Define Success?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    to make constant profit every month that what i will call a success har mahinay loss honey k bawajood b agar appka mahina profit mein ja raha haii toh app successfull hain warna nahi bohut se log aik target rakhtey hain har month aur jaisay hi woh target achieve hojata hai woh market se out hojatey hain aur ziyada trading nahi karthey mein khud b isi tarah kartha hoon..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      Forex trading main 2 tarha say success hoti hai . aik to monetary aur dosari learning.hum yeh nahi khay sakta kay is business main sirf pasa kama lyai jay to wahi kamyabi hai . maray khyail main agar loss honay kay bad agar insan kuch seekhata hai to future main is ko help karay to is business main wo b sucess he khalay ga
      • #183 Collapse

        bhai forex ke business mein agr risk hai tu reward bi zyada hai ap ko benefits kitne milte hai aur baaki online kaam tu bohat saare hote hai lekin un kaamo mein validities ka issue hota hai ap ko har baar kaam badalna padhta hai lekin forex mein aisa nhn hai ap hamesha tak is mein kam kr sakhte hai easily without any distrubance aur ap is kam ko as a profession bi bana sakhte hai trading is risky, lekin unlimited earning ka potential hai is kaam mein
        • #184 Collapse

          forex me sucess honey ke leye ap ko chahey ke forex ka proper knowledge hasal karey us ke baad he ap is me agay tk ja saktey hai forex ek elwa aur koi online business nahi jo etney earning dey sakey forex is best..
          • #185 Collapse

            aap apnay aapko tab hi success kehalwa saktay ho jaab aap forex me apni aik strategy bana lo or phr isay follow kartay hue aap apna daily target rakho or agar aap apna target achieve karne me kamyab hotay hen to aap yaqeenan aik kamyab trader hen
            • #186 Collapse

              Success is not about only when you have goals and achieve for it and when you got it, you have the ability to brag and tell the whole world that you're success. Real success is within your self. You know your self when you have succeed without telling anyone....................
              • #187 Collapse

                G bilkul main sab members ki bat say itfaq karta hon .Kisi bhi kam main kamyabi kay liey zarori hai kay us kay baray main knowledge ho .us kay liey aik perfect planning honi chahiey .kamyai kay liey yeh sab batain bohat zarori hoti hain .in kay baghair kamyabi mumkin nahi hoti.
                • #188 Collapse

                  forex main ap ki success ye hai k ap ki jo apni investment hai wo wese ki wesi hi rahy or ap us se earn kar chuky hon mere nazdeek yehi success hai forex trade ki
                  • #189 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                    If I told you to defince success in forex trading then how could you define it in your own wordings? Kia aapko lagta hai kay forex kay ilawa koi or business hai jo online bhi ho or itni hi earning de saky same risk level kay sath?
                    Success is high level to any job. When a people are start a work and at a time reach his result he get success. Forex is a job when a people are get a good position of forex trading he is success his job. Thank you.
                    • #190 Collapse

                      For me success is the outcome of our hardwork and dedication which we shown while working through your goals. ab ap forex ko e ly lyn , ager koi forex per kaam kerta hai ,ar sahe mehnat sy kaam kerta hai . ar pher profit b kama lyta hai , tu us ny goal achieve ker lya hai . is tarah usy success mil gi hai .
                      success k liey mehnat ka apna role hai ...hm keh sekty hain mehnat success ki key hai :)
                      • #191 Collapse

                        Successful trader woo hota hai joo consistency see profits nikal raha hoon aur apni equity koo hamesha safe kar kee trading karta rahee aur apnee emotions koo hamesha control mein rakhee aur risk aur reward koo apni trading mein apply karta ho
                        • #192 Collapse

                          Success ko define krna mukhtalif jagoo per mukhtalif hai lakin ek cheez common hai aur woh hai hard work k jab tak ap hard work nhe krayngy tab tak ap trading main faida nhe utha payngy islye apko chahye k ap apni trade main akar mehnat aur lagan sy kam karayn takay apko earning ho aur ap successful rhayn
                          • #193 Collapse

                            trading main succcess se murad hai k ap k sary order theek theek ja rahy ho . yani ap profit main ja rahy ho to ap successful hai. mazeed yha k successful usy kahty hai to jo market ko dorast andaz main samjh skay . to wo kamyab trader hai.
                            • #194 Collapse

                              good question dear success define as every successn in life in many field business, education, and other field in life is called success kyu ke agar hume ek acha trader banne ke liye zindagi ke har shube me success hasil karni chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                forex me har wo insan kamyab ho sakta he jo forex ko start karny se phle forex ke bary me information hasil karta he or wo forex ki practice karta he us ke pass forex ka etna knowledge hota he ke forex me kis trha se kam kya jata he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X