Forex School

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    ager aap forex keey school ko join ker leey tu bohet hi benefit hoo gaa hum sub ko forex k baarey meey new updates milti raheey gi jiss ki waja seey koi baraa loss bi nahi hoo gaa aur her aaney wali new trades aur world wide updates ki bi information milti rahey gi jo k bohet saarey forex users k liye benefit ki baat hey
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      maray khial main Pakistan main bhee forex kay baray alag say koee institute hona chaiya jaha say hum es business ki sahee traiqa say taleem hasil ker sakien ab hum kuch online learn kernay hain or pher kuch discuss apanay senior say es forum kay zariya or demo per practice ker bhee learn kertay hain lakin yhe sb khud ki he mehnat hoti ha proper kisi teacher say nahee learn kia hoata.
      • #588 Collapse

        yes of course this will good for us if we give to knowledge of trading to our new generations in Schooling system, we can guide them about the forex trading business that they can earn and also they can support their study so easily.
           
        • #589 Collapse

          yaar mujhe to aesa theek lagta hay kay aik alug say school huna chahiye jo is kay bare may course parhae q kay yeh aik bht zabardast qisam ki online market hay jis kay bare may awareness bht zaroori hoti hay
          • #590 Collapse

            forex me Pakistan me is kaam ki jitni bhi advertising hai wo online ho rahi hai or aap ne ye chez not ki hogi kay aapko kahin bhi ksi bhi area me 1% street advertising nazar nahi aay gi iski waja yehi hai kay Government is kam me koi problem zarur creat kary gi aik din.
            • #591 Collapse

              bhai jan mere khayal mn to humein forex ka aik proper alag sa school banana chaheya ha jis mn app ko basic sa bhi forex ki knowledge de jaye and app adult ho kr Chartered Financial analyst prepare ho us ka ilawa is trhan ka school forex knowledge ko bhi promote krnge.
              • #592 Collapse

                forex ke lye wese too koi school,college,university nhe hein hamare cities mein per internet per kfi websites see ap forex ki knowledge le skte hein forex world best life time busniess han is me wrkker ke kafi achi income hasil ki ja skti hein...
                • #593 Collapse

                  Right apke dono idea bhot ache han ke humhe new generation ko new tareeqe se guide line deni chiye ya phir forex ka ek school hona chiye is se new generation ke nder jald hi forex karne i samjh paida ho jayee gi
                  • #594 Collapse

                    Yar forex school kholny ka faida boht hai aur iss aminahmein faida bhi boht hia agrr is sjaisa koi school khul jaein to is smain hum kafi kuch earn kr sakty ahi asani k sath .
                    • #595 Collapse

                      Dear humain Forex ki learning k liye kisi school ya institute ki zarorat nahin hai hum is business ko apny ghar beathy he internet k through learn kar sakty hain agar hum Forex ko learn karny k liye apni efforts use karen to achi learning kar sakty hain.
                      • #596 Collapse

                        bhai apnay bohot he achee bat kahe hay mere khayal say pakistan mein forex business ka bhee aik subject hona chaye jo tamam student k liye future mein kam asakta hay.lekin pakistan mein aisa hona na mumkin hay.
                        • #597 Collapse

                          meray dost main toh samajhta hun ke jis speed say forex barhta chala jaraha hay us hisaab say near future ay forex ke seperate institutions honay chahye taakay logon ko sahy tarekay say forex ki knowledge hasil ho
                          • #598 Collapse

                            mere khyal se to next generation me hamain school me aik subject k tor pe forex k baray me btana chahiye alag school to ni lekn saray schools me aik subject is tarah jo interested ni bhi hoga jo forex k alag school me ni laina chahay ga wo bhi isay samajh laiga aur in future kam bhi ayega so aisa hona chahiye......
                            • #599 Collapse

                              I think demo practice account is forex school because here every new traders learn at first forex business .it gives us lot of good knowledge experience and the good others knowledge is every new traders should maximum one years hard demo practice .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Ha gee bohout achee rahyy hy aap ke, agr pakistan me har skool me forex ka basic knowledge as a syllabus subject rakha jahy tau bohout he acha ho ga, es tara sy hamary molk sy berozgari aor economic situation me betterment aah skti hy, aor har aik financial freedom hasal kr skta hy.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X