Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy.
    Beginner traders jb acount wash krwa chukty hain tu woh aik shikwa kerty hain k agr humara acount main balance zyada hota tu hum profit earn kr sakty thy lekin un sy sawal yehi ha k agr wo choty acount ko grow ni krwa saky tu baray py bi loss he karen gy.
    Yeh sirf aik bahana he ha es k siwa aur kuch ni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharoon پيغام ديکھيے
    Beginner traders jb acount wash krwa chukty hain tu woh aik shikwa kerty hain k agr humara acount main balance zyada hota tu hum profit earn kr sakty thy lekin un sy sawal yehi ha k agr wo choty acount ko grow ni krwa saky tu baray py bi loss he karen gy.
    Yeh sirf aik bahana he ha es k siwa aur kuch ni
    Forex trading main jo bi small account ko manage ni kar sakta ha wo bary account ko bi manage ni kar sakta ha q k jab small lots sy trading kar k loss karwata ha to jab bara account ho ga to wo bari lots istamal karny gy to us sy loss bi ziada ho ga or aik time aay ga k account bilkal wash ho jay ga is ley humy chae ha small ko small sy manage karna seekeny ta k jab hum bara account istamal karny to ziada profit hasil kar saken forex trading main humy proper analysis karny seekeny hon gy or analysis k mutabiq humy stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humara account safe ho or hum ache trading sy ache earning kar saken
    Forex trading main small account ko manage karna ahsan ha or agr loss bi ho jay to itna farq ni parta ha jab k bara account ho ga utna he ziada loss ho ga jo bardast karna itna ahsan ni ho ga is ley humy small account sy trading start karni chae ha or small lots sy trading kar k account ko manage karna seekena ho ga ta k hum log kamyab ho saken
    Small account sy trading karny k ley humy ache analysis karny hon gy or proper stop loss or take profit istamal karna ho ga ta k humy ziada loss na ho hum behtar trading kar saken small lots sy small profit hasil karna ho ga or ahsta ahsta kar k apna profit ziada karna ho ga ta k hum log kamyab ho sakeny or ache earning kar saken
    Forex trading main jtni ziada mehnat karny small account ko manage karny gy to ahsani sy bara account manage kar saken gy or forex trading main ahsani sy trading kar k kamyab ho saken gy forex trading main humy money management or risk management ko control kar k kamyab ho sakty han
    Last edited by ; 13-08-2020, 12:35 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

      Ji han Jo trader Chhote amount ko manage nahin kar sakte A To vah Kabhi Bhi Bade amount ko bhi Mange nahin kar sakte Ek acche credit ke liye pahle Hamen main Chhote amount se a kam Shuru karna hoga Kyunki agar aap Chhote amount ko Bade amount mein Main change kar lenge to Fir aap aap is Kabil Ho jaenge ki aap Bade amount ko bhi e use kar sake Agar aapko Chhota amount hi hi carry karna Nahin a Raha yah use istemal karna Nahin a Raha to aap Bade amount ko bhi ye kabhi istemal nahin kar sakte aapko Chhote Mang mein nuksan ho jaaye a to vah bade amount se behtar hoga aapko chahie pahle aap Chhote amount per kamyabi Hasil Karen Agar ismein aapko nuksan Ho paya jata hai hai to Jyada Fikar Ki Baat Nahin Hogi lekin Agar Vahi nuksan aapko Bade amount mein ho jaaye to vah Fir bahut badi Baat Hogi acche trader Ki Yahi Nishani Hai Hai Ki vah vah apni kamyabi e chote amount se a Hasil karna Shuru karta hai Duniya Mein Main Jo V kam kiya jaaye pahle Chhote level se a Shuru Kiya Jata Hai taka usmein experience Hasil Ho Jaaye aur FIR aage jakar Jyada fayda Hasil Kiya Ja sake
      • #4 Collapse

        Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

        Ji han bilkul dear aapki baat sahi hai Forex trading mein jo log chote account ko Mange nahin kar sakte hain vah log Kabhi Bhi Bade kaun se Achcha profit Hans nahin kar sakte vah ismein sirf aur sirf loss hi Karte Hain Jab aap trading Mein kam karte hain to aapko chahie kya office mein sabse pahle practice Karen aur uske bare mein knowledge Hasil Karke kam karen to aapko ismein Jyada fayda hoga.

        Dear forex market ko join karne se pahle aapko usmein market ke bare mein proper knowledge Hasil karna chahie aur ismein aapko account manage karna Aana chahie aapko Kis Tarah trading karni hai aur ismein kamyabi Kis Tarah Hasil karni hai Iske bare mein aapko proper information aur knowledge hoga to aapko ismein kamyabi Milegi otherwise aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte.

        Dear aap Jab ismein demo kaun se practice Karenge aur aap ismein Chhote account per demo create Karenge aur ismein aap Jyada Se Jyada practice Karenge to aapko ismein Jyada fayda Hoga Kyunki itne Chhote account per aap practis karte hain aapko iska itna hi jyada fayda ho sakta hai aur aap trading Mein expert Ban sakte hain aapko account management aur money management ko follow karna a Jata Hai aasani se.

        Chhoti amount per practis aapko Jyada kamyabi dilva Ti hai jo log direct Bade Kaun per practis karte hain vah Chhote account ko Mange nahin kar sakte Kyunki trading main aapko chahie kya office mein money management ko follow Kare agar aap ismein money management ko follow Karenge to aapko ismein Jyada fayda Hoga agar aap ismein money management ke sath trade Nahin Karenge to aap kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte.
        • #5 Collapse

          Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

          g han dear ap ny boht achi bat kahi hai forex trading main jo traders apny choty account ko amnage nahi kar skty hain tu wo bary account ko bhi manage nahi kar skty hain tu hmain sub se pahly apni trading main risk ko manage karna sikhna chahye q k jub tak hum apny risk ko manage nahi karty tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi hos kty na he apny account ko abacha ksty hain tu es liye zarori hai k hum sub se pahly apny account ko save rakhny k liye mahnat karni cahhye har member ko chahye k apny account ko save rakhna he apni pahli zimydari smjhen q k aghr account hai tu he trading kar skty hain aghr account he nahi hai tu hum kbhi bhi trading nahi kar skty hain tu es bat ko hmaisha mind main rakhna chahye sub se pahly apko apni trading ko choty level se start karni cahhye q k jub ap apny account ko save nahi rakhengy tab tak ap achy tarder nahi ban skty hain hmaisha apni trading main apny risk ka marin akm se akm rakhen aghr chota account hai tab bhi or aghr abra account hai tu tab bhi q k account ko sae rakh akr he hum apni trading ko abhter kar sky hain or kamyab ho skty hain
          forex main hmaisha sall level par trading akren lalach na karen aghr chota account hai tab bhi or aghr bara hai tab bhi q k aghr bara acount hai or ap risk lay lety hain tu apka bara account bhi apk hath se ja skta hai es liye hmaisha he small lot k sath apni trade lgaen or apni trading main money amnagement ka khas khyal rakhen jis se ap apni trading main apny account ko asani se manage kar skty hain es k ilwa kbhi bhi apny ccount ko kisi ko manage karny k liye nai dena chahye es se ap ki ability weak ho jati hai es liye hmaisha khud apny account ko manage karen aghr ap kamyab hona chahty hain tu .
          • #6 Collapse

            Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

            Account managment ka bary my knowledge hona sub ka liaya bohata hibzarory hota hy jo loog proper triky sy kam karaty hayan who loog account ko mennage kar laty hayan or jo loog forex ka andara serious ho kar kam ni karaty un ka liaya bohata hi zayada mushikalat ka samna karana oer ja sakta ahy is liaya humy is my koshis karany chiaya ka hum mehanata karayan agar hum is ka nadara proper ttiky sy kam karayn gy to hum zaroor kamyabi hadil kar sakty hayn isz liaya humy is my koshisz karany chiaya ka hum is ka nadar mehanat sy kam karayan..humagara professionals trader banna chaty hayan or proper account managment karana chatya hayan to us ka liaya zarory hy ka hum is ka nadar soach samj kar kam karayan or or zayada dy zayada kearning karayan learning sub ka liaya bohata hi zarory hy jo loog proper triky sy learaning karaty hayan who loog zaroor successful ho jaty hayan.humy forum ka anafara properwork karana chiay.humy sub sy pahalay zayada sy zayaf knowledge or experince hasil karaa chiaya jo loog proper triky sy knowledge or expetince ahasil karty hayan who loog zaroor kmayabi hadil karaty hayan is liaya humy koshis karany chiaya ka hum is my ecpereince or knowledge use karty hoay hi account mangament karayan is trah sy hi hum achi earaning kara sakty hayan id ka bagair humary liay sirf ir sirf nakamy hy is liaya humy is my soach samj kar kam karna chiay tab hi hum achi earning kat sakty hayan is ka bagair humaray liay earning karana bohata hi mushkil ho jay gahumy koshis kafany chiaya aka hum is my sub sy pahalay chaty accunt ko manage karana dikh layan agara hum choty acvount ko mennage kar laty hayan to hum zaroor is sy achi earaning kar sakty hayan or agara hum account ko menage ni kar sakty to hunary liay achi earning karana bohata hi mushkil ho nay ga.
            • #7 Collapse

              Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

              Correct jooo trader small account Koo manag nhii kaar sakhty woo big account Koo b mangge nhii kaaar sakhyen gayin Mera mind kaay mutabik wooo trader b nhii Hain Joo small yeah big account Koo mange nhii kaaar sakhty Hain would too bigners Hain Jin kaaay pass Trading karnaa kaaa koiii experience nhii haay or woo Trading nhii kaaar sakhty es liye merii new members Koo yeeeh request haaaay jaaab taaak woo Trading Koo fully too per NAA jaaan leyin woo trade bilkul b naaa keryen q kaaay UN kaa pass experience hogaaa nhi or until neeey loss hee karnaa haay es liya wo Trading see taaab taaak door rehyin jaaab taaak woo saii tarhan see trading Koo seakhn nhii leyte woo AGR trade karna chaty Hain too woo demo account per achcha keryennor demo and per practice karnaa kaay baad hee real mn AAA Kar apni trading Koo start karyen agr woo demo account per loss see profit mn a sakhty Hain too wo phr real account mn b loss see profit mn a sakhty Hain es liye woo demo Koo lazmii join keryen or demo Koo join kaaar kaay achaa experience gain keryen taaa kaay woo achii earning genrate karna or khud ko Forex mein kamyab bnaiyen or acchi earning b kaaar sakhyen demo account bigners kaaay liye butt achaa haay woo eskoo join kaaar kaay achaa experience gain kaar sakhty Hain or bigners Koo yeeeh chaiyee kaaay wo apnaa seniors see b lazmii advise leyin taaa kaay unki her tarhan see help hooo sakhyen forex mn Kamyab chaty hoo to sbr karoo or hemat see kaam loo her apni mehnaat see her NAA mumken kaaam Koo mumken banao.
              • #8 Collapse

                Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

                Trading account ka balance small ho ya big ho es se koi khas fark nahi pardta hay magar traders key kam ya zeyada experience ki waja se us ki trading par acha khasa fark zaror pard sakta hay, jo traders small account balance me apni trading ko manage karny me nakam hoty hey es ka matlab hi yahi hota hay key esy traders ka experience kam hay aur es low trading experience key hoty howy traders big account balance ko be manage karny me nakam hi ho saken gey, expert traders ka experience bahot hi achy level ka hota hay aur esy traders key knowledge me be kami nahi hoti hay es ley agar esy traders ko small account be dia jaye to ye traders apni achi learning aur achi planing ko us karty howy es ko zaror growth de sakty hey, small account balance me apni trading ko manage karna aur balance ko handle karny key ley experience aur trading skills ki zarorat hoti hay jo key traders ki learning hi es kami ko pora kar sakty hey, hamy ye nahi dekna chaye key hamary trading account ka balance small hay ya big hay hamy apny trading experience aur trading skills par depend kar key trading karni chaye aur achi planing ko use karty howy hi trading karni chaye tak key esy small account balance me be ham loss na kar saken, experience acha ho to expert traders small account se trading ka start le kar es me profit ko enta increase kar lety hey key ye big account balance koch hi months me ban jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

                  G han dear aik acha trader wo he hai jis ka account jitna hota hai us ka kam hai kay wo esi hisab kay sath es mai kafi acha kam saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath he ap ka mam acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai manage kartye haim tu ap kay pass es mai kam balnce hai tu bhi ap es mai kafi had tak kamyab wo he hota hai jo es mai kafi mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap es mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achi learning kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu bhi ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam tabhj kar patye hain jub ap es mai account manage karna seekhtye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achi mahnet kay sath kam kar kay he es mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu account mange karna he best hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain jub ap es mai mahnet say hat kay kam kartye hain tu ap kaliye faida nhi hai jub kay ap account manage karna seekh jatye hain tu ap es mai kafi had tak asani kay sath kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kar kay es mai kamyab ho jatye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath ap kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain kiyu kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kar kay he ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam es mai kamyab tabhi ho patye hain jub bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

                    Ham trading Mein Chhote account ko manage Karen Kyunki Jab Ham Chhote account Ko Main karte hain tabhi Ham Bade account per Aate Hain Ham Chhote account Ko Nahin main Karte Sakte to bade Kaun mein bahut jyada loss ho jata hai isliye Hamen chahie ki Chhote kaun se management start karen Taki Hamen Teri gaje Kis Tarah Se working karni hai aur management Kabhi Teri ka Jay Jiski vajah se Hamari bahut acchi trading ho sakti hai aur ek expert Raider Ki Yahi Nishani Hai ki bahar account ko easily manage kar lete hain loss ke bagair aur vah profit jyada ho jata hai Jiski vajah se Hamen bahut acchi aur Nahin milati Hai To Hamen chahie ki Apne account ko capitals mein le Jaaye Taki Hamen bahut jyada fayda aur Hamari profit bhi bahut Achcha hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

                      Yes dear aapki baat bilkul theek hai agar aap Bada account maintain karna chahte hain to uske liye bahut important hai ki aap Chhod Ke account se apni learning start karen Jab aap Chhote account ko acchi Tarah manage karne ki position Mein a Jaate Hain To Uske bad gradually Apna account Bade karna chahie Kyunki agar aap directly Bade account se apni trading start Karenge to usmein aap ko nuksan hone ke chances ho sakte hain isliye aapko Hamesha Pehle Chhota account open karna chahie aur Apna experience build karne ke sath sath Apne account ko step-by-step increase karna chahie.

                      Dear jab aapka account increase ho jata hai to usmein aapke liye Jyada safety Ho Jaati Hai Kyunki usmein aap ka account Itna Jyada jaldi was Nahin ho sakta aur use per aap apni trading acche tarike se kar sakte hain isliye aapko Puri koshish Karni chahie ke aapka account Jitna Jyada increase Ho Jaaye aap use per trading Karen for example Jis Rah aapko Kuchh senior members Kahate Hain ki agar aap Gold per trading karna chahte hain to aap ka minimum balance $200 Hona chahie to isase Aapka account safe Rahega aur aap 0.01 ki lot size select karte hue acchi trading kar sakte hain aur usmein Achcha profit Hasil kar sakte hain.

                      Lekin iski against Agar aapka account balance 50 US dollars Hai To usmein aapke account ke Wash hone ka bahut jyada chance hota hai aur usmein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai lekin aapka account Jaise Jaise increase Hota Jayega usmein aapke account ki safety bhi maintain hoti Jayegi isliye aapke account ki safety bhi bahut important issue Hota Hai Kabhi Bhi Apne account per Jyada risk Na Lain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jo trader choty acount ko manage ni kr sakty wo bary acount py bi loss he kren gy

                        Ji han bilkul aapki baat sahi hai jo treda Chhote account ko manage nahin kar sakte vah Bade trade ko aur Bade account ko kaise manage kar Sakenge isliye aapko chahie ki Hamesha Apne trade Mein Apne account mein Achcha result Hasil karne ke liye acchi earning Hasil karne ke liye aapko Apne experience ko strong banana Hoga Jyada time trading co Dena Hoga Taki aap Achcha experience Hasil kar Saken aur aap apne trade analysis Mein kamyabi ke sath apni earning ko start kar Saken Jo log trading mein jyada Se Jyada time ki investment karte hain wali acchi earning Bhi Karte Hain aur Achcha experience Hasil Karke apni trading co Kamyab banate hain isliye aapko chahie ke mehnat Karen Jyada Se Jyada time trading co dene jisse aapko kamyabi mil sake aur aap acchi trading karne Ke Kabil banaa sake.

                        Points For Successful Traders:
                        1. Phly Learning us k bad earning.
                        2. Positive Thinking
                        3. Saber
                        4. Mehnat (Quality Work)
                        5. Practice
                        6. Ask Questions
                        7. Confidence
                        Yah main point hai jinko aap use karte hue Apne trading ko Kamyab bana sakte hain agar aap ismein mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada time ki investment Karte Hain To aap kamyabi ke sath Apna trade Karke Achcha experience aur acchi earning start kar sakte hain isliye aapko daily basis per Apna grade work karna chahie aur aur apni mind ko positive Rakhna chahie.
                        🌼 Never Give Up 🌼

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X