loss ke kea wajha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading mai profit or loss dono hi hotay hai or agr analyse kiya jaye to 90% traders ko trading mai loss hota hai Q k traders bina knowledge,experience or bina target k trading krtay hai jb k esa bilkul nhi krna chahiye Forex trading 1 art hai or phlay is art ko properly learn krna chahiye and then forex market mai trading krni chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Loss ke sab sa main waja forex ko achi tra study na krna ha jab achi tra pahly studystudy ni krany gay to hamy loss ho sakta ha lahza phaly forex kay rules ko study krna lazmi ha
      • #18 Collapse

        bhi loss ki bohat sari waja hy hum ko loss jo jo waja sa hota hy ma ap ko btata hu
        1 greed ness
        2 all time trading
        3 24 hour work
        4 pori din computer pa bathna ka hum na aj trade kr ka uthna hy
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Bhai loss ki sab she bari waja ye ha ka koch log boht jaldbazi me galat time pa trade laga dete han.koch logo ko forex ka bare me koi ilm nai hota jis ki waja se WO loss me a jate hn.
          • #20 Collapse

            forex trading start karne se pehle ache tarah practice karne chayhe aur trading skills hasil karne chayhe ..forex ma log without practice aur experience invest karte ha is wajah se loss karte ha...forex ma wo traders be loss karte ha jo greed karte han..loss hone k baad mistakes ka analysis karna bhot zarori ha
            • #21 Collapse

              my dear loss ki kai wujohaat ho sakti hain agar ap new trader ho or ap bina learning k earning krna chahte ho to ap se loss b ho sakta hai or jb ap greed k sath bina analysis k trading krte ho to b ap se loss ho sakta hai
              • #22 Collapse

                Forex main loss honey ki buhat si reasons hain aur sub sey main reason lack of knowledge hy. Log forex ko learn nahi kartey aur join kr letay hain aur big lots laga kar ziada profit earn krna chahtey hain jis ki waja sey loss ho jata hy. Is key elawa greed, emotions, jald bazi, confuse hona, tension etc yeh sub bhi forex main loss ki wajohat hain.
                • #23 Collapse

                  Forex trading business mein loss ki sab se bari waja hy learning ka na hona aur agr forex trading mein learning nhi hy tu forex trading mein profit hasil ho ga aur agr learning nhi ho gi tu loss ho sakta hy aur is k elwa greed se bhi loss ho sakta hy jald bazi karne se bhi loss ho sakta hy aur sabr na karne se bhi loss ho sakta hy
                  • #24 Collapse

                    forex trading main trading k doran jin jin logo.ko loss hita hy iski waja yeh hy k ap log forex trading ka knowledge poora hasil ni krty aur na hi demo account p ziada practice kr k experience hasil karty ho apko agar forex trading main trading k doran loss sy bachna hy to ap ko chahiy k ap forex trading ka ilm aur experience hasil kr k forex trading main trading kro
                    • #25 Collapse

                      yes my dear Forex trader mai aap ki baat pe agree karta hoon aapne bilkul theek kaha hai ke Forex trading Mehlon ki wajah se Hoti Hai Hum Apne motion pe Kabu nahi rakhte aur alti Palti Karte rehte hain aur loss ho jata hai uski wajah se Humko Galti nahi karni chahiye Forex trading mein kisi bhi galti ki gunjaish nahi hai
                      ALWAYS BE HAPPY
                      • #26 Collapse

                        Re: loss ke kea wajha hai

                        Assalamu Alaikum friends Los ki Bahut Si wajohat hoti hai lekin Aadat aur last Hamen Hamari mistake ki vajah se hota hai agar Ham apni mistake ko improve Karenge To Hamen last Nahin Hoga aur ham Achcha profit Hasil kar Sakenge Jo log mehnat karte hain unke pass Achcha knowledge aur Achcha experience hota hai vah Hamesha Kamyab Hote Hain Jo mehnat Nahin Karte vah kabhi bhi Kamyab Nahin Hote
                        • #27 Collapse

                          Re: loss ke kea wajha hai

                          Dear forex members humein loss tab hota hai jab hum market ka analysis kiyai bgair trade lgatai hain. Jab humin market ki movement ka andaza nhi hota to hum glat trade lga detai hain jis ki wjha se humein loss ho jata hai. Is k ilawa humein loss tab hota hai jab hum eik se zyada trades eik time pe lgatai hain. Is liye hamesha eik time pe eik hi trade lgani chye. Aur lot size apne balance ko dekh kr lgana chye kion k agar hum lot size zyada rkhain gae to humare account wash ho skta hai...
                          • #28 Collapse

                            Re: loss ke kea wajha hai

                            bhai loss ki sab se bri waja learning k bgar he buying and selling start kerna hai hume sab se zyada loss iss leya hota hai kun k hum log gaining knowledge of kiya bgar he trading begin ker date hain so phle studying kero phr buying and selling
                            • #29 Collapse

                              Re: loss ke kea wajha hai

                              my pricey meri nazar me tu loss ki principal waja greed hai agar hum khud ko greed se door rakhen tu kafi had tak loss se bach sakte hain hume buying and selling okay doran khud per control rakhna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: loss ke kea wajha hai

                                Assalam o alaikum Jesa k thread ma pocha gya h k Forex ma trading krny ka bawjood loss ki kia wajah ha. Forex ma loss hony ki wajah ye h k ap Forex ma jb new aty hain to apko trading ka experience nhi hota. Apko idea ni hota k choti lot size lagani ha ya bari lot size lagani ha. Isi wajah se apko loss hojata ha. Aur jb ap new member hoty hain to ap stop loss aur take profit ko b use nhi krty jiss ki wajah se b ap ko loss ho jata h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X