Forex School

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear apnay theek baat ki hay lakin hamaray haan education system different un countries ki nisbat jinka apnay zikar kia hay but ager hum individually koshish krain to hum apny bachon ko is say agah kr saktay hain lakin is kay liay kaffi time ki zrorat hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex ak upcoming business ha aana wala dor ma log online buesineses ko zyada prefer kia krain ga or mara khyal ma duina ma bht sa mumalik ma asa subjects school level sa students ko sekhai jata han k wo jab bara hon to un k pass ak hunar ho pakistan k school ka sylabus ma to trading ko add krna cahea
      *** ThUnDer ***
      • #18 Collapse

        yes gee haan my dear forex ab bohat se country mein read karwaya jata hai aur es ko bohat se student learn kar rahen hai aur es par traning bhi kar rahen hai aur ab to pakistan mein bhi es ko learn aur traning dee jati hai
        • #19 Collapse

          forex sy acha hai k ap koi online job kr lain ye perfessional logo ka kam hai jin k pass surmaya ziada ho mera khud is kam mein 3 saal ka tajarba hai ye sir dard hai is k elawa kuch nae ap k liye behtar hai k ap online job kary referrence ky tor pr mai ap ko kuch link snd karo ga kal tak
           
          • #20 Collapse

            yes i really agree with it.now after working here in Forex trading i am feeling that we must have such an institute which can teach us Forex trading.it should be part of our education system and there should be a degree of it.such a school must be for those who want to get education of Forex.
            • #21 Collapse

              ek achi lagta hour angle knockout apni apni taleem dete hy hy or kaam sakta hour angle tu wo college be a part of kr k correct as ma hamy aysa karna knockout bohot achi kar humien bht jin knockout koiforex pr trade a pair of8|metallic element|metal} sekha sakte ya wo atomic number 28 sekh sakte khushi hoti hy or hum 2 dosry bohot achi karna
               
              • #22 Collapse

                Pakistan me forex kay school bohat mushkil se banen gay because ho sakta hai kay agar Government ko pata chal gaya kay forex aik bohat hi high return business hai tu wo might be is kaam per bhi high tax laga de gi. Pakistan me is kaam ki jitni bhi advertising hai wo online ho rahi hai or aap ne ye chez not ki hogi kay aapko kahin bhi ksi bhi area me 1% street advertising nazar nahi aay gi iski waja yehi hai kay Government is kam me koi problem zarur creat kary gi aik din.
                 
                • #23 Collapse

                  Ji bilkul hona chaiye kyunke boht sare jobless logon ko is se earn karne ki opportunity milti hai to iski proper training k liye institutes hona bhi boht important hai kyunke ye bussiness day by day popular hta ja rha hai.
                  • #24 Collapse

                    mera khiyal ha k asa hona chaye is trah wo log ham se ziada knowledge rakhy gy but is k liye practice lazmi ha .forex ak best earning way ha.forex ak best online work ha jis main koi cheating nahi ki jati. agar koi trader is main mehnat se kam kra puri knoledge hasil kry to is main kamyabi hasil kr skta ha ,
                    • #25 Collapse

                      yes my dear forex ka alg sy aik school hona chahiy jasy kay mumalik main hai is say hum ko achi tarding karniay gai aur humary mulak say ghurbat bahi kam ho jay gi
                      • #26 Collapse

                        g hai mere khyal me forex ki trading k liye alag se school hona chahiye or ta k humari next generation is study se apny future me faida hasil kar saky or agar in ko future me koi job na bhi mily to wo trading start kar k trading se profit hasil kar sakty hai.
                        • #27 Collapse

                          Forex trading business aik boht hi acha business hai hum sab k lye aor boht asan b hai.. Agr Forex kisi school main sekhaya jae to ye to aor b achi bat hai..
                          • #28 Collapse

                            mera khiyal main humain apnay real life main scholl or colleges main forex trading sikhni chahiya kiyun kay is say duniya main bayroozgari bhi kaam hogi or sab ko acha life style jenay kay liya achay pasay bhi milay gain
                            • #29 Collapse

                              forex schook ho tu acha hai zayada say zayada log learn kar saktay hai knowledge hasil kar saktay hai .aur acha profit kama saktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jee han ye mumkin hi ke ap apni next generation ko forex tarding ke bare main schools main bata sakoo main ne bi online school se hi earning ki hi jis main babypips sub se behter hi agar ap learn ker ke kama sakte ho to phir next generaton kyn nahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X