profit vs loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    profit vs loss
    friend ek sell hai or ek buy lakin pher bhe ninty percent logon ko forex mai loss he Q hotaa hai is kea kea khas waja hai ap ke nazar mai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee haan app ne theek kha hai akk sell ahi aur buy lakin sara business in do chezun per he to depend kerta hai lakin hum traders serf in do chezun ko he read nai kerty hume learning k bad trading kerni chahiya lakin akk aur baat iss main hume greed se be dor rahna chahiya iss ki waja se be loss hota hai :)
    • #3 Collapse

      LOss is liyay hota hai kay har currency ki finance pur forex chalti hai kisi waqt kisi country ki finance strong hoti hai aur kisi waqt kisi ki all time yeh justify karnay say trade main loss ya profit hota hai
      • #4 Collapse

        sab say pehlay tou main ap ko ye kehdu k me ap k is adad o shumar say agree nahi karta hun yahan 90% logo ko agar loss hota tou itni bari tadad me log yahan business nahi karte mere malumat k mutabiq yahan 70% log success karte hain...
        • #5 Collapse

          Dear brother loss is liyeh ho jata hai QK ap k pass information nahi howa karti hai market ki agar market ki information ho gi ap k pass tu must success ho gay dear brother agar market may information nahi ho gi tu maybe you are success dear brother
          • #6 Collapse

            forex ek real business hai is mein apko loss to hota hi hai aur apko is mein profit bhi hota hi hai,is liye is mein ap tb hi kmaiyab hote hian jb apka profit apke loss se ziyada ho aur ap is mein ziyada profits earn kar rahe hon.
            • #7 Collapse

              iss ma jab aap koi trade lgaty hain tu aap ko phrr kuch time wait krna chsye q k baz dafa msrket stable hoti hai or baz dafa tezi s a move krti hai lakin agr apa trend ko achi trha jancha ho or aap kp paya jo ka forex am next move ye ho gi iss pair ki then aap kontrade laga kr wait krna chaye aap ki trade khud he profit ma aa jaye gi
              loss jss liye hota hai k log sahi trend ko nhi pehchan paty
              • #8 Collapse

                haan bhie forex trading sell or buy par he depand karti ha but job log market ko dakhta haan tu zada taar log ek jasi trade karta haan mean ager pair ke price kam ha tu buy kar lata haan sub or profit b earn hota ha but kam huta ha is leya zada log trade lambi kar lata haan zada profit ka chaker main tu ona loss hu jata ha.
                • #9 Collapse

                  pak forex main aik baat to hai k is main waqia main agr ap kam krty hain to ap ko pta chalta hai k si amin waqia main ap ko loss aur profit kay aik jaisy chance hoty hain is main kam krny se ap ko is main kam krny main asani hoti hai is maian kam krny se is main waqi ama in
                  • #10 Collapse

                    bhai is ki sab se beri wajah yah hai k log iss business ko sab se phle ache se learn nai kerte kun k ager iss business ko learn ker liya jaye to bht asani se iss platfom per kamyabi mill sekti hai so learning per zyada dehan dana chahiya :)
                    • #11 Collapse

                      mere bhai maene to aj tak jitni bhi trading aj tak ki hae her bar maene is min losss hi kia hae kiunk forex trading ko shayaad mujhe samajhne ka time hi nahi mila tha kiunk mere bhai mujhe itna time hi nahee mila tha.
                      • #12 Collapse

                        dear forex trading mai 90% loag ziyada tar loss he karte hai iski wjaa yahe hoti hai k loag is kaam mai before trading demo trading nhe karte hai demo acount mai humay mehnat karni hoti hai and jitna ap is kaam mai learning and experiece hasil karo gay utna he ap loss kam say kam karo gay and ache profit hasil kar sakte ho
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mein sel aur buy aik loss is waja se hota hy forex trading mein knowledge bhi hy agr hum forex trading mein knowledge hasil kar len aur forex trading mein knowledge aur experience hasil kar len aur forex trading mein mehnat aur hardwork kar k achi learning hasil kar len tu profit bhi ho ga
                          • #14 Collapse

                            ji haan mujhy itna to ni pata k 90 percent log issy los uthaty hai k ni kio k mainy ab talk jitny bi log dekhy hain vo aik achy trader hai or unka ye kehna hai k loss ki assal waja jald bazi or galat idea hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              is buiness mein profit bhi hai aur loss bhi hai is ko koi bhi kr skata hai ye aik good buines shai is ko kafi mehnat sy kia jata hai ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi kiaj sakta hai lekin mehnat sy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X