Hamy treading kis time krni chahy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamy treading kis time krni chahy

    Assalamu Alaikum Dosto Main ummid Karta Hun ki aap sab log khairiyat se Honge aur Forex per acchi Armaan kar rahe Honge aaj ka jo topic Hai vah yah hai ki Hamen trading kis time Karni chahie Hamen chahie ki Ham Trident karne se pahle market ki moment ko samajh Le Hamen trading use Waqt Karni chahie Jab market Hamare Hath Mein Ho Agar market last Mein Ja Rahi Hai To Hamen Umr trading Nahin Karni chahie Jab market profit ki taraf ho to Usi Waqt trading karna Shuru Karen Inshallah aapko kamyabi Hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamy treading kis time krni chahy

      Jab market ki moving acchi Ho use time aapko trade karne chahie market ko analyse karne ke bad hi aapko trade karne chahie kabhi bhi Andaaz ya Dukh per trade Nahin Karni chahie Varna aapko loss Hoga thank you so much
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Hamy treading kis time krni chahy

        Assalamu alaikum ji han janab aapane kaha hai trading kis time karni chahie forex mein main trading ki koi time limit nahin hai 24 ghante mein Ham jab chahe trading kar sakte hain hamen trading soch samajhkar karni chahie market ko analyse karke trading karni chahie market ko angle ise karke agar Ham trading karte Hain to usmein hamen jyada profit Hasil hota hai yad Rahe trading ke daura 1 2 market ko analyse karna chahie dusra jald baat hi nahin karni chahie forex trading ki Koi time limit nahin hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X