Kiya Ap Trading Mai Apna Munafa Ko Lock Kar Saktay Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    trading main ap jo profit earn karty hain wo automatically ap kay capital main add ho jata hay aur is ko lock nai kia ja sakta hay han agr ap apny profit ko save karna chaty hain to phir ap low voulme ki trade open karain aur apni capital ko save karny kay laye stop loss ko use karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      yes aysa bhe ho sakta ha instaforex mah ak opshan hota ha jsi ko take profit kahta ha bahi as sa ham apna profit ko lock kar sakta ha yar.
      • #543 Collapse

        g sir g ham apny profit ko lock kar sakty han ye ham take profit kay zarye kar sakty han iss se hamara profit save rehta hay ham iss mai TP bhi istimal kar sakty hay wo hit hoti hay to hamra profit hamy mil jata hy
        • #544 Collapse

          g ha hum apne profit ko loc kar saket hay jb hum trading kare tu hum forex p jo hay apne profit loc kar k bhi tradign kar satk ehay stop loss laga kr bhi
          • #545 Collapse

            well mera khayl main to bhai ya hai ka hain hum lock kar saktay hain ye to waisa tab hi hota hai jab aop profil ko lock laga ln aur lagana ka bad ap lock khol bi sakta hai profil ko mujha to yahi lagta hai
            • #546 Collapse

              jee han forex trading aik bohat hi risky business hi jis main ap ko jab bi profit ho ap ko apne pofit ko lock kerna ho ga then hi ap iss main acha earn ekr sakte ho orr achi kamybi bi ho gi
              • #547 Collapse

                forex trading main aap apnay profit ko lock nai kar saktay jis waqt trader trade karta hai to us k samnay us ka account barh jata hai or usi tarha khali b ho sakta hai isliaay aap sirf profit ko lick nai kar saktay or bonus hasil na kar saktay
                • #548 Collapse

                  Yes dear protection benefit seems a new catchword any traders use stop lessen pursuit occlusive to tight their swap if one one if on your trade do on gain you can set a terminate bound so that if cost try to interbreed that part change instrument get ventilated with realize.
                  • #549 Collapse

                    Gee brother bilkul agr aap apny pc ke samny behty ho ke na ho, bas aap apna sirf order place kryn aor sath me aap apna take profit aor stop loss wala option me insert kr dyn, phir agr light be chali jahy tau no problem, ju he market aap ke take profit level pr ponchee gee tau aap ka profit lock/tp hit ho jahy gee.
                    • #550 Collapse

                      mein lock profit os waqt krte hain jb hum long trade lagaein mtlb 24 hour se zeyada ki trade lagaein os mein use krte hain apna profit lock krte hain.profit lock krna bhi forex se aek best point hai
                      • #551 Collapse

                        yup i advice you to practice on demo account first and learn the ethics and ways of trading first because if you start it without practising you will get more confused and you are losing your time and money i think deo account is enough to teach you trading
                        • #552 Collapse

                          aap ka sawal buhat acha hai aur main samajhta hon metatrader 4 aap ko yah facility data hai aap apna profit take profit k through lock kar saktay ho aap apni trade pa tak profit level set kar do aur aap phir chahay apna pc shutdown kar k koi aur kam kar lo aap ki trade jab us profit level pa pohchay gi tu aap ko pofit da kar apna aap hi trade sa bahir kar da ga
                          • #553 Collapse

                            i thinks take profit aur stop loss laga kar es ko laga kar app befikar ho kar kahin bhi ja saktey hain aur apne parsonal work bhi kar saktey hain app aisa kiya karey take profit sur stop loss 10 pips kar kar deya karey market follow kar kay app oder profit ya stop loss dono auto ho jaey ga.
                             
                            • #554 Collapse

                              ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
                              he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
                              thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                i thinks take profit aur stop loss laga kar es ko laga kar app befikar ho kar kahin bhi ja saktey hain aur apne parsonal work bhi kar saktey hain app aisa kiya karey take profit sur stop loss 10 pips kar kar deya karey market follow kar kay app oder profit ya stop loss dono auto ho jaey ga..
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X