Re: Unsuccessful trading ki reasons kia Hoti hn?
asslam.o.aliakum dosto ji boht hi acha sawal Kiya hai unsuccessful trading ka reason kya hota hai to doston agar aap ke pass experience nahin hai ap market ko samajh nahin sakte yah aap jaldbazi karte ho ya lalach karte ho market ko analyse nahin karte Bina soche samjhe trade open kar dete ho aur apne account balance ke mutabik trade nahin karte ek time mein ziyada trade open karte ho ya big lot use karte ho to aapko loss ho sakta hai isliye aap achi trading karna chahte ho to hamesha market ko analyse kar ke hi apne account balance ke mutabik trade open kiya karo kabhi bhi lalch jaldbazi mat karo apne mind ko fresh rakh Kar Sabar ke sath market ki movement ko samajh Kar entry lo tabhi aap achi trading kar paoge.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим