Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

    Hamen Forex Mein Kamyab hone ke liye confidence hokar kam karna hoga Agar Ham confidence hokar Apne work per focus Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi successful Hasil nahin kar Sakenge jitna bhi ho sake Hamen is business Mein mehnat ke sath kam per jode Ne chahie Kyunki Main Sahi Ham Achcha knowledge or experience Hasil kar sakte hain Agar Ham ismein Achcha knowledge or experience Hasil Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge hamen ismein overconfidence bhi nahin Hona chahie warna Hamen na Kami ka Samna karna pse jaega
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

      g han kamyabi hasil kerne ke liye apne ander confidence paida keren or greed ko hetem keren is k rules ko follow karna ho ga is knowldge hasil karna ho ga is k experience hasil kar k kam karna ho ga laikin in main say ik god skills say kaam ko krny say hum kum time main is say zada best risk free tarika say earn kr saqty hain
      • #18 Collapse

        Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

        Trading main kmyab hona hai tou apka confidence acha hona chahye or lalch nahi karni apko,aur rules ko follow kar k hi hum market main profit hasil kar skaty hain aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k acha earn karein aur demo main practice kar k hi hum sucess hon
        • #19 Collapse

          Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

          ap lazman hay k apna confidence achay se acha kro hum jab knowledge kay bagyr trading karty hain to humain trading main loss ho sakta hay or hum jab trading karty hain knowledge kay bagyr to hum aik hi galti ko bar bar dohraty rahty hain agar humare paas nahi hai to hum acha kaam nahi ker sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

            Hamesha he ap confidence ko acha rakho greed ko control kro aap to aik din main apna acount ura baite ge so yar pehle seekh to lo itni jaldi kiya ahi yaar seekh k karo taa k kuch fiada b kama sako thats it bss agr ap forex mein kam krna chahty hain to pehl isy properly learn karain.
            • #21 Collapse

              Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

              Forex trading a kaisi world market hai jismein aapko use Waqt Hi kamyabi milati Hai ..
              jab aap market ke rules or regulation ke mutabik kam karte Hain ...
              ISI Tarah Forex trading Mein vahi log Kamyab hote Hain Jo self-confidence ke sath trading karte hain... aur trade ke doran lalach apne kareeb nahin dety...
              Trading k liye apk andar us Waqt he confidence paida hota hai...
              Jub apko market k bary mein buht zeyada Experience or knowledge hota hai... Kuch log trade karty time lalach kar bethaty hain..
              Wo apna Target achive karny k bad B trade ko close nahi karty...
              Or zeyada profit hasil karny k chakar mein apna loss karva bethaty hain..
              Aisy logoon ko chaiye k wo greed sy buchein .. or agar wo Self confidence k sath kamyab trading karna chahty hain tu unko chaiye k wo Market k bary mein jitna possible ho Experience hasil karny ki koshish karein...
              Q k bagair koshish or mehnat k kamyabi nahi milti.. kamyab hony k liye or apni manzil tak ponchny k liye apko buht hardworking ki zarurat hoti hai..
              Isi tarah forex trading mein kamyabi tab he mumkin ha jub ap isko mehan or lagan k sath samjhny ki koshish karein gy...
              • #22 Collapse

                Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

                Hamen Hamesha Apne confidence ke sath hi trading Karni chahie nak Greediness ke sath, Greediness ki vajah se ham proper "money management or risk management" ko follow nahin kar sakte jiski vajah se hamen loses hote Hain, hamen Apne greed ko control karne ke liye Hamesha Apne emotions ko control mein rakh ke discipline ke sath trading karne chahie.
                Instaforex is the Best broker
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Confidence ko built kro Aur Greedy ko control kro = Successful

                  agar aik trader aik time mei hero hota hay next mei zero tou exact reason yehi hogi kay uski kahin na kahin mitsake hogi ya tou overconfidence ki wajah se looser banay ga ya phr apni strategy planing mei changing ya phir greedy hojay ga esliye aap har time best trading kar saktay ho agar khud best ho kar chalo gay tou..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X