loss ke kea wajha hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke kea wajha hai
    friends ap sb apni apni ray dain k kis waja se logon ko forex trading mai loss hota hai or is kea kea waja hai hm ksy in cheezon se bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai loss ki sab se bri waja learning k bgar he trading start kerna hai hume sab se zyada loss iss leya hota hai kun k hum log learning kiya bgar he trading start ker date hain so phle learning kero phr trading :)
    • #3 Collapse

      my dear meri nazar me tu loss ki main waja greed hai agar hum khud ko greed se door rakhen tu kafi had tak loss se bach sakte hain hume trading k doran khud per control rakhna chahiye.
      • #4 Collapse

        Waist to loss ki but c wajoohat hit I hain likin orectice ka na hona ur lalach Bhai insan ko but loss daita hy is lye in chaizoon sy bachna chye
        • #5 Collapse

          dear loss ka kafe waja ho sakta hia baz dafa app trade mai stop loss nahi dy ta jes say kafe loss hota hai baz dafa app proper currency pair ke thek sya trend ko nahi samaj ty aur order dy ta hai tu wo trade loss ma chala jati hai.
          • #6 Collapse

            Forex trading main apko loss hota hai jub ap k pas trading experience na ho Demo acount py practice na ke ho. Tu ap k pas loss k chance zyada hoty hain ap experence earn kr apni mistake correction kr k asani sy sucess earn kr skty hain
            • #7 Collapse

              meri nazar main loss ki sab sy bari waja lalach hy or 2ri bari waja malumat ka pura na hona. in ki waja sy nuksan ka andysha rehta hy. or loss ko kam karny k lie relex mind ka hona b zaruri hy
              • #8 Collapse

                aslamo_alikum forex trading k=jo log kuch jany bina is ko kuch exprienc lay bin is ma invest kar daty ha in ko loss he ho ga na is ko start karny kay ly zarori ha kay is kay demo account ma practice kro is ka market ko samjo kasy is ma kam karn ha phir ap real ma start kro work ok phir ap ko loss nahe ho ga
                • #9 Collapse

                  loss ki asal wajah bhai main samajhta hn ke greed haia ur new traders to khaas taur pe is mein greed ka shikaar hokar hi loss karwa baithte hain is liye apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi greedy na hon.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading aik risky business hay es main loss hona nature baat hay, but loss ki main waja low knowledge and without proper practice kay trading karna hay, es kay sath sath over trade bhee loss deti hay, earning kay liay money management, and full analysis kay sath trading karni chhayie.
                    • #11 Collapse

                      dear sir meray khel main loss ki sub say bari wajah exprience ka na hona hai kiounk agar ap k passtrading k baray main knowlege nai hai tu ap kabhi bhi profit hasil nai kar saktay
                      • #12 Collapse

                        loss ki sab sey bari vaja ye he ke ham bohat ziyada emotional ho kar trading karte hien or greed sey nahien bachte jis ki vaja sey ham bohat ziyada loss kar dete hien or successful nahien ban pate
                        • #13 Collapse

                          dear lalch krna ya phir mehnat na krna tb aisa hota hai ye aik risky business hai is pr kafi loss ho jata hai ye aik acha business hai aur profit bhi earn kia ja sakta hai ye aik worldwide business hai
                          • #14 Collapse

                            Loss hony ki bunyadi waja ye hai k apki practice nai hoti aur ap ka knowledge nai hota forex k bary main jis ki waja sy apko nuwsan uthana parta hai. Kamyab trader aur loss sy bachny ki liye zarori hai k pehly zeyada sy zeyada knowledge liya jaye aur phir k bad practice ki jaye jo demo account par achi taran ki ja sakti hai is taran hamy kafi experience ho jata haibaur ham real trading kar k loss sy bach sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              salam bro loss ka kafe waja ho sakta hia baz dafa app trade mai stop loss nahi dy ta jes say kafe loss hota hai exprienc lay bin is ma invest kar daty ha in ko loss he ho ga na is ko start karny kay ly zarori ha kay is kay demo account ma practice kro is ka market ko samjo kasy is ma kam karn ha phir ap real ma start kro work ok phir ap ko loss nahe ho ga and app aasani sai achi trade kersakhoogi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X