Good morning dear friends mere khya main trading business main nakami ki sab se bari wjah good strategy ka na hona or bagair analysis and money management k big Lot size ka istamal karna hai ku ka trading ek business hai our koi b business Planing k bagair improve nahi ho sakta isi liye kehte hai k ek acha planner hi aik acha businessman hota ha jo apni achi planing or strategies k sat apne business ko top tak le jata hai our jab tak aap k pass achi planing na ho aap bara risk ni le sakte ho is liye mera khyal ha k sab se pehle hame is bat ko smjna ho ga k market mai. Enter kab hua jyr or kitna lot size rakhna chahiye
Dear friends trading min money management aap k liye bohat zarori hoti h ku k is se pata chalta ha k aap kis had tak profit le sakte ha our loss ko sorat m aap kitna loss bardasht kar sake ge agar aap good strategy or planning k sat kam kare ge or good lot size ka use kare ge to aap kamyab trader ban sakte hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим