Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.
    Friends har koi chahta hay keh wo jald say jald forex main earning kay qabil ho. Laikin iskay liye ye zaroori hay keh ham learning and experience hasil karain ta ke ham trading skill seekh sakain or earning kay wabil ho sakain. Jab tak trading kay qabil nai hon gay tab tak earning easy nai ho sakti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

    hum trading karna chaety hain to hamy learning gain karne ho ga hamy aik time tbale bana akr kam karna ho ga then hum earn kar saky gy forex iak online business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnte karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is apna life time career be bana saky hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

      Dear brother forex trading aik tough aur risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar acha knowledge aur experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen aur achi trading skills ko use karen aur small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

        Trading main ap ko experience k sath hi sab kuch sekny ko milta hai or experience hasil karny k liy ap ko forex ko fulkl time dyna ho ga tabi ja kar ap ak successful trader man sakty hain.Ap ko chaye k apni daily ki skill ko improve karny ki khosash kiya karein or daily kuch na kuch new lazmi sekyn is say ap ki learning skill main b betree ay ge or ap ki practice b achi rhy ge..
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #5 Collapse

          Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

          Jab trader kafi time tak trading karta rehta hay chahay woh kamyab ho ya nakam to os ko bohat ziada experience hasil ho jata hay aor os ki trading skill bhi kafi had tak improve ho jati hay os ko yeh sab pata chal jata hay k os nay kahan aor kun mistakes ki hain aor en mistakes kay kia kia nuqsan hain aor osay pata hota hay k os nay en mistakes say kia kia sekha hay jo os nay next trade main karna hay ya nahi karna es liay ham ko apni trading ziada easy bananay kay liay har soorat main apni trading skill ziada karni chahiay aor koshish mehnat aor learning say kamyabi hasil kar kay achi earning karni chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
            Friends har koi chahta hay keh wo jald say jald forex main earning kay qabil ho. Laikin iskay liye ye zaroori hay keh ham learning and experience hasil karain ta ke ham trading skill seekh sakain or earning kay wabil ho sakain. Jab tak trading kay qabil nai hon gay tab tak earning easy nai ho sakti.
            Dear member dear member aapki baat bilkul theek hai parshuram per hamen chahie ok Ham Apne karm ki quality ko aur karte hue kam Karen kyunki jyada hamari acchi hogi isliye hamen chahie kya Ham Apne party ko Basa Karen kahate hamari se skills bhi acchi hota Ham is per jyada se jyada bar karte hue saccha fayda
            • #7 Collapse

              Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

              jee haan theek baat hay ap k pas skills hon forex easy lagay ga ap ko lot of experinece chia agr ap kay ap experince nai hai to ap profit kbi nai hansil kr skthy is lia agr ap forex par kam krna chahta hai to is kar bara ma khowladge zarur lay tak lay ap loss sy bach sakhy
              • #8 Collapse

                Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                Puray world ka ye ideal business hay skills bana kr kaam kro ye business pory worl mein chalta hai or bht profit bhi deta hai forex mein jb tak apko proper knowledge nahi hai or market ki samjh nahi hai tab tak ap trade nahi kar skty guidance ki zarorat hoti hay esi tarha forex trading business me bhi profit earn karne kay liye knowledge, skill, talent aur hard work ki zarorat hoti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                  Skills achi kro aur proper apni trading skills achi kro phela forex ki pori learning karen and practice karen experiece hasil karen and knowledge gain karen jis ka bad he ap profitable earning kar payen ga forex k barey main prhly knowledge hasil krni chahiya or pir bad main hamin forex ko start krna chahiya.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                    Trading aik skill hai agr a jye tu trade lyna koi mushkil kam ni hai lekin waqt k sath sath he trading ati hai itni jaldi koi bi master ni ban sakta.
                    Master traders k pas bi skills hain jin ki base py woh trading krty hain are trading ko asan bnaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                      G han hmain trading ko ful experience k baad ak achii amaount mje bonus ko use krty hoay krna chay jiss sy hmain khud ko faid ahota hy es liay hmain koii bi kam apny fresh mind me krna chay ta k hmain achy ideas ayain jis sy hmain business ko achy sy krny me help mily :1f60b:
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                        Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai forex mein Trading ko easy bnaen agr hm apni Trading ko value dain gy tbhi kamyab hn gy isi liay achy s soch samjh k kam karain r agy barhain hm jitna achy s kam karain gy utna hi hmara faida hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                          Ji aapane bahut acchi baat ki hai agar Hamen aapke sath kam Karta Hai To Hamen bahut Achcha fayda bhi ho sakta hai isliye main Jyada Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish karne chahie aur 1000 Nahin Karni chahie Jaise Mera bahut Achcha fayda Hassan kar sakte hain To Hamen Jyada Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish Karna chahie aur Hamen chahie kya Mubarak ko easy way se kam karna Jaise kar sakte hain Hamen mehnat Karni chahie aur Himmat ke sath karna chahie kyon
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                            Mere Bhai jab tak aap Forex mein interest Nahin lenge tab tak our products mein kamyabi hasil nahin kar sakte to koshish Kiya karenge jyada se jyada mehnat se kam Kiya Karen aur Dil laga kar kam Kiya kare mere Bhai jab tak aapka Kisi kam mein interest Nahin aata tab tak aapko usmein kamyabi Hasan Nahin ho sakti to mere bhai mehnat se kam Karen jyada se jyada posting Kiya kare aur sath hi apni posting ki quality ko per banae and trading mein sabse important chij Hoti hai market ko samajhna to mere Bhai jab tak aapko market ki samajh nahin aati tab tak aap koshish karen ab naam account per hi practice Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main trading ko easy banana he trading skills hayn.

                              Amaze Business mein kam karte hue Hamen trading acche tarike se Karni chahie Hamen trading skills ko improve karne ki koshish Karna chahie trading karna easy Kam Nahin Hota lekin Agar hamare pass trading ke bare mein acche experience or knowledge hai To Ham acche tarike se trading Karke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha kam ko acche tarike se karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X