnt good, if the 10% daily compound with large capital month could be a millionaire it bro. if we have the capital 10K usd 100 usd a day a month is really passable
             
            • #786 Collapse

              forex ma esnt kar sakty hein ya tk be hum ko tarding ma koye munskil nhe any gy hum ko prift gb tk cheny luck kar sakty hein hum ko gb zaroret ho os ko wither be karw sakty hein or apny zaroret ko poore kar saktu hein
               
              • #787 Collapse

                ji bhai ji is main ye mumkin hai aur is main ye bhi hai k jab bhi ap is main kam krty hain to ap ko is main profit k liye kuch bhi krna parta hai laikin is main ap apny profit ko ye kr skty hain k is main take profit ki option ko use kr k is main profit ko lock kr lain aur profit le lain
                 
                • #788 Collapse

                  Bhai meri knowledge k mutabik to koi b esa tool nhi hai jiski madad say hum esa kr sktay hai.MT4 mai Tp (take Profit) ko use krtay huway ap apni trade ko automatically close zroor kr sktay hai.Q k yehi wo system hai jo k hr trader use b krta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #789 Collapse

                    ji han is main aik tool hai trail stop ka is ko agar aap use kartay ho to trade kartay huay aap ka profit aik limit tak jo k aap is main jitnay pip khud lagatay ho wo save ho jata hai or aap ko is main loss nai ho ta hai
                    • #790 Collapse

                      bhai jaan is mai trading mai profit gain karne mai to itna muskil nhe hai per mai samjta hu humay profit say sucess and is mai experinece b gain hota hai
                      • #791 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                        Aik bohat hi acha or interesting question hai kay kia aap apni trading me apny profit ko lock karwa sakty hain? Meta Trader 4 me kon si aisi cheez hai jiski madad se aap aisa kar sakty hain beshak aap apni computer ki screen kay saamny hon ya na hon. Reply is must!!!
                        yes jab bhe hum trade open kerty he tu hum terminal per us trade ko dekh saktey he or jis time chaho trade close ker sakty he or app take profit and stop loss bhe use ker sakty ho. es sey khud hi trade close ho jay ghi jab stop kiss ya take profit hit ho ga.
                        • #792 Collapse

                          bilkul bhai har insan ka aik aim hota hai ziada sa ziada profit kamany ka is liye apna aim bana kar hi trade karni chiaye sukoon k sath daily target pora kar k trading chor daini chaiye yahi behter hai.
                          • #793 Collapse

                            hum order ko lock ker saktay hain jis ki reason yeah hoti hain kay hum bhi market zada neechay ati hain trade automatically kuch time kay liyea close ho jati hain aur hamain profits ko lock postion pay hotay hain wo as it is mil jatay hain
                            • #794 Collapse

                              jab hum mt4 software pay trade kar rahay hoatay hian to hummin os pay profit uar loss dono nazar aa rahay hoatay hain jab aap trading main aain gay to aap ko aysa swal karnay say hansi aay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                                Aik bohat hi acha or interesting question hai kay kia aap apni trading me apny profit ko lock karwa sakty hain? Meta Trader 4 me kon si aisi cheez hai jiski madad se aap aisa kar sakty hain beshak aap apni computer ki screen kay saamny hon ya na hon. Reply is must!!!
                                ji mein apna profit dekhti hun foex trading mein, aur jab mera target complete ho jata hy to mein apni trade ko close kar deti hun keun k over trading sy bhi traders ko loss hota hy isliye mein target complete hony k bad trading nahi karti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X