remember you mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    remember you mistakes
    forex mai hamay jo loss hota hai hamay on ko yad rakhna chiea k ap nay kea galti kea the jis ke waja se apko forex trading mai loss hua ahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum jo insan apni galti ko yad nahi rakhta hey aur bar bar aik he galti karta hey aur us sey koi sabaq hasil nahi karta hey wo kabhi be kisi kam me kamyab nahi ho sakta is liye insan ko hamesha apni galti sey kuch na kuch seekhna chahye.
    • #3 Collapse

      jee haan jnab app ne bilkul theek kha hai forex trading main hume ager akk kamyab trader bna hai to iss k leya hume her chez se learning kerni chahiya mistake se be ta k hum iss business ki koi akk be bat na bulain aur akk kamyab trader bane main her bat humari help kery :)
      • #4 Collapse

        my dear forex me successful trader wo hi ban sakta hai jisse apni mistake yad rahain aur wo unhe dubara repeat na kare kiun k ye aik bht hi risky business hai so iss me aik hi mistake ko bar bar repeat nahi karna chahiye.
        • #5 Collapse

          apni galtiyo say sabaq hasil karna he aqal mandi hai or un galtiyon ko bar bar na dohrain q k jab app es kartey ho to trade karna intehai mushkil ho jata hai ap k lie
           
          • #6 Collapse

            trading me ham jo b mistakes karty hey hamy wo sab apny mind me rakna chaye or ham jab b trading karty hey to us mistake ko per se nahi dohrana chaye
            • #7 Collapse

              Brother humain chaya k hum apni galti sa sekhain phlay trading ko learning krain phr earning krain real m trading sa best ky market nahe ha m forex ko bhot like krta hn real m trading say best ky market nahe ha.
              • #8 Collapse

                Assalam-O-Alaikum forex trading kay business me loss hona koi bari baat nahi hoti hay aur waisey be loss to ap ko kisi be business me ho sakta hay lakin ager ap is ko soch samjh kar kartey hen to loss say bach be saktey hen.
                • #9 Collapse

                  mistake ko agar app yaad karo gy or apney mind main he save kar lo gy to app us mistake ko kabi bhool ni pao gy or esi mistake ki wajas ay app trade main loss ni kar gy ainda k liye
                   
                  • #10 Collapse

                    forex mein sb se best taecher apki mistakes hi hoti hain jo is business mein apni mistakes se learn karta hai wo is business mein bohat ziyada kamiyab hota hai aur uski earning bhi b arhti hai.
                    • #11 Collapse

                      yes yay baat fact hy k forex mai hum sy bohat sari mistakes hoti hain aur unko avoi krna zaroori hy by useing our learning and skills. lekin agar mistakes ho aye toh usko yaad rakahin aur dubara repeat naa krain balkay apni tarding ko improve krain,,,,,,,,,,,,,
                      • #12 Collapse

                        exactly brother trader ko always apni mistakes ko remember karna chahiye, aur trader ko loss bhi apni mistakes ki wajah se hota he aur trader ko apni mistakes per focus dena chahiye and unki demo account per practice karni chahiye take next time same mistake na ho sakhe jis wajah se loss howa tha..
                        • #13 Collapse

                          Yesof course that you are say the right that we are rmbwr theistake and try to avoid the mistake. So that we are good work.
                          • #14 Collapse

                            han jnab forex bahut risky business hi is pr bahut ziyada loss ho jata hai is pr kisi qisam ki koi mistake nahi krni chahiye wrna aap ka account wash bhi ho sakta hai aur aap phir pachato gay ye aik real business hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ji han bhai hamin i mistakes ko apnay mind main ralhna ho ga takhah ham dobara is main mistake na kerin or sahi kam kerin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X