Forex School

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    ha yar Forex ka school bhe hona chaye and mare khyal se ab Pakistan main bhe bohat se big cities main is k offices hain jaha par is ke training di jati hai and log waha se is ko learn kar rahy hain and yeh bhe sai hai k hum start se he bacho ko forex ka subject study karwaye...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      bhai jan ap bohat sada mizaj insan lagte hain iss liye ap aisi baat kar rahe hai asal mai forex trading business bohat simple business hai iss ko seekhne k liye kissi school ki zarorat nahi hai balke ap iss ko ghar per hi seekh sakte hain demo account per practice kar k....................
       
      • #1053 Collapse

        ga ha hume bai pakistan ma forex trading k school banane chaye ta ka humera log bi forex trading sak sake our profit earn kar sake gasa k dunya k dosare mulko m ho raha hai
        • #1054 Collapse

          agar aisa ho jaye to yeh bohot hi acha hoga hum sab keliye aur is se hum achi trha se kamiyab ho saktey hain aur hamarey bachey bhi apne liye aik acha future bana saktey hain aur kamiyab ho saktey hain.
          • #1055 Collapse

            main ny aj thak school nahe daika jee forex ka ager forex trading ka khoe school ho pakistan main jes main learning ho ge tu tab ap ko bohat he fiyda hai and muje eb batna bro main be learn kero ga
            • #1056 Collapse

              dekhao bhai jan easy business hai es ma konwledge ahsil karny k lye apko koi school join nhi karna parta hai ap demo sy forex ak knowledge ahsl kar sakty..or mery khyal se itni b kya jaldi hy bachy or kch pta na ho forex pta ho bachpan so hr kaam wqt k sath acha lgta hy .........
              • #1057 Collapse

                g han bilkul humean apnay schools mean forx tradinf ka subjest zaroor rakhana chaheay ta k hamarey ani wali gunration ko forex trading kay baray mean zayda say zayda knowledge ho or who bahter torr per forex trading kar sakeean
                • #1058 Collapse

                  Forex trading aj kal bohat ziada papular ho rahi hay aur esi trha trading seekhany keh institution bhi bohat say open ho rahy hay so un main say bohat kam he theak say trading karna seekhaty baqi sab fees ekthi karny kay chakar main lgy hoty hay.
                  • #1059 Collapse

                    I think it is not a good Idea because Forex is not am easy business so that everyone can learn it.make trustworthy that exclusive 5% monger are success in the Forex market .most of merchant are flunk and a looser allows say that Forex is a bad mercantilism.So we should not compel any one to acquire it but he can hear It on his own venture.
                    • #1060 Collapse

                      maray khiyal ma to school ki zarorat nahe ha kiu k hum ny trading kisi school ya acdemi sa hasil nahe ki hum ny khud trading seakhi ha paracticaly jis ki waja sy hamary pas zeyada informatina ha forex k baray ma.best yehi ha ap internet sy asani sy seakh sakty ha.bandy k under skill ho to woh khud seakh k acha trader ban jata ha
                       
                      • #1061 Collapse

                        salam bhai jan ... main sajta ho0o k scho0ol ho0o to0o un logo ko bhot zada gain ho0o ga jo0o trading sihkna chatay ha... or trading ko0o bhot like karty ha ...
                        • #1062 Collapse

                          forum per a forex k baray jan sub kuch read ker sakte hian ju beh learning kernachaet hin tu wo yah per ap ker sakte hain,.is k leey koi school nhi hai,.
                          • #1063 Collapse

                            Forex school zaroor hona chahiye kun keh hum in schools ki madad se learning karenge kun keh forex trading aik complex market hai aur is market main hum acha profit kar sakte hain jab hamary pass koi achi strategy ho gi tab hi kamyab ho sakte hain.
                            • #1064 Collapse

                              Taraqipazeer mulko me rasmi taleem asani se hasil krna mushkil hota jab k ye to bohat pecheeda qism ki education hy lekin agar hamri government thori see tawajo dy to am berozgar afrad k lie Forex jesi behetreen earning opportunity aam kr sakty hy, lekin is k lie Forex education ka intizam zaroori ho ga
                              A person who never made a mistake never tried anything new.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                apka thread bohat acha hay merey khayal sey agar ham schools main apni youth ko trading ki basics sekhana start kar dain to un main bohat ziyada skills ayen gi hmaray country ki economy bohat better hogi kiun kay wo jab baray hon gey unko bohat ziyada knowledge hoga wo trade kar sakain gey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X