doston aslam alikum aaj mein aapko hedging ke bare mein kuch guide kroga hedging ek kisam ki tools hai forex ke business mein jise har ek professional trader use krta hai aur market ki condition aur iski direction ko samjh krke he hedging krta hai hedging strategically aur additional aapki trade position ko protect krta hai ager koie aapke against chalti hai to aap os time hedging krke aapne account ko protect kr sakte hoh aur ose save bhe kr sakte ho is se aap ke account ka margin stop ho jayega aur na kam hoga aur na ziyadeh hoga is se aapka account save rahega jub bhe koie trade aapke against chale jaye aur aapko lage ke ye trade aur ziyadeh aapke against move karege to aap os time hedging krna start kr dain take aapne account ko secure aur save rakha jaye forex ke business mein hame boht sari faculties mil rahe hain hame un facilitates se fayda uthana chahie aur jitna ho sake forex ke kam ko sekhna aur samjhna chahie jub hum risk factor ko achi tarah manage krna sekh jayenge tb ja kr actual mein hum forex per kamiyab hogen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим