never give up

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    never give up
    agar ap log trading se ya forex forum per kaam krty huay bore hojaty ho to harr mat mano bal k is bat koi yad kro k kea dunia mai or koi aisa platform hai jis ke waja se ap ka dunia mai naam ban sakty hai ap ke ek achi personality ban sakti hai ap he apnay ap k boss ban sakty ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother you absolutely right! i agree with you,
    forex is a good business for hard working peoples,
    and hardworking to aap apne kamyaabe k leye hee krte he kese ooor k leye to nahe,
    agar apna naam bana he ooor independent rehna he to hardworking to krna parega,
    the key to success is full knowledge, practice, experience and the most one is hardworking, aap tak bhi ho jaoge, booored bhi ho jaaooge, per haar nahe manne ka.
    kuch krne k leye kuch krna parta he.
    • #3 Collapse

      forex aik buht risky or mushkil business h nager ap ko forum pe kam kerte kerte bare ho jate hn to ap ye mat sochen k ap kbhi bhi koi kam ni ker skte blke ye soiche shayd ye kam mere naseeb m likha hi na ho
      • #4 Collapse

        jee haan jnab app ne bilkul theek kha hai forex trading business akk boht he risky business hai iss main loss hona aam c baat hai lakin isss per give up ker dana theek nai hai iss leya mera to yah he khyal hai k hume iss main try kerty rahna chahiya :)
        • #5 Collapse

          dear wasa agar kese trader ko loss ho jay tu us kao har nahi mana chahe ya agar wo demo sa es business ko thek say samaj ker practice ker ty raha tu umed hai wo ik din kafe aceh trade ker na laga jay ga aru real say apne loss ko recover sakay ga.
          • #6 Collapse

            jee bhae ham ko kabhi b himmat nahi harni chaheye aur na he give up karna chahye kyu k insan apni ghaltiyon sy he seekhta hai. aur waisy b is mai bor hony wali koi baat he nahi kyu k ham ko forex ka kaam kar k achi earning mil jati hai aur jb insan ko acha profit b mil jaey to phir to insan kabhi b isko give up nahi kary ga.
            • #7 Collapse

              ap ki baat bahtu hi achi he and is me hum logo ko ye faida he k hum loog is me kaam kren ge to kuch kamain ge and is me agar mehnat kren ge to hum kamyabi se earning ker sakty hen
              • #8 Collapse

                Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k never give up to mai is baray main youn kahoonga k aap ne thk kaha hai mai is baray main youn kahoonga k kbhi loss ko khud par hawi na honay do.
                • #9 Collapse

                  Re: never give up

                  Assalam o Alaikum dear forex friends
                  Friends agar ap apni life mn enjoyment chahta hn or apni ko comfortable or propagable bananh chahta hn to ap ko chaheya ka ap kissi be kam mn give up na hn. Kissi be kam mn mayos na hm. Is liya zada sa zada mahmatb karen.
                  Allah Haffiz!
                  • #10 Collapse

                    Re: never give up

                    Aapko Kabhi Bhi ki mehnat karte hue Himmat Nahin Har Nahin chahie Kyunki Jab aap mehnat se aur Dil Laga kar acche knowledge se kam karte hain to aapko bonus bhi bahut Achcha Milta hai aur aapko profit bhi bahut Achcha hota hai isliye aapko chahie ki aap Bennett Karen aur acche knowledge ko use Karen Kyunki Achcha knowledge aapko Hamesha bahut Achcha profit deta hai aur aapki trading ko bhi profit Mein Lekar Aata Hai

                    • #11 Collapse

                      Re: never give up

                      Hamen Himmat Nahin yaar Nahin chahie balke ismein mehnat se kam karna chahie Agar Ham is per full-time kam Karenge To Hamen Iske bare mein knowledge gain Hoga Hamare experience Mein lafada Hoga Agar Ham isko boring samajhkar ismein kam Karenge To Hamara Dil Nahin lagega aur ham ismein give kar denge Agar Ham trading Lagate Hain aur Hamara loss hota hai to iska kya matlab Nahin Hai Ke Ham Hamesha loss Mein Hi Jana Hai balki Hamen give nahin karna chahie Har Nahin Marne chahie ISI Tarah Agar Ham mehnat Karenge To Ham ismein Kamyab Ho jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: never give up

                        g trade ko kbhi bb ignore na kryn yy hmyn phly phly loss dy sakta hy ar hmari sjkills ko bb loose kr sakta hy lykin hr waqat aik jysa nhi rh sakta ar na hi yy apko again again loss dy sakta hy is liy apni mhynat ar lagan ko jarii rakhyn yy apko bht achi earning dy ga ar apki skills ko bb bhytr banay ga isliy phly hr kaam hmyn mushkil dy asakta hy ar hmari skills ko loose kr sakta hy ar agr hm himaat na haryyn to yy apko apkji soch sy bb ziyada earning dy sakta hy ar apko achi earning bb dy sakta hy isliy start mye hmyn kbhi bb confuse nhi hona chahiyy balkh apni efforts ko issi thra sy jaree rakhyn ar kamyaabi hasil kryn
                        • #13 Collapse

                          Re: never give up

                          waslam yes apny bilkul theek kaha hy never give up yani hameen kabhi bhi haar nahi manni chhiay hameen hamesha ziada say ziada and bests ay best work karna chahiay is trah hum asani say kamyab hojangy dear membrs jesy jesy yahan ap kam karty jaty hian apko kam ka pata chklta jata hy aor is say apka experience bhe best hota hy jis say apki earning bhe best hogi agar ap best earning karna chahty hian to apko har kabhi nahi manni chahiay yahan dat kar kam karna chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: never give up

                            Forex mein Hamen himmat ke sath work karna chahie aur Forex mein Hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie affix mein Hamen koshish karne ke Forex trading se pahle apne experience or knowledge ko encrypt Karen kyunki Forex mein jitna achcha Hamara experience aur Na Le juga Forex mein mat aana aur acchi trading ktrading kar sakte hain aur itna achcha profit aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex mein apne experience or knowledge account current karne ke liye daily base per mein dam hai kaun ko use karna chahie aur jyada se jyada dam hai kaun per practis karne chahie aur Forex trading acche confidence ke sath karni chahie jisse frocks mein Ham jaldi kamyabi sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: never give up

                              Assalamu Alaikum dear Forex members ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen kabhi bhi give up nahin karna chahie Agar Hamen Pakistan Forex form Mein dost ka Samna karna padta hai to usse bhi Hamen learning Karni chahie Hamen Himmat Nahin Hani chahie Hamen mehnat Karte Rahana chahie tha ki Ham experience Hasil Karen aur experience ke bad hi Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham knowledge Hansi Karte Rahen experience Hasil Karte Rahen Kyunki knowledge experience Rahe Ham kamyabi Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X