Trading main lot size
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main lot size
    Assalam o alaikum dear forex members humain forex main trading start krnay se pehly humain lot size ka analysis karni chaiyae agar bonus kam ho to humain small lot size ki trading krni chaiyae otherwise hum trading main failure ka shakkar banain gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main lot size

    hamy achi lot size ko achy sy samaj kar is ky rukles ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty hian or acgha bonsu hasil akwr sakty hian ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam akr sakty hain ro ham is mian apni marzi sy full time be kam akr sakty hain yai aikl real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading main lot size

      g han thk kha apne lot size ko analiaz kr k e hm achi trade lga sakty hen is k motabik chalen gy to hamen kbhe bhe loss ka samna nh hoga yahe ak best treka hy profit hasil krna ka
      • #4 Collapse

        Re: Trading main lot size

        Dear forum fellow!
        Hope you doing great.
        Sir main ap ko btana chate hu k agr ap forex k business main dair tak rhena chaty hain toh ap ko hamesha apny lot size ko account k minimum lot size lgana chaye or is say zada ki lot size nhai lga kr full management ka khyal rakna chaye.Tabi ap forex main zada dair tak rhyn gay or jitni zada dair ap forex main rhyn gay utny hi zada chances hain ap k forex main kamyab hony k.
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #5 Collapse

          Re: Trading main lot size

          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss1 پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum dear forex members humain forex main trading start krnay se pehly humain lot size ka analysis karni chaiyae agar bonus kam ho to humain small lot size ki trading krni chaiyae otherwise hum trading main failure ka shakkar banain gy
          Walekum assalam trading Mein load size bahut important hota hai Because lot size ke vajah se Hamen Yahan Achcha profit bhi Hasil ho sakta hai aur Agar Ham is lot size ko big set Karte Hain To Hamen Yahan big loss bhi face karna pad sakta hai isliye Hamesha koshish karen Gate Market Mein always normal lot size set karte hue trading Karen Yahan per Jab ham trading karte hue lot size ko ignore kar dete hain aur apne account balance ko samne nahin rakhte to iski vajah se Hamara account watch hone ke chances increase Ho Jaate Hain isliye Hamesha normal load sizing set karte hue trading Karen aur big load size use karne se avoid Karen Apne account balance ke hisab se load size set Karke trading Karne Wale member always successful Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading main lot size

            Aslam O alaikum... Dear frndz..
            Forex trading mein aik Word use hota hai jisko lot size kaha jata hai.... Lot kya hoti hai..?
            Lots kisi bhi order k size ko boltay hain, jaisy ky apko aik pip par kitna profit hona chahiye, or kitna Loss... yeh hamary upar depend karta hai, k hum order lagaty waqt kiya lots size rakhein..
            Currency trading lots ki shakal mein hoti hai... Lots base currency ky unit pe mushtamil hoti hai.. zeyada Tar broker trading k liye 3 tarah ki lots paish karty hain...
            Standard lots jo k 100,000 unit ki hoti hai...
            Mini lots jo k 10,000 unit ki hoti hai...
            Micro lots jo k 10,000 se kam unit per mushtamil hoti hai...
            Mini lot (10,000) ki trade me 1 pip ki value aam tor per $1 k barabar hoti hai....
            jab k standard lot (100,000) ki trade mein 1 pip ki value $10 hoti hai isi tarha jitni barhi lot hoti hai apko Utna he profit ya loss ho sakta hota hai...
            Ye sub ap us Waqt he understand kar sakty hain jub ap forex trade karty hain.. tab he apko forex trading k tamam features ka andaza hota hai... Isk liye apko Demo Account par Practice k zariye Experience or learning ki zarurat paish aaey gi ... Tab he ap aik kamyab trader bun k acha profit kamaa sakty hain..
            • #7 Collapse

              Re: Trading main lot size

              forex trading mein jab bhi operate karte hain to aap apne account ki equity ke mutabik lot size istemal karte hain agar aapka kaun $100 ka hai to aap 0.01 ki Laut ke sath do ya FIR 3 trade leni chahie agar aap isase jyada trade lete hain ya apna Laut side increase karte hain to aapko loss ho sakta hai cal ki aapka can't watch bhi ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading main lot size

                lot size ka istemal bahut jyada important hai kyunki jab members apne kaam ko acchi tarah se Kar lene ke liye jyada experience hasil kar lete hain to tab members ko trading mein practice bhi acchi tarah se karna hogi aur har EK member ko lot size bhi jyada acchi tarah se istemal karna hoga aur har EK member ko trading mein jyada risk nahin Lena hota kyunki is tarah se nuksan hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main lot size

                  Trading mein lot size ki selection hot Raider ko Khud Karni hoti hai isliye Hamen Hamesha not size kis election mein chalta party nahin karna chahie Hamen Hamesha acche tarike se lot size ko select karna chahie Business mein kam karte hue Kabhi pictures Bharti hokar Kam Nahin Karna chahie Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie Jis Baat Ko control Mein rakhte Hue Business mein kam karna chahie
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main lot size

                    Walekum assalam Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Forex mein trading karte hue lot size ko choose karna bahut important hota hai jab Ham Big lot size ko choose karte Hain to usse hamen bahut achcha profit Mil jata hai kyunki jitni badi laut hoti hai profit bhi utna jyada hota hai lekin badi laut ke sath account was hone ke chance bhi bahut jyada ho jaate hain aur aapke account ko vash hone se mein rakhne ke liye jaruri hai ki lot size kam ho agar Ham kam lot size ko choose karte Hain to Ham achcha profit Le lete hain aur hamara kaun bhi save rahata hai isliye bics lot size ko choose karne se pahle apne account balance kaise check Karen aur uske Amitabh lot size ko choose Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X