Forex School

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    Kia aap kay khayal me hum apni schooling me next generation ko Forex kay business ko as a basic start karwa sakty hain? Ya phir aap kay khayal me Forex ka alag se aik school hona chahiay jiasy kay Singapore, Malaysia, Thailand or other countries me hota hai.
    ji han emry khayal sy esa ho ga, forex ko As a Basic Subject Schools main introduce Karwanaaa chahiyee coz Eek yehi Field Aisi hai jahan par hammain buhaat baraa Ground Miltaa hai buisness k liyee orr Agar next Generation ko is K baray Main how know ho Gee Tou wo yakenaan pakistan ko Taraqi ki Rah par chal sakty hain or apni life ko easy bana skaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      yes dear app nay thek hi kaha hy yeh aik best business hy jo day by day kafi phelta ja raha hy and bohat say log ec say kafi profit bi hasil kar rahy hain mere khiyal say forex ko learning karwany kay liye aik alag institution hona chahiye jis may ham next generation ko forex ki learning de saky forex all world may use hony wala best business hy.
      • #78 Collapse

        abhi tu forex ka koi school ni hai ager school ho bhi jaey tu best hai.kun k jin ko koiforeex pr trade ni sekha sakte ya wo ni sekh sakte tu wo school join kr k proper training ley sakte hain. school open hone se hamari help hi ho gi.
        • #79 Collapse

          Jee bhai jee bhut acha sawaal kiya hea aur mein yeh kehna chata ho kea forex bussiness aik buhaat wasi business hain aur din ba din ye pehlata ja raha ha is ki proper learning kay liya alag se aik instituion hona chaiya jahan pe logon ko iss kay baray main proper education hona zarori hea.
          • #80 Collapse

            yes right I also think forex trading school should be there for all the new members, that they can get help from the forex and will win the forex if have any school for the forex trading business, and then we can get more benefits from forex as a new generations.
               
            • #81 Collapse

              bilku aisa hona chahiye q k ye ek karobaar ha jis me ek shandaar mustaqbil hamara intazzar kar raha hai aur agar is ki koi munasib training ho to hum sahi mano me is se faida uthaa saktey hain aur aaj kal hum jitni b degrees hasil kartey hain un ka b maqsad ek ach job hi to ha
              • #82 Collapse

                yes you are right i think we should establish forex school for learning and studying about forex Forex is a great business in this world. If you have proper knowledge about forex trade than you can earn a lot of money from forex trade. It is a great opportunity to earn a lot of money
                • #83 Collapse

                  ap ki baat bilkul sahi ha is forex trading k liay pakistan mane ak achha idara hone chahiay jis mane haman mukamal taleam mil sakay , lakin ager dakha jay to pakistam forum mane bhi kafi had tak malomaat milti ha or demo account pa prectice ker k bhi haman forex trading k baray mane ilam milta ha
                  • #84 Collapse

                    i think it should be added a subject and then one specialized in it .it need time to setup s proper school for trading , what we need to do is to merge it as a core subject
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                      dost forex bussiness aik buhaat wasi business hain aur din ba din ye pehlata ja raha ha is ki proper learning kay liya alag se aik instituion hona chaiya jahan pe logon ko iss kay baray main proper education di jahay aur un ko sahee train kiya jahay ta kay iss field main kamyab ho sakain
                      Main aapkee baat se ittefaq karta hun kai college level par is kai baaray main aik optional course hona chahiye taake is se logon ko market kai trend kai baaray main aik avhee maaloomaat ho jaye aur aik achaa zariya maash bhee jaldi khul sake.:)
                      • #86 Collapse

                        dear mene to aaj tak kabhi bi forex school ke hawalay se koi zikar ni suna. i don't know that forex ka koi aesa school pakistan me bi he jahan aapko froex sikhaya jarha ho, han albatta online mene aik school join kya tha jo k forex sikhata he.
                        • #87 Collapse

                          Bilkul dear mari information k hisab sy kafi log hain ju ab forex treading ko samjhny lgay hain or chahyt hain k es ki bhi baqaida koi schooling hu jesa k other countries ma huta hy. or shayed ye waqt zyada dor nhe k es k bhe institute Pakistan ma open hujain.
                          • #88 Collapse

                            bhai jaan aap kko bilkul bi forex key lye kisi institute ya business knowledge ko barhani wali school ki zarurat hogi kio key forex business seekney key baghair merey lye boht hard business hey..tho har aik trader ko chahiye key wo apni experience barhaye or trading bi saath mey kartey rahey
                            • #89 Collapse

                              han g bilkil jaisy k hum daikh rhy hen k forex business bohat taizi k sath phail raha hey or umeed ke jati hey k kuch arsaa baad is ko schools main study krwaya jay ga or hmari any wali generation is main say bohat acha earn kar sky gi...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                bhai ya business abi Pakistan main new hay.or logo ko is business kay baray main nahi pata hay.Pakistan main bi is ka buhat jald koyi na koyi school ban jay ga.jis ki madad say log is business ka knowledge hasil karain gay.or is business main trading kerna sekhay gay.or us ko sekhnay kay bad is business main apni earning start ker sakin gy..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X