Stock and Forex Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    hamain market main trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur analyse kar k hi aur market k up aur down ko use kar k hi trade karni ho gi ta k hum market main achi trade kar k earning kar skay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      is main hamain trade karny k liye analyse kar k hi trade karni ho gi ta k market loss kam ho skay aur trade karny k liye hard work karni ho gi ta k profit acha hasil ho saky aur hum market main earn kar k sucess hon
      • #528 Collapse

        stock market kay bary main mujay theak say nahi pata forex trading aik bohat acha business hay so humay chahiey keh esmain ziada say ziada mehat karen aur sahi say analysis karens
        • #529 Collapse

          ager hum working k lihaz se forex or stock ka mawazna krain to phr iss mai kuch lhas farq nai hai dono mai ap ko shares purchase oe sale krny hotay hain.haan mager kuch cheezain different hain .sotck national level pe trading hai or ap shares phlay purchase krty ho wo b full prize pay kr k phr usat sale krty ho jb k forex mai esa nai hai ap direct sale b kr sktay ho jb k ap ny koi chez purchase nai ki.purchase ap k behalf pe broker ny ki hoti hai.or ye international trading hai.
          • #530 Collapse

            ager ap bat ekr rehay hann stack exchange ki tu oc man or forex man zameen asman ka ferq ha. ager ap un stock ki bat ker rehay han ju forex man deal hoty han tu un ka analysis different ha
            • #531 Collapse

              stock market aur hotii hai aur forex trading aur chiiz hai,, stock national level pe ap koi chiiz le k wait krty hain us k km hony ka forex mein international level pe ap business krty hain..ap kisi registerd company k share buy krty hain jb k forex mein kisi bhi currency pe trading kr sakty hain...........
              • #532 Collapse

                hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k eanr kar saky aur plane kar k hi trade karni ho gi aur up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur phar hi hum achi trade kar k sucess hon gay
                • #533 Collapse

                  hamain analyse kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi trade kar k earn kar saky gay aur demo main practice kar k hi trade karni ho gi ta k achi earn karein gay
                  • #534 Collapse

                    hamain is main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k sucess ho saky gay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur planing kar k hi trade karny main asani ho skay
                    • #535 Collapse

                      stock ka kaam ho ya forex trading ka humy market kay analysis say kafi zada madad milti hai jis say teek say trading ko krna hum k liay mumkin ho saqta hai her ik trader ko isi tara say market main kaam ko planning say krna teek hota hai jis say profit mily
                      • #536 Collapse

                        stock trade kay analyssi aik side pe hai likin is say bi zyadah forxe kay business kay analysis hotay hai is kay bohat hi baray baray expert traders analyssi hotay hai jo kay marketr ko lay kay predict kartay hai
                        • #537 Collapse

                          Stock aur forex main analysis same he hote hain sirf farq itna hai ke stock apne trend ko retain karne ke salahyat rakhte hain jb ke currency itna long trending nahe hote
                          • #538 Collapse

                            dear forex market dunia ki sab se bari market hai aor ais ka sab se bara faida ye hai k ap ais mai jis time dil kary kam kar sakty hai aor ais se profit kama sakty hai agar ap ais ko part time job k tor pr bhi use karna chaye to kar sakty hai ais liay ye market zayda best hai stock ki nisbat.
                            • #539 Collapse

                              Mujy to ye lagta hai dono alehda hain qkyun k forex trading main karta hu is mein curruncy pairs hoty hain jab k stock exchange mein shares or stock exchange hota b national level per hai jab k forex ek aalmi market hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Dear stock market country level pe shares pe business krti hai jb k forex international market hai jahan currency metals kisi pe bhi trading ki ja skti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X