Loss ho saber karin ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss ho saber karin ???

    G han forex members agr trading me loss ho to sabr kia kren sabr ka phul meetha hota hy forex trading ma jald bazi sy kam nhi lena chahye r soch smajh kr post kren sabr k Sth trading lgaien loss hony pr tension na lein balky try again jari rkhen forex acha business hy mehnat kren ye zaror loss ko recover krta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss ho saber karin ???

      G bilkul loss par sabr karna chahiey. Aik acha trader wahie hota hy jo apny loss ko recover kar leta hy. Market k trends up and down hotay rehty hy. Aik acha trader hmasha apny loss ko up going market mn trade kar ky recover kar leta hy. Agr ap ky pass knowledge ho to ap apnay loss ko phr recover kar sakty hy. Jis sy ap apni trading knowledge ko use kar ky aagy barh skty hy. Q ky market mn ups and down chalty hy
      • #33 Collapse

        Re: Loss ho saber karin ???

        Forex mein loss or profit is ka hissa hai agar hamen ismein loss Ho jata hai to hamen ismein sar ke sath kam karna chahie jab Ham saber ke sath Forex mein kam karenge to hamen is business mein behtarin evening Hasil Ho Gai ek behtarin profitable business is mein hamesha mehnat se Hi kamyabi Hasil hoti hai hamen Forex mein acchi earning hamare experience say hasil hoti hai is business main mehnat karke Ham apne apne earning ko behtarin bana sakte hain Forex mein achcha work Karen mehnat Karen aur is business mein behtarin profit Hasil Karen ya best opportunity hai aur ismein hamen aise hi kamyabi problem can bana sakte hain Forex ka experience hamen is business mein behtarin profit deta hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Loss ho saber karin ???

          Assalamu Alaikum Forex trading mein aksar aukat logon ko kafi nuksan ka samna hota hai agar aapko bhi Forex trading mein nuksan ho jaaye to aapko disheart Nahin Hona chahie balki aapko dobara naye seray se koshish Karni chahie aur apni analysing aur trading skills ko improve karne ki koshish Karni chahie jab aap apne analysing aur trading skills to improve karenge to aapke nuksan k chances bahut hi jyada kam ho jaate Hain Forex trading mein nuksan hamesha hamen hamari apni mistakes ki vajah se hi hota hai ham acchi Tarah market analyze Nahin karte management Nahin karte stop loss ki entry set Nahin karte is vajah se hamen nuksan Ka samna hota hai aapko chahie ki aap jab bhi trade open Karen se pahle acchi Tarah market ko analyse Karen aur trend ko follow karte hue trade open Karen aur ismein stop loss lagana Kabhi Na bhule Tu hi aap nuksan se bach sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X