Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓
    Ji han doston Hamen Apne trade Mein lot size ko manage kar kar apna trade open karna chahie Hamen Apne money management ke sath trading Karni chahie aur lot ka size Apne balance ko Dekhte Hue rakhen Taka aapka account wash hone se bachake aur loss ke chances kam se kam hai agar aap Soch samajhkar trade Karenge to Jyada Se Jyada Prophet mil sakega aur aapke experience Mein Ji ijafa Ho sakega
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

    Lot size manage karke aapane trade open karni hai jo bhi hai vah bonus account ko use kar raha hai usko sabse pahle lot size management aur trading ki perfect money management ke bare mein apni experience and knowledge chahie kar sakte hain forex trading mein fayda aap khush waqt hota hai jab aap apni trading mein lot size ko main karte ho apni chij ko achcha karte hain lot size ki manage ka achcha chapter hai aur yah aapane burari download karna hai ki kaise aapane manage karna hai aur kaise aapane apni trade ko open karna hai trading mein aapne har chij ko main karte hue lot size ke bare mein bahut an important steps leni hai
    • #3 Collapse

      Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
      Ji han doston Hamen Apne trade Mein lot size ko manage kar kar apna trade open karna chahie Hamen Apne money management ke sath trading Karni chahie aur lot ka size Apne balance ko Dekhte Hue rakhen Taka aapka account wash hone se bachake aur loss ke chances kam se kam hai agar aap Soch samajhkar trade Karenge to Jyada Se Jyada Prophet mil sakega aur aapke experience Mein Ji ijafa Ho sakega
      Assalamu alaikum ji bilkul agar Ham lot size ko apne account Ko dekhkar lagaye ki dhum trade aur apne account donon ko kyon Kar paye agar Ham emotions mein aakar lalach mein aakar jaldi jyada profit hasil karne ke liye jyada lot size use Karenge jab kya aap ka chuke pital hai thoda hai To usse Jara si market ki homemade per aapka Jo account hai vah wash ho jaega aur is tarah aap FIR himmat har baithange confidence loose kar denge Tu agar aap nahin apne emotions ko control kar liya aur lot size ko money management ke sath use Kiya aap ek acchi trade laga bye gay aur apne Jo trading hai vah profitable kar payenge small lot size use Karen juda profit gain Karen lekin apne account ko secure rakhen Taki aap next time aur bhi jyada capital ke sath apni acchi trade karke apne profit nikal Kar paye
      Last edited by ; 13-08-2020, 10:40 AM.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

        Yes dear forex trading mein sab se mushkil kam yahi hai k lot size ko manage kar k trading karni chahiye aur money management kar k he trading karni chahiye aur jo log forex trading mein loss karty hain un k loss ki yahi waja hoti hai k wo apny account balance k mutabiq trade nahi lagaty aur bari bari lot laga lety hain ya over trading karty hain aur agar trades loss mein jayn tu account wash ho jata hai tu agar ap ne apna account wash hony se bachana hai aur apna capital safe rakhna hai tu apko money management ko follow karna hoga account balance k hisab se trading karni hogi agar account chota hai tu small lot k sath trading karni hogi aur at aa time aik he trade open karyn jab apki trade profit mein aye tab ap close kar k new trade lagayn
        • #5 Collapse

          Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

          Yes dear friend Forex trading mein hamen lot size ko manage karke trade lagani hogi agar Ham lot size ki management nahin karenge to hamara account wash ho jaega jab bhi aap trading per jaen aapko small lot size per hi trading karni chahie kyunki isase hamen loss kam hota hai hai aur aur hamara account bhi save rahata hai to aap kholo se bachana hai aur agar aap capital safe rakhna chahte Hain to money management ko follow karna hai kya account balance ke hisab se hi trading karni hogi agar hamare account mein balance kam hoga aur ham big lot size per trading shuru kar den to hamara account bahut jald wash ho jaega
          • #6 Collapse

            Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

            Lot size ko manage karna he achy aur behtar trading ke bari ala nishani hai aur traders ager money management kar rahy hon tu phir lazmi toor phir lazmi toor per traders kay liyie behtar yehi rehta hai ke woh in baaton kar zaroor khayal rakhin, lot size ke decison mai ager trader ghalat ho b jain tu phir trading mai nakami aur account wash hony jaise sorat e hal ka samna karna parh sakta ha.
            • #7 Collapse

              Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

              hun jub hum lot size manage ker k trdaing kerty han tu is se humain ziada profit hota ha aur jub hum apny acount balaance k agiasnt trade lagty hn tu is se humari trade se humain bht bara loss bhi ho sakta ha is liay humain soch samjh ker forex main kam kerna chahiy.
              • #8 Collapse

                Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

                Yes dear aapane bilkul sahi Kaha Kya forex Main lot size Ko kam rakh kar trade ko open karna chahie Jab Ham Ek Se zyada trade open kar lete hain to isase Hamara loss hota hai hamara account wash ho jata hai isliye hamain kam se kam lot laga kar trade Lagani chahie Jab Hamen Ek Se zyada lot Lagate Hain To Hamen loss ho jata hai market Mein Kamyab hona hai to planning ke sath kam kar raha hoga Kyunki Hamari acchi planning ki Hamari Kamyab trading Ki zamanat Hai iske liye Hamen experience Hasil karna hoga tabhi Ham Kamyab trader Ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

                  A lot size ko acche tarike se manage karna chahie Jab Ham Apne trade ko open karne lage To Hamen Kabhi Bhi Apne trade Mein jaldbazi Nahin Karni chahie Jab Ham Apne trade Mein jaldbaji Karenge To Ham apni trade se kabhi bhi achcha result Hasil nahin kar Payenge Hamen Hamesha Apne post ko informative banane ki koshish karne chahie Hamesha informative post karne chahie Hamen Apne trade Hamesha acche tarike se karne ki koshish Karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

                    je han dear forex members hamen forex mein ache learning kay sath kaam karna chihay ham log frex mein jetni zyada mehnaat say kam karen gay ham log frex say tni he ache earning hasell kar saken gay ye aik bohut acha nline business hey jes mein hamen zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay ham log jetni zyada mehnaat say or ache learning kay sath kaam karen gay ham log forex say tni he ache earning hasell kar saken gay hamen lot size kaam say kam rakhna chihay tab he ham log apnay account ko safe rakh saken gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

                      Lot size mangment Kar ka trada open Kiya kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko uss time trade open krna chaiy jab aap ki lot size mangment Kar la agar aap mangment Kar ka trada lagay gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot Size Manage Kr k Trade Open karna chahie. ✓✓✓

                        Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh der Mein karta hun ke Forex customer member Allah Tala ke kaun se bilkul Khaira song GTR aap ka Sawal Hai Ke lot size manage Karke Street open Kiya Karen aapane bilkul Tikka Mein Ab Ki Baat se agriculture Hamen chahie ko bilkul management Chhota rakhen bilkul kam agar aap apni lot size ko bilkul kam Rakhenge Rakhenge to aapko isase Hoga Kya aap ka account kabhi bhi watch Nahin ho sakta sakte hain isliye koshish karne ki large size ko kam rakhen manage karke hi lagaen Inshallah Aap Ko fayda Hoga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X