Do You need a Business background to Trade Forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    forex bussiness main family background ki koi zahroraat nahi ha yahan jis ko forex main interest ha wo achi tara learning aur practice kar kay iss field main family back ground walay logon se zaida taraqi kar sakta ha iss har normal admi bi forex trading main ah sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      g ni mera ni kahyal k forex market ma ap kokam karne k lia kisi bi business beckgroud ki zarurat ha. lekin agar ap ka pehle se koi aisa setup ha to is ka ap ko bahut faida ha.
       
      • #393 Collapse

        nahi is mai aisa kuch nahi hai app ko bas is ki skills ka hona bht zarooi hai baqi app apni earning achay say kar paen gay or sath sath app apni invest bhi grow karte jaen gay
        • #394 Collapse

          yes dear agar aap business man family se belong karte hai to aap ko business karne me ziyada problem nai hoti hai isi tarah trading karne ke liye aap ko kisi teachr ki zarorat nai hoti hai aap apne family member se trading ko learn kar ke achi earning kar sakte hai
          • #395 Collapse

            forex trading aik bohat acha business hai aisa nahi hai kay ap kay pas backgroud main koi aur business bhi ho toh ap trade kar payain gay ap iss business main waisy bhi earn kar patay hain lekin iss business main work karnay kay liye ap ko thora hard working hona parta hai toh ye ap ko kafi acha nawazta hai dil se aur mind se iss business main earn karain.
            • #396 Collapse

              jee nahi forex tardign main agar ap acha earn ekr elte ho to ap ko iss business main asni se kamybi mil jate hain iss main kamyb hone ke lye rpoerp elarning kerni ho gi then hi ap iss main kamyb ho ge or proper earning ho gi
               
              • #397 Collapse

                Agar ap dosto Forex trading market kay baray mainjanana chhatay hain kay is ka business background kiya ha to main ap ko btata hon kay Forex trading ko takreban 25 years starting say ab tak ho chukay hain or ya business 1989say start hoa tha or ab ya prey world main jana or mana jata ha . or is main log poray atmad say kam kartay or profit hasil kar rahay hain .
                • #398 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                  Agar aap Forex Trading me Interested hain tu kia aap kay khayal me aapka family background businessman hona chahiay? Because aik businessman family kafi helpful sabit ho sakti hai forex me profit leny kay liay. Ya phir aik normal job wala bhi Forex ko aik businessman kay muqably me achi tarha se handle kar sakta hai.
                  Nahi bhai jaan ye zaroori nahi ke hamara family background business man ho ga tab hi hum forex par kaam kar saken ge hume forex ko wese bhi kar sakte hain.....
                     
                  • #399 Collapse

                    bhai zaruri nahe he ke forex trading jaise business ko kerne ke lye family background hona zaruri he zaruri nahe ke support lazmi ho ager support nahe bhi ho to bhi her koi ishe ker sakhta he bs thori mehnat ki zarurat hoti he ..
                    • #400 Collapse

                      Luck will be just about all keys to press factor inside almost any company similarly with trading luck will be regarding prime importance luck will certainly acquire you for the height regarding success ALONG WITH luck can make a person fell in order to last step of loss AND ALSO consequently your own luck is very keys to press factor with trading
                      • #401 Collapse

                        Hedging is good idea in forex market but many newcomer did not know how can we use hedge properly so first of all you must concentrate and make a new hedge strategy then ever you can able to success .
                        • #402 Collapse

                          bilkul theek or reasonable thread hai. trading me apko aik trade lagany se pehly loss ko pre planning se count kar lena chahaiy or profit ko bhi plan kar kay target set kar kay apny kam me masroof ho jana chahiay. or me ye baat yakeen se keh sakta hoon jab aap is kaam ki aadat bana lety hain tu kuch hi dino me aap successful trader ban sakty
                          • #403 Collapse

                            hamara agar business background nahn b hai to phir bhii hm is business ko kr skte hain n isko apna professional business bna k is k through apna background businness kar skte hain
                             
                            • #404 Collapse

                              Agar loss ko hum apny mind main rakhain to hamray loss kay 60 percent chances kum ho jayn. Jin main reasons ki wajha say humain loss hota hay agar hum wohi points apny mind main rakh laity hain to zahir si bat hai hum profit kay qareeb or loss say dor ho jayn gay jo kay aik achi bat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Jee han brother bikul ap nea ek dma shai bat kah ihea mein iss kea bre mein yeh kehan ctaha ho kea forex mein ap log zid asea zid aeanr kar ksat hein lakin iss mein ap logo ko loss bhii rakna che mind mein tab hii a plog ache trader ban skat hein .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X