Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?
    dear member Mera sawal yeh hai ky jaisy hi Ham trade lagaty Hain to trade usi time loss mein chale jaati hai market trend usi time change ho jata hai To aisa kis wajah se hota hai agar aap market ki favour main bhi trade lagaen matlab jis taraf market ja rahi ho phr b trade lgati hi market vahan sy foren wapas Ho jaati hai iski kya waja hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

    dear change nh hota movement hoti rhati hy thora sa wiat kia kren trade lga kr to ok ho jata h sb
    • #3 Collapse

      Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

      hamy apny trand ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kmaayb ho sakty hian or acha bonsu hasil ka sakty hain ham isy apna life time prfeossioanl be bana sakty hain yai kabe be band an hony wal aik real business hain yai aik as abusiness hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

        forex trading means of the operate lagate Hain to trend change nahin hota aap sahi se market panel light nahin karta market friend hamesha se nahin rahata kyunki market up and down movement karti hai retracement karti hai re correction karti hai is vajah se market mein aapane matar big market nahin chalti lagate Hain usko call karna hota hai hold karne ki banaa per aapko profit hota hai sahi trade lagayenge to aapko profit hoga
        • #5 Collapse

          Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

          koi bhi apny apko blame na kary k humari kismat asi ha sub k sath asa hi hota ha johin trade lagty ahn tu is se humari trade k aginst main market move kerny lgti ha humain is se confuse nhi ho jan achahiy q k ager hum confuse ho jaty ahn tu is se hum loss main trdae ko close ker daity hun humain saber se akm laina ho ga jis se humain acha profit ho sakta ha.
          • #6 Collapse

            Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

            Tread lgaty waqat markeat ma trend esly change hojata ha or tab hota ha jab koi bary treadar tread lety ha baqe esy markeat ka trend change ni hota or tore bhot movement hote rehte ha.
            • #7 Collapse

              Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
              dear member Mera sawal yeh hai ky jaisy hi Ham trade lagaty Hain to trade usi time loss mein chale jaati hai market trend usi time change ho jata hai To aisa kis wajah se hota hai agar aap market ki favour main bhi trade lagaen matlab jis taraf market ja rahi ho phr b trade lgati hi market vahan sy foren wapas Ho jaati hai iski kya waja hay?
              Yes mostly aisa hota hai ki Hamesha market Mein order place karte hain aur Market suddenly Apna trend change kar Leti Hai Jiski wajah se Hamare trade loss Mein Chali Jaati Hai Lekin Jab Aap Yahan trade Lagate Hain aur proper analyse Karte Hain To Hamari trade Jab loss Mein Jaati Hai To iski vajah se Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki yah broker Commission hota hai aur Market Kuchh time lost mein chalne ke bad analyse ke according profit Mein Aana start kar deti hai aur iske liye Hamen bahut patient ke sath kam karna hota hai because jab Ham more and more patient ke sath trading karte hain to hamare trade Hamen Achcha profit bhi deti hai aur jab market suddenly Apna trend change kar Leti Hai Aur long time ke liye Hamari trade loss Mein Chali Jaati Hai To iski vajah se bhi Hamen Yahan Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki yah forex market Hai jismein 100% koi bhi yah confirm Nahin kah sakta ki market direction ko follow Karegi lekin Ham up main analyse ke according trade karte hue Yahan per trend ki confirmation Karke acchi earning Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                Yah dost Assalamualaikum Forex trading business Mein trade that he market trend change Kyon Ho Jata Hai yah Baat bilkul important sakti hai market and ko acchi Tarah understand karne ke liye kamyabi Hasil karne ke liye Hamen market ka Ki Tarah analyses karna chahie aur usmein kamyabi Hasil karna chahie Taki Ham successful Businessman trader Ki Hai Sher se kamyabi Hasil kar sakte hain aur ismein Market Trends for rules ko acchi Tarah understand Apollo kar Saken
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                  maeker kartia ha our is zadi log per ni hoy kartia ha our is zadsi log per ni hot trading kartia ha our is zadi log per ni hoty gher say kay jatia ha our is zadi log per ni hot gher say kay ni hot gher say kay jatia ha our is zadi lo perni kartia h a
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                    Acha hamray sath aksar esa hota ha jab bhe ham trade len market foran hamaray mukhalif chali jati ha apna trend he change kar leti ha or ham preshan ho jaty han market ka koi bharosa nhe hota lakin ap ko apny analysis par bharosa karna chahye ha agar ap na trade la le ha to ap wait karen market ap ko profit de gi insha allah or acha profit de gi kun ka market upar nechy chalti rehti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                      Jab trade Lagate Hain to market and change ho jata Hai Iski vajah yah hai ki aap market ko Sahi tarike se analyse nahin kar sakte agar aap analyse acchi Tarah Karenge to aapko Pata chalega ke trend kis Taraf hai aur Achcha trend use Waqt Pata Chalta Jab aapke analysis acche ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
                        dear member Mera sawal yeh hai ky jaisy hi Ham trade lagaty Hain to trade usi time loss mein chale jaati hai market trend usi time change ho jata hai To aisa kis wajah se hota hai agar aap market ki favour main bhi trade lagaen matlab jis taraf market ja rahi ho phr b trade lgati hi market vahan sy foren wapas Ho jaati hai iski kya waja hay?
                        trade lagaty hi market trend es wjaa se change hotii hai jis base py hum trade lagaty hain phle humko wo point recover krnss prts hai phir profit gain krna padta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                          dear members jab ap trade lagaty hn us time market up and down hoti hy us time markeet ka trend bohut ziada change hota hy us time ziada tar member khabra jaty hn aor market ko dekhna e chor dety hn hain jis say apko loss hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sajid0003 پيغام ديکھيے
                            dear members jab ap trade lagaty hn us time market up and down hoti hy us time markeet ka trend bohut ziada change hota hy us time ziada tar member khabra jaty hn aor market ko dekhna e chor dety hn hain jis say apko loss hota hy

                            market ka trend same he rehta hai bus ap jab trade lagty hain tu ap ko daikhna cheye kay market ki position kiya hai. woh oversold hai ya overbought ho chuki hai. apni trading mai risk kam lain or apny analysis ko follow karain. analysis jis kadar achy ho gay ap us kadar acha result hasil karain gy or jo ap confusion bata rahy hai yeh be nahi aye gi again. esleye apny analysis pay time dain or us ko mazeed test karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lagaty hi market trend change kiun ho jata hay?

                              bilkul esa hi hota hai es ke main waja yeah hai ke ham log trading ke liye wait nh krte hain ke market ke movement fast hoti hai or ham trade enter kr dete hain or market ke lose main chale jati hai or agar ham market ko thora wait kr ke or watch kr ke trade enter kren tu kabi bhe trend change nh ho ga or na he ap log ke trade lose main jae ge balke ap logo ko profit hi ho ga es liye trade lagne se phele hame lazme watch krna chye or wait krna chye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X