International Stock Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Dear friend aap ne jo bi baateyn kahin hai wo tu meny parh li hai mgr usky jawab k baary me kuch ni janata filhal, lekn mery andazy k mutaabiq inn kuch changing zror ho shahid kiun k iss defferint kism k Microsoft,dell, etc jo aap ne btaya isky bary me mujhy ni pata.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      haan bhai app in sab pe bhi trade kar saktay hain in sab kay share app buy ya sell kar kay profit earn kar saktay hain lekin yeh bohat slow move kartay hain isi liye kam log he in pe trade lagatay hain ziada tar yahan currencies pe trade hoti hai.
      • #138 Collapse

        yes my dear friend forex trading bhi aik international trading compny hy is me ap international level par trading kar sakty hain ye bhi aik stock exchange ka business keh sakty hain;;;;;;;;;;;
        • #139 Collapse

          jee main ne abhi abhi forexx pe work krna start kiya hai is liy abhi main itna kuch is k bary main nahi keh skti hun ye to thora sa work krny k bad hi in cheezon k bary main jan paun gi is liy mai n is ka answr nahi dy skti
          • #140 Collapse

            Forex aik international stock market ha or ya hamareylocal stock market say bohat zayada barey ha or is mainus hesab say share b bohat zayada hain or is maintraders keytadad b local market say zayada ha .
            • #141 Collapse

              is ka bare mn zada nhi janta hn magar mein hamesha aik baat kahta hn kah forex trading zada better ha stock trading sa and is ki main waja yeh ha kah stock trading pr monopoly apply ho skte hain and is pr influence bhi hota ha magar forex pr nhi hota ha
              • #142 Collapse

                bhai mene forex ko abhi joining di hai is ke bare me mujhko sahi se nahi pata hai or me stock trading nahi karta hon kiunh ke mujhe us ke bare me zara bhi info nahi hai me forex me he kaam karna pasand karta hon
                • #143 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                  Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.




                  mare dost yer jee bilkul forex trading business market eik international stock market ha mare dost is me koi shak ni yer kiun ky hum ko bohot hi kam time me bohot zada profit hota ha is me.
                  • #144 Collapse

                    mere khyal main humien currency main trading karna chiya is main humien zayda fida hota hai aur currency's ko analysis karna bhi easy hota hai aur microsft Apple dell etc in ki market main ne dekha ke 24 hour open hoti hai aur na in ki timing ka pata hota hai ke kis time open hoti hain aur kis time close hoti hain
                    • #145 Collapse

                      soory bhai me forex me new soo mjhe international stock trading k bary me nhi pta hai k ye kya hoti hai nd ye kese hoti hai
                      اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                      Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.
                      • #146 Collapse

                        bhai ap bilkul sahe kha rhaa hoo zaida tar log ya smj ta hain k sirf wo dollar sa trade kar sktaa haa laken euro sa bhi trade ki ja sktii iss k alwa or bhi bht sari currecies hain
                        • #147 Collapse

                          g international companies me trading karny se ko raaton rat ameer nhi ban sakta wahan bhi seekhne me insan ko time lagyga aur aesi famous companies kisi ko bhi trading k liye nhi choose karti hain in k liye qualification lazmi dekhi jati hai
                          • #148 Collapse

                            g dear..international companies bhi is me shamil hain ..lekin wo slow move karti hain aur inke timings fixed bhi hote hain aap har waqt nai kar sakte aur kafi experience bhi chahye hota hai..
                            • #149 Collapse

                              yaar han hum in k sath b trading kr skty hian. hota ya hy k humianin k shares khreedny ohty hian or baichny hoty hian hota hy hy k is main trend ki movement boht slow hoti hy is liy boht kam log is mai trading krty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                International compaines bhee sahmil he meta trader, lekin ye contract per hotee he. aur ye Forex market ke tarah 24 hours naheen hotee is ke timing hotee he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X