Buy stop or sell stop ka use karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy stop or sell stop ka use karen
    Assalam Walaikum Friends!

    Boht se log buy stop or sell stop ke barey mei jantey hen lekin sahi use nahi kartey
    Agar aap news par kaam kartey hen toh hamesha buy stop or sell stop dono lagayen
    Is tarah news ka effect positive ho ya negative apko profit hi hoga or stop loss lagana bhi na bhoolen

    kese use kren?
    Agar kisi currency pair ki price 100$ hai or aap usey 102$ par buy karna chahtey hen toh aap buy stop ka use kar saktey hen.
    Isi tarah agar aap 98$ par aap us currency pair par sell ka order lagana chahtey hen toh aap sell stop laga kar apna waqt bacha saktey hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Buy stop or sell stop ka use karen

    agar hum gold ma trading karna chaety hain to hamy buy stop pr sell stop ko use karna ho ga then hum earn kar saky gy forex aik online business hain hm is ma raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty han ham is mai soch samj kar kam kanra ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty han to hamy siraf loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Buy stop or sell stop ka use karen

      G Han agar Ham sl or to laga Kar tread karty Hy to ham ko acha faida hoga ham ko soch smjh Kar is me Kam karna chaiye taky h acha profit nikal skay
      • #4 Collapse

        Re: Buy stop or sell stop ka use karen

        Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share Ki Hai Isko Ham pending orders ka naam Dete Hain Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur Hamari required level Tak market Nahin jaati To Ham uska Intezar kar rahe hote hain aur use time per Ham to Koi activity Karni Hoti Hai To Ham pending orders ko properly istemal kar sakte hain aur usmein different limits apply karti hui Ye apni trading co start aur close kar sakte hain isko aap pending orders Kahate Hain.

        Ismein aap order ko Is Tarah please Karte Hain Ki current prices Jo market mein chal rahi hoti hai hai uski bases per aap apne analysis karte hain aur use per aap ek limit fix kar dete Hain ki agar is specifically Tak prices Jaati Hai to automatically Hamari trade generate Ho Jaaye to aapke order ke mutabik ki automatically trade open Ho Jaati Hai is ko apply karne ke liye aapke pass proper learning honi chahie aur complete knowledge Hona chahie aur aapke analysis acche hone chahie aur aapki limit Jo abstract karte hain vah perfect honi chahie Taki aapko nuksan na ho sake aur aap Jyada Se Jyada profit Hasil kar Saken.
        • #5 Collapse

          Re: Buy stop or sell stop ka use karen

          G han ham ko chahiye k ham pakistan forex forum main jab bhi trading karin to ham ko is main buy stop aur sell stop ko zaroor use karna chahiye kio k is se ham pakistan forex forum main trading main kamyab ho sakte hain khas tore per ham ko gold, silver jasi trade per zaroor istamal karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Buy stop or sell stop ka use karen

            Ap nay boat achi bat ki bhai.
            Humy apni roz ki trade main in ka istamal boat zrori hain ku k agr ap chart per nazar nhai rak saty toh ap ko instant execution ki bjay buy stop sell stop or limit ka use lazmi karyn ku k market main good direction main trade lgany say byter koi kam nhai is liy humy in bato ka khas khyal rakna chaye or agr wait na kar saky toh ye order lazmi use karny chaye tabi ap ak consistence trader ban sakty hain.
            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Buy stop or sell stop ka use karen

              Always use stop loss technique and take profit technique.This will leads to a good strategy about trading.If the trading start to go to reverse position the stop loss technique will protect you from more loss and trade will close automatically.If you set your take profit value then trade will close automatically at point where you have set take profit and this will also facilitate you to take profit easily without any risk.so trade always with stop loss and take profit.

              اب آن لائن

              Working...
              X