Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta
    Asalam o Alakum Dear forex members haman loss hota hai to hamari apni mistakes ki wajha se hota hai our jin logon ne kamyab hona hota hai woh apni ghaltion se learning karte hain our hamain bhi apni ghaltion se seekhna chahye agar ham apni ghaltion se nhi seekhian ge to ham kabhi bhi kamyab nhi hon ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

    hamy apne mistakes ko katem karna ho ga then hum earn kar saky gy forex mai hamy analayis ko learn kar ky use kar ky kam karmna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum i smai agar greedy ban ky kam karty hain t hamara account band ho jy ga forex mai hamy soch samj kar kam karmna h ga
    • #3 Collapse

      Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

      hun humari mistakes humary liay sabuq hoti han ager hum apni mistakes ko find out ker k trading kerty han tu is se hum loss se bhi safe rahty ahn aur sub se bari bat humar acount bhi safe rahta ha is liay humain forex main kamiyabi k liay is main bht ziada mehant kerni parti ha.
      • #4 Collapse

        Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

        G han forex trading men jo log kam kartay hen unn se ghaltian hoti hen lekin forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh apni ghaltion se seekhtay hen aur jo log apni ghaltion ko serious nhi letey woh bar bar ghalti kartay hen aur bar bar loss uthatay hen aur phir nakam ho kar trading chor jatay hen
        • #5 Collapse

          Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
          Asalam o Alakum Dear forex members haman loss hota hai to hamari apni mistakes ki wajha se hota hai our jin logon ne kamyab hona hota hai woh apni ghaltion se learning karte hain our hamain bhi apni ghaltion se seekhna chahye agar ham apni ghaltion se nhi seekhian ge to ham kabhi bhi kamyab nhi hon ge.
          Dear memberaapki baat bilkul nahin kiya Forex trading bahut hi jyada risky business hai isliye hamen chahie jab Ham up nahin galtiyo ko dubara na karte hue is per kam Karen kyon ke jab tak Ham is per apni galti unko improve kabhi nahin karte tab tak Ham is per kamyab nahin ho sakte isliye hamen chahie ki Ham Apne mistake ko dobara Nadu rahe hain aur sath Hi Kam
          • #6 Collapse

            Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

            Ji forex main aoni ghaltion say sekkhna zaroori hay. Apni mistakes and weaknesses ko apni power kay liye use karain. Strong knowledge and experience ghaltion kay bad tab he milta hay jab ham in ghaltion ko door karain or inka hal nikalain. Ghaltion ko door na karny or inko ignore karny say hamesha nakami he hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

              Assalamu alaikum friends aapane sahi kaha Jo apni galti ko nahin sikha vah Banda kabhi bhi kamyab nahin ho sakta hai vah market tu samajh Le acchi tarike se kam kar le koi bhi kam kar le jo jo is bande mein is yah Kam hai jab tak apni kami nahin ho sakta
              • #8 Collapse

                Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                G han dear member aapne bohat achi baat boli hy jo haqeeqat py mubni hy. Galatiyan hona start mein lazim hai kyo ky koi bhi paidaishi trader nahi hota lakin apni mistakes ko repeat na karna or unko recover karna sabse bari skill hy jo ky kamyab trader hony ke nishani hy. Isliye har trader ko chahiye ky forex mein enter hony sy pehly apni normal life mein bhi apni mistakes ko recover karna seekhy.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                • #9 Collapse

                  Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                  Ji e dear members jaisa ki aap jante Hain ke agar hamare pass Forex ke mutaliq knowledge nahin hoga aur ham trade karenge to hamen loss hoga aur vah las hamen hamari galtiyo ki vajah se hota hai hi hamen chahie ki Ham apni galtiyo se sikhen aur jyada se jyada learning Karen jab insan apni galti se sakta hai to fir vah dobara vo galti nahin karta aapko bhi chahie ki aapko jab Las Ho to aap apne motion per control karke apni galti e se sikhen aur dobara vahi galti Nadu Rai
                  ​First Learn Then You Can Remove L.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                    Kisi bhi business ya job kay doran mistakes ka hona aik fitri amal hay kun k yeh aik insan ki fitrat main shamil hay k os say ghaltian hoti hain esi taran Forex trading kay doran main bhi aisa hi hota hay k traders say bohat si mistakes ho jati hay jin main lalach aor dar jaisi mistakes aam hain esi taran emotions pay control na rakhna bhi aik mistake over trading na karna aor money management na karna bhi aik big mistake hay ab aisi ghaltion say loss to zaror hota hay lakin agar aisi ghaltion ko na repeat kia jay bal k en say bohat kuch sekha jay to yeh zaror kamyabi dalati hain aor agar en mistakes ko ignore kia jay to en say kabhi bhi kuch nahi sekha ja sakta bal k en say loss hi hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                      Asalam o Alakum Dear forex members haman loss hota hai to hamari apni mistakes ki wajha se hota hai our jin logon ne kamyab hona hota hai woh apni ghaltion se learning karte hain our hamain bhi apni ghaltion se seekhna chahye agar ham apni ghaltion se nhi seekhian ge to ham kabhi bhi kamyab nhi hon ge.
                      Assalamu alaikum dear Forex member aapane Sahi Kaha aage dharm apni Galti hone se bhi nahin Sikh sakte to hamen photo ismein loss hi milega aur agar apni mistake apni spelling mistake aur trading mistake ko improve Nahin karenge to ham main Forex ke upar kabhi bhi bonus Nahin milega balke hamara account zero rahega dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                        yah aapane bilkul theek baat ki hai is duniya mein bahut sare log is vajah se Na kam ho jaate Hain Prabhu apni mistakes ko najar dant Kat dete Hain aur UN mistakes ko karva nahin karte aur FIR vah aapane kam mein lagta hai aur vahi mistake karte jaate Hain is vajah se hamesha nikal ke samne karna padta hai aur aise log kabhi bhi kam yad nahin ho sakte chahe jitna jyada hi kyon nikaalne har insan se mistake ho jaati hai aur usse
                        • #13 Collapse

                          Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                          aapane bilkul theek kaha hai jo shaks apni galti se Sadak Hustle nahin karta Hua kabhi bhi trading Mein Kamyab Nahin ho sakta Kyunki aap ek Punjab Koi trade open karte hain aur vah aapki trade loss Mein Jaati Hai To aapko samajh mein Jaani chahie ki aap use friend mein kya mistake kar rahe hain kya aapki trade market ke friend ke mutabik nahin hai yah aap market ko completely analyse Karke trade Nahin Laga Rahe isliye Jab Bhi Koi trade open karen to Agar usmein loss ho to vah last Kis vajah Se hue hain use Dharti ko Hamesha dhundhe aur use Vardi ko Dobara Nadu Rahe talk aap lost se bus sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                            Assalamu Alaikum Insan tohare kha khakar Hi Bada Hota Hai isiliye Jo Insan apni galti se Nahin Sakta vah Kabhi Nahin se Sakta isliye ye naya experience Insan ko kam karne chahie lekin practice aur Na Lage iska Insan Forex trading Mein m Qatar hai Forex trading mein Main Ek Dafa aapko chij last ki taraf Lekar ja rahi hai usko Dekhe usko search Karen Kaun next time aur Se Maar khane se avoid Karen to best yahi hai hai ki Insan Ek Dafa jis chij mein nakam ho jaaye koshish karen ki next time usmein kabhi na Kami Na Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jo Apni Ghaltion Se nhi Seekhta Woh Kabhi Bhi kamyab nhi Ho sakta

                              Exactly... Jo apni ghaltyon ko ignore krta h un sy seekhta hi nhi wo kbhi b kamyab nhi ho skta... Kiun k insan tb hi seekhta h jb wo ghaltyan kry.. Or un ghaltyon sy usay moqa mily k wo unhen evaluate kry.. Dakhy kb kahan kya ghalti hui jis sy usay loss uthana pra... Ye bht hi ahm point hota h.. Jb insan khud apni ghalti evalute krta h to wo kbhi bhe nhi bhoolta or agli bar apni full koshsh krta h k us ghalti sy avoid kry... Lkn jb insan ko pta hi nhi hota k ghalti hui kahan to wo usay kbhi thk nhi kr skta or loss pr loss hota kiun k wo insan wo ghalti bar bar repeat kr rha hota h

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X